Saturday, 16 June 2012

Surah Al-Baqarah 2:263 - 264

  2:263 

قَوْلٌ مَّعْرُ‌وفٌ وَمَغْفِرَ‌ةٌ خَيْرٌ‌ مِّن صَدَقَةٍ يَتْبَعُهَا أَذًى ۗ وَاللَّـهُ غَنِيٌّ حَلِيمٌ

Qawlun Ma`rūfun . Baat achi
Wa Maghfiratun . Aur dar-guzar karna
Khayrun Min Şadaqatin Yatba`uhā' Adháan . Behtar hai uss sadky se, ke us'ke baad ho ezza rasani
Wa  ۗ  Allāhu  . Aur Allah Ta'lla
Ghanīyun Ĥalīmun . Beniyaaz wala, tahumal wala hai (burdbaar)

 Kind speech and forgiveness are better than charity followed by injury.  And Allah is Free of need and Forbearing.

2:264 

  يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا لَا تُبْطِلُوا صَدَقَاتِكُم بِالْمَنِّ وَالْأَذَىٰ كَالَّذِي يُنفِقُ مَالَهُ رِ‌ئَاءَ النَّاسِ وَلَا يُؤْمِنُ بِاللَّـهِ وَالْيَوْمِ الْآخِرِ‌ ۖ فَمَثَلُهُ كَمَثَلِ صَفْوَانٍ عَلَيْهِ تُرَ‌ابٌ فَأَصَابَهُ وَابِلٌ فَتَرَ‌كَهُ صَلْدًا ۖ لَّا يَقْدِرُ‌ونَ عَلَىٰ شَيْءٍ مِّمَّا كَسَبُوا ۗ وَاللَّـهُ لَا يَهْدِي الْقَوْمَ الْكَافِرِ‌ينَ

Yā 'Ayyuhā Al-Ladhīna 'Āmanū . Ay logon jo imaan laye ho
Lā Tubţilū . Na zaya karo tum
Şadaqātikum . Apni khairaat
Bil-Manni . Yeh ehsaan jitla kar
Wa Al-'Adhá . Aur sit'ta kar
Kālladhī . Us shaqs ki tarah
Yunfiqu Mālahu . Jo harch karta hai apna maal
Ri'ā'a An-Nāsi . Logon ko dehka'vy ke liye
Wa Lā Yu'uminu . Aur nahi imaan rahkta
Bil-Lahi . Allah Ta'lla par
Wa Al-Yawmi Al-'Ākhiri  ۖ  . Aur na din akhirat par
Famathaluhu . Uski misaal hai
Kamathali Şafwānin . Jaise aik chikna pat'tar
`Alayhi . Uss'par
Turābun . Mitti
Fa'aşābahu . To pohanchey usko
Wa Abilun . Taiz barish
Fatarakahu Şaldāan  ۖ  . To usko chor de saaf aur shifaaf
Lā Yaqdirūna . Nahi woh kudrat rahk'te
`Alá Shay'in Mimmā Kasabū . Us'si cheez par, jo unho ne kamaya
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Lā Yahdī . Nahi hidayat dait'ta
Al-Qawma Al-Kāfirīna . Kafir qawm'on ko

O you who have believed, do not invalidate your charities with reminders or injury as does one who spends his wealth (only) to be seen by the people and does not believe in Allah and the Last Day.  His example is like that of a (large) smooth stone upon which is dust and is hit by a downpour that leaves it bare.  They are unable (to keep) anything of what they have earned.  And Allah does not guide the disbelieving people.

1 comment:

  1. MashAllah thanks for sharing

    http://i-reminisces.blogspot.co.uk/

    ReplyDelete