Sunday, 12 May 2013

Surah-E-Imraan 3:21 - 3:24

  786



إِنَّ الَّذِينَ يَكْفُرُ‌ونَ بِآيَاتِ اللَّـهِ وَيَقْتُلُونَ النَّبِيِّينَ بِغَيْرِ‌ حَقٍّ وَيَقْتُلُونَ الَّذِينَ يَأْمُرُ‌ونَ بِالْقِسْطِ مِنَ النَّاسِ فَبَشِّرْ‌هُم بِعَذَابٍ أَلِيمٍ

3:21

'Inna Al-Ladhīna . Beshaq woh log
Yakfurūna . Jo kufr karte hain
Bi'āyāti Al-Lahi . Allah ki ayaaton ka 
Wa Yaqtulūna An-Nabīyīna . Aur qatil karte hain Nabi'yon ko
Bighayri Ĥaqqin . Na haqq
Wa Yaqtulūna Al-Ladhīna . Aur woh qatil karte hain un logon ko
Ya'murūna  . Jo hukm dait'te hain
Bil-Qisţi . Insaaf ka
Mina An-Nāsi . Logon ko
Fabashshirhum . Unko khabar de do 
Bi`adhābin 'Alīmin . Dardanaak azaab ki

Those who disbelieve in the signs of Allah and kill the prophets without right and kill those who order justice from among the people - give them tidings of a painful punishment.

أُولَـٰئِكَ الَّذِينَ حَبِطَتْ أَعْمَالُهُمْ فِي الدُّنْيَا وَالْآخِرَ‌ةِ وَمَا لَهُم مِّن نَّاصِرِ‌ينَ

3:22

'Ūlā'ika Al-Ladhīna . Wohi log hain
Ĥabiţat . Ke zaaya ho gaye
'A`māluhum . Unke amaal
Ad-Dun. Duniya mein
Wa Al-'Ākhirati . Aur aakhirat mein
Wa Mā Lahum . Aur nahi hai unke liye
Min Nāşirīna . Koi madat karne wala

They are the ones whose deeds have become worthless in this world and the Hereafter, and for them there will be no helpers. 


أَلَمْ تَرَ‌ إِلَى الَّذِينَ أُوتُوا نَصِيبًا مِّنَ الْكِتَابِ يُدْعَوْنَ إِلَىٰ كِتَابِ اللَّـهِ لِيَحْكُمَ بَيْنَهُمْ ثُمَّ يَتَوَلَّىٰ فَرِ‌يقٌ مِّنْهُمْ وَهُم مُّعْرِ‌ضُونَ

3:23 

'Alam Tara 'Ilá Al-Ladhīna . Kya nahi dehka Aap ne un logon ki taraf
'Ū. Jo diye gaye
Naşībāan . Aik hissa
Mina Al-Kitābi . Kitaab se
Yud`awna . Woh bulaate hain
'Ilá Kitābi Al-Lahi . Allah ki kitaab ki taraf
Liyaĥkuma . Ta ke faisila kiya jaye
Baynahum . Unke darmiyaan
Thumma Yatawallá . Phir, phir jaati hai aik jamaat
Farīqun . Aik jamaat
Minhum . Un mein se
Wa Hum Mu`rūna . Aur woh muhn phair'ne wale hain

Do you not consider, (O Muhammad), those who were given a portion of the Scripture?  They are invited to the Scripture of Allah that it should arbitrate between them; then a party of them turns away, and they are refusing. 


ذَٰلِكَ بِأَنَّهُمْ قَالُوا لَن تَمَسَّنَا النَّارُ‌ إِلَّا أَيَّامًا مَّعْدُودَاتٍ ۖ وَغَرَّ‌هُمْ فِي دِينِهِم مَّا كَانُوا يَفْتَرُ‌ونَ

 3:24

 Dhālika Bi'annahum . Yeh iss vaja se unho se ke
Qālū . Kaha
Lan Tamassanā An-Nāru . Ke hargiz nahi chu'aygi humko aag
'Illā 'Ayyāmāan Ma`dūdātin  ۖ  . Magar chan din ginti ke
Wa Gharrahum . Aur dhoka diya unko
Fī Dīnihim . Unke deen ne
Mā Kānū . Jo they woh
Yaftarūna . Ghoot karte


That is because they say, "Never will the Fire touch us except for (a few) numbered days," and (because) they were deluded in their religion by what they were inventing.

Wednesday, 24 April 2013

Surah-E-Imraan 3:19 - 3:20

786

إِنَّ الدِّينَ عِندَ اللَّـهِ الْإِسْلَامُ ۗ وَمَا اخْتَلَفَ الَّذِينَ أُوتُوا الْكِتَابَ إِلَّا مِن بَعْدِ مَا جَاءَهُمُ الْعِلْمُ بَغْيًا بَيْنَهُمْ ۗ وَمَن يَكْفُرْ‌ بِآيَاتِ اللَّـهِ فَإِنَّ اللَّـهَ سَرِ‌يعُ الْحِسَابِ

 3:19

'Inna Ad-Dīna . Beshaq deen
`Inda Al-Lahi Al-'Islāmu  ۗ  . Allah ke nazdeek Islam hi hai
Wa Mā Akhtalafa Al-Ladhīna . Aur nahi ikhtilaaf kiya un logon ne
'Ū Al-Kitāba . Jinko di gayi kitaab
'Illā Min Ba`di . Magar uske baad
Mā Jā'ahumu Al-`Ilmu . Ke aa chuka unke paas ilm
Baghyāan Baynahum  ۗ  . Zidd ki vaja se unke aapis mein
Wa Man Yakfur . Aur jisne kufr kiya
Bi'āyāti Al-Lahi . Allah Ta'lla ki ayaat'on ka
Fa'inna Al-Laha . To beshaq Allah Ta'lla
Sarī`u Al-Ĥisābi . Jald hisaab lainay wala hain

Indeed, the religion in the sight of Allah is Islam.  And those who were given the scripture did not differ except after knowledge had come to them - out of jealously animosity between themselves.  And whoever disbelieves in the verses of Allah, then indeed, Allah is swift in (taking) account.

 فَإِنْ حَاجُّوكَ فَقُلْ أَسْلَمْتُ وَجْهِيَ لِلَّـهِ وَمَنِ اتَّبَعَنِ ۗ وَقُل لِّلَّذِينَ أُوتُوا الْكِتَابَ وَالْأُمِّيِّينَ أَأَسْلَمْتُمْ ۚ فَإِنْ أَسْلَمُوا فَقَدِ اهْتَدَوا ۖ وَّإِن تَوَلَّوْا فَإِنَّمَا عَلَيْكَ الْبَلَاغُ ۗ وَاللَّـهُ بَصِيرٌ‌ بِالْعِبَادِ

 3:20

Fa'in Ĥājjūka . Phir agar jhag'rein woh Aap se
Faqul 'Aslamtu . To Aap farma dein ke maine ghuka diya
Wajhiya Lillahi . Apna chera Allah ke liye
Wa Mani Attaba`ani . Aur jisne parivi ki meri
Wa Qul  ۗ  Lilladhīna . Aur Aap farma dein un logon ke liye
'Ū Al-Kitāba . Jinko di gayi kitaab
Wa Al-'Ummīyīna . Aur jo un'par hain
'A'aslamtum  . Kya tum Islam laye ho
Fa'in  ۚ 'Aslamū . So agar woh Islam layien
Faqadi Ahtadaw . To beshaq unho ne hidaayat payi
Wa 'In  ۖ  Tawallaw . Aur agar woh phir gaye
Fa'innamā `Alayka Al-Balāghu . To beshaq Aap ke zimay sirf pohancha daina hai
Wa Allāhu  ۗ  . Aur Allah Ta'lla
Başīrun Bil-`Ibādi . Dehk raha hai bandon ko

So if they argue with you, say, "I have submitted myself to Allah (in Islam), and (so have) those who follow me."  And say to those who were given the Scripture and (to) the unlearned, "Have you submitted yourselves?"  And if they submit (in Islam), they are rightly guided; but if they turn away - then upon you is only the (duty of) notification.  And Allah is Seeing of (His) servants.

Monday, 22 April 2013

Surah-e-Imraan 3:15 - 3:18

786

قُلْ أَؤُنَبِّئُكُم بِخَيْرٍ‌ مِّن ذَٰلِكُمْ ۚ لِلَّذِينَ اتَّقَوْا عِندَ رَ‌بِّهِمْ جَنَّاتٌ تَجْرِ‌ي مِن
  تَحْتِهَا الْأَنْهَارُ‌ خَالِدِينَ فِيهَا وَأَزْوَاجٌ مُّطَهَّرَ‌ةٌ وَرِ‌ضْوَانٌ مِّنَ اللَّـهِ ۗ وَاللَّـهُ بَصِيرٌ‌ بِالْعِبَادِ

3:15

Qul 'A'uunabbi'ukum . Aap farma dein, ke kya main tumhe bataoon
Bikhayrin Min Dhālikum  ۚ . Jo behtar hai is'se
Lilladhīna Attaqaw . Un logon ke liye jo pharaiz-gaar hain
`Inda Rabbihim . Jo darte hain apne Rabb se
Jannātun . Bhaagha'at hain 
Tajrī . Chalti hain
Min Taĥtihā Al-'Anhāru  . Unke neechey se neh'rein
Khālidīna Fīhā . Hamaisha rahengay woh usmein
Wa 'Azwājun Muţahharatun . Aur biwi'an hongi unki pakeeza
Wa Riđwānun Mina Al-Lahi . Aur raza mandi Allah Ta'lla ki
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Başīrun Bil-`Ibādi . Dehkta hai apney band'on ko

Say, "Shall I inform you of (something) better then that?  For those who fear Allah will be gardens in the presence of their Lord beneath which rivers flow, wherein they abide eternally, and purified spouses and approval from Allah.  And Allah is Seeing (i.e. aware) of (His) servants - 



 الَّذِينَ يَقُولُونَ رَ‌بَّنَا إِنَّنَا آمَنَّا فَاغْفِرْ‌ لَنَا ذُنُوبَنَا وَقِنَا عَذَابَ النَّارِ


3:16 


Al-Ladhīna . Woh log
Yaqūlūna . Jo kehte hain
Rabbanā . Ay hamare Rabb
'Innanā . Beshaq
'Āmannā . Hum imaan laye
ghfir Lanā . Pas tu bashq de humko
Dhunūbanā . Hamare gunahon ko
Wa Qinā . Aur bacha humko
`Adhāba An-Nāri . Aag ke azaab se

Those who say, "Our Lord, indeed we have believed, so forgive us our sins and protect us from punishment of the Fire,"
 


  الصَّابِرِ‌ينَ وَالصَّادِقِينَ وَالْقَانِتِينَ وَالْمُنفِقِينَ وَالْمُسْتَغْفِرِ‌ينَ بِالْأَسْحَارِ 
3:17

Aş-Şābirīna . Woh sabr karney waley hain
Wa Aş-Şādiqīna . Aur sach bolney waley hain
Wa Al-Qānitīna . Aur farmabadari karney waley hain
Wa Al-Munfiqīna . Aur woh harch karney waley hain Allah ki rah mein
Wa Al-Mustaghfirīna . Aur baqshish maangnay wale hain
Bil-'Asĥāri . Sehri ke waqt

The patient, the true, the obedient, those who spend (in the way of Allah), and those who seek forgiveness before dawn.
 


  شَهِدَ اللَّـهُ أَنَّهُ لَا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ وَالْمَلَائِكَةُ وَأُولُو الْعِلْمِ قَائِمًا بِالْقِسْطِ ۚ لَا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ الْعَزِيزُ الْحَكِيمُ

3:18
 
Shahida Al-Lahu . Gawahi di Allah Ta'lla ne
'Annahu . Ke beshaq
Lā 'Ilāha 'Illā Huwa . Nahi hai koi ma'bood magr wohi 
Wa Al-Malā'ikatu . Aur farishton ne
Wa 'Ū Al-`Ilmi . Aur ilm walon ne bhi
Qā'imāan Bil-Qisţi  ۚ  . Qaim rehte huwe insaaf ke saath 
Lā 'Ilāha 'Illā Huwa . Nahi hai koi ma'bood magr wohi 
 Al-`Azīzu Al-Ĥakīmu . Ghalib hikmat wala

Allah witnesses that there is no deity except Him, and (so do) the angels and those of knowledge - (that He is) maintaining (creation) in justice.  There is no deity except Him, the Exalted in Might, the Wise. 

Monday, 15 April 2013

Surah-E-Imraan 3:14

 786 


زُيِّنَ لِلنَّاسِ حُبُّ الشَّهَوَاتِ مِنَ النِّسَاءِ وَالْبَنِينَ وَالْقَنَاطِيرِ‌ الْمُقَنطَرَ‌ةِ مِنَ الذَّهَبِ وَالْفِضَّةِ وَالْخَيْلِ الْمُسَوَّمَةِ وَالْأَنْعَامِ وَالْحَرْ‌ثِ ۗ ذَٰلِكَ مَتَاعُ الْحَيَاةِ الدُّنْيَا ۖ وَاللَّـهُ عِندَهُ حُسْنُ الْمَآبِ
3:14
Zuyyina Lilnnāsi . Khush numma kar di gayi hai, logon ke liye
Ĥubbu Ash-Shahawāti . Mohabbat marboob cheez'on mein
Mina An-Nisā' . Aurat'on se
Wa Al-Banīna . Aur bait'on se
Wa Al-Qanāţīri Al-Muqanţarati . Aur khazaa'nay dhair kiye huwe
Mina Adh-Dhahabi . Sonay se
Wa Al-Fiđđati . Aur chaandi se
Wa Al-Khayli . Aur gor'ay 
Al-Musawwamati . Nishaan zada
Wa Al-'An`āmi . Aur mavaishi
Wa Al-Ĥarthi  ۗ  . Aur kait'i
Dhālika Matā`u . Yeh saaz-o-samaan hai
Al-Ĥayāati Ad-Dun . Dunyaavi zindagi ka
Wa  ۖ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
`Indahu . Uske paas
Ĥusnu Al-Ma'ābi . Acha tik'ana hai

Beautified for people is the love of that which they desire - of women and sons, heaped-up sums of gold and silver, fine branded horses, and cattle and tilled land.  That is the enjoyment of worldly life, but Allah has with Him the best return (i.e. Paradise).

Wednesday, 27 February 2013

Al-e-Imraan 3:10 - 3:13

786

3:10 
إِنَّ الَّذِينَ كَفَرُ‌وا لَن تُغْنِيَ عَنْهُمْ أَمْوَالُهُمْ وَلَا أَوْلَادُهُم مِّنَ اللَّـهِ شَيْئًا ۖ وَأُولَـٰئِكَ هُمْ وَقُودُ النَّارِ
'Inna Al-Ladhīna Kafarū . Beshaq woh log jin'ho ne kufr kiya 
Lan Tughniya . Na kaam ayiengay
`Anhum . Unse
'Amwāluhum . Unky maal 
Wa Lā 'Awlāduhum . Aur na unki ulaad 
Mina Al-Lahi . Allah Ta'lla se
Shay'āan  ۖ  . Kuch bhi
Wa 'Ūlā'ika . Aur woh'hi log hain
 Hum Wa Qūdu An-Nāri . Jo endhen hain aag ke

Indeed, those who disbelieve - never will their wealth or their children avail them against Allah at all.  And it is they who are fuel for the Fire.

3:11 
 كَدَأْبِ آلِ فِرْ‌عَوْنَ وَالَّذِينَ مِن قَبْلِهِمْ ۚ كَذَّبُوا بِآيَاتِنَا فَأَخَذَهُمُ اللَّـهُ بِذُنُوبِهِمْ ۗ وَاللَّـهُ شَدِيدُ الْعِقَابِ
Kada'bi 'Āli Fir`awna . Jaise muamila Firaun walon ka
Wa Al-Ladhīna . Aur un logon ka 
Min Qablihim  ۚ  . Jo unse pehley te
Kadhdhabū Bi'āyātinā . Unho ne jutlaya humari ayaat'on ko
Fa'akhadhahumu Al-Lahu . So inhe parkra Allah Ta'lla ne 
Bidhunūbihim . Unki ghunah'hon ki vaja se
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla 
Shadīdu Al-`Iqābi . Sirf saza dainay wala hai

(Theirs is) like the custom of the people of Pharaoh and those before them.  They denied Our signs, so Allah seized them for their sins.  And Allah is severe in penalty.

3:12 
  قُل لِّلَّذِينَ كَفَرُ‌وا سَتُغْلَبُونَ وَتُحْشَرُ‌ونَ إِلَىٰ جَهَنَّمَ ۚ وَبِئْسَ الْمِهَادُ
Qul Lilladhīna Kafarū . Aap keh dein ke wo jo, jinho ne kufr kiya
Satughlabūna . Ke woh un-qarib maghloob hongay
Wa Tuĥsharūna . Aur tum akat'tay kiye jao'gy
'Ilá Jahannama  ۚ  . Jahanum ki taraf 
Wa Bi'sa Al-Mihādu . Aur woh bura tikana hai

Say to those who disbelieve, "You will be overcome and gathered together to Hell, and wretched is the resting place."

3:13 
  قَدْ كَانَ لَكُمْ آيَةٌ فِي فِئَتَيْنِ الْتَقَتَا ۖ فِئَةٌ تُقَاتِلُ فِي سَبِيلِ اللَّـهِ وَأُخْرَ‌ىٰ كَافِرَ‌ةٌ يَرَ‌وْنَهُم مِّثْلَيْهِمْ رَ‌أْيَ الْعَيْنِ ۚ وَاللَّـهُ يُؤَيِّدُ بِنَصْرِ‌هِ مَن يَشَاءُ ۗ إِنَّ فِي ذَٰلِكَ لَعِبْرَ‌ةً لِّأُولِي الْأَبْصَارِ
Qad Kāna Lakum . Tehkeeq hai tumhare liye
'Āyatun . Aik nishaani 
Fī Fi'atayni At-Taqatā  ۖ  . Do jamaat'on mein jo mad'ay muqaabil huwe
Fi'atun . Aik jamaat
Tuqātilu . Lar'ta ta 
Fī Sabīli Al-Lahi . Allah ki raah mein
Wa 'Ukh. Aur doosra
Kāfiratun . Jo kafir ta
Yarawnahum . Woh dehk'tay te inko
Mithlayhim . Apne do chan
Ra'ya Al-`Ayni . Khuli anhkon se
Wa  ۚ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla 
Yu'uayyidu . Mad'at karta hai
Binaşrihi . Apni mad'at se
Man Yashā'u  ۗ . Jis'se chahta hai
'Inna Fī Dhālika . Beshaq is'mein
La`ibratan Li'wlī Al-'Abşāri . Albata aik ib'rat hai dehkne walon ke liye

Already there has been for you a sign in two armies which met (in combat in Badr) - one fighting in the cause of Allah and another of disbelievers.  They saw them (to be) twice their (own) number by (their) eyesight.  But Allah supports with His victory whom He wills.  Indeed in that is a lesson for those of vision.