Saturday, 25 February 2012

Surah Al-Baqarah. Ayaat 146 - 150

2:146
  الَّذِينَ آتَيْنَاهُمُ الْكِتَابَ يَعْرِفُونَهُ كَمَا يَعْرِفُونَ أَبْنَاءهُمْ وَإِنَّ فَرِيقاً مِّنْهُمْ لَيَكْتُمُونَ الْحَقَّ وَهُمْ يَعْلَمُونَ         
Al-Ladhīna 'Ātaynāhumu Al-Kitāba . Woh log jin'hey de humney kitaab
Ya`rifūnahu . Woh us'sey peh'chaantey hain
Kamā Ya`rifūna . Jaise peh'chaantey hain woh
'Abnā'ahum  ۖ  . Apney bait'on ko
Wa 'Inna Farīqāan Minhum . Aur aik fareeq unmein se
Layaktumūna Al-Ĥaqqa . Albatta woh chupaa'tey hain haqq ko
Wa Hum Ya`lamūna . Aur woh jaan'tey hain

The people of the Book know this as they know their own sons; but some of them conceal the truth which they themselves know.

 2:147 
  الْحَقُّ مِن رَّبِّكَ فَلاَ تَكُونَنَّ مِنَ الْمُمْتَرِينَ
Al-Ĥaqqu Min Rabbika . Yeh haqq hai aapke Rabb ki taraf se
Falā Takūnanna . So aap na hojayein
Mina Al-Mumtarīna . Shaq karney valon mein se

 The Truth is from thy Lord; so be not at all in doubt.

2:148 
وَلِكُلٍّ وِجْهَةٌ هُوَ مُوَلِّيهَا ۖ فَاسْتَبِقُوا الْخَيْرَاتِ ۚ أَيْنَ مَا تَكُونُوا يَأْتِ بِكُمُ اللَّـهُ جَمِيعًا ۚ إِنَّ اللَّـهَ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ ﴿
Wa Likullin Wijhatun . Aur har aik ke liye aik simpt hai
Huwa Muwallīhā  ۖ . Woh muhn phairney wala hai uski taraf
Fāstabiqū Al-Khayrāti  ۚ  . To tum sabkat le jao naikiyo'n mein
'Ayna Mā Takūnū . Jahan kahien ho tum
Ya'ti Bikumu Al-Lahu . To le ayega tumko Allah Ta'lla
Jamī`āan  ۚ  . Sab ko
'Inna Al-Laha . Beshak Allah Ta'lla
`Alá Kulli Shay'in Qadīrun . Har cheez par Qadir hai


 To each is a goal to which Allah turns him; then strive together (as in a race) Towards all that is good. Wheresoever ye are, Allah will bring you Together. For Allah Hath power over all things.

 2:149 
  وَمِنْ حَيْثُ خَرَجْتَ فَوَلِّ وَجْهَكَ شَطْرَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ وَإِنَّهُ لَلْحَقُّ مِن رَّبِّكَ وَمَا اللّهُ بِغَافِلٍ عَمَّا تَعْمَلُونَ 
Wa Min Ĥaythu Kharajta . Aur jahan kahien se aap nikalein
Fawalli . Pas kar lein
Wajhaka . Apna ruhk
Shaţra Al-Masjidi Al-Ĥarāmi  . Masjid-al Haram ki taraf
Wa 'Innahu  ۖ  . Aur beshak woh
Lalĥaqqu . Albatta haqq hai
Min Rabbika . Aapke Rabb ke taraf se
Wa Mā Al-Lah. Aur nahin hai Allah Ta'lla 
Bighāfilin . Be-khabar
`Ammā Ta`malūna . Us'se jo tum karte ho

Thus, from wherever thou mayest come forth, turn thy face [in prayer] towards the Inviolable House of Worship-for,. behold, this [commandment] comes in truth from thy Sustainer; and God is not unaware of what you do.

 2:150 
  وَمِنْ حَيْثُ خَرَجْتَ فَوَلِّ وَجْهَكَ شَطْرَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ وَحَيْثُ مَا كُنتُمْ فَوَلُّواْ وُجُوهَكُمْ شَطْرَهُ لِئَلاَّ يَكُونَ لِلنَّاسِ عَلَيْكُمْ حُجَّةٌ إِلاَّ الَّذِينَ ظَلَمُواْ مِنْهُمْ فَلاَ تَخْشَوْهُمْ وَاخْشَوْنِي وَلأُتِمَّ نِعْمَتِي عَلَيْكُمْ وَلَعَلَّكُمْ تَهْتَدُونَ (2:150)
Wa Min Ĥaythu Kharajta . Aur jahan kahien se aap nikalien
Fawalli . Pass kar lein
Wajhaka . Apna ruhk
Shaţra Al-Masjidi Al-Ĥarāmi  . Masjid-Al Haram ki taraf
Wa Ĥaythu Mā Kuntum . Aur jahan kahien ho tum
Fawallū . So kar lo
Wujūhakum . Apna ruhk
Shaţrahu . Us'hi ki taraf
Li'allā . Ta key na
Yakūna . Ho
Lilnnāsi . Logon ke liye
`Alaykum . Tum par
Ĥujjatun . Koi daleel
'Illā Al-Ladhīna . Sivaye un logon ke
Žalamū . Jinho'n ne zulm kiya
Minhum . Unmien tumse
Falā Takhshawhum . So tum na dar'o unse
Wa Akhshawnī . Aur dar'o mujse
Wa Li'atimma Ni`matī . Aur ta key mein poori karoon apni neh'mat
`Alaykum . Tum par
Wa La`allakum . Aur ta key tum
Tahtadūna . Hidayaat pao




Hence, from wherever thou mayest come forth, turn thy face [in prayer] towards the Inviolable House of Worship; and wherever you all may be, turn your faces towards it, so that people should have no argument against you unless they are bent upon wrongdoing. [124] And hold not them in awe, but stand in awe of Me, and [obey Me,] so that I might bestow upon you the full measure of My blessings., and that you might follow the right path. 

No comments:

Post a Comment