2:278
يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا اتَّقُوا اللَّـهَ وَذَرُوا مَا بَقِيَ مِنَ الرِّبَا إِن كُنتُم مُّؤْمِنِينَ
Yā 'Ayyuhā Al-Ladhīna 'Āmanū Attaqū Al-Laha . Ay imaan walo, dar'o Allah Ta'lla se
Wa Dharū Mā Baqiya . Aur chor do jo baa'ki reh gaya
Mina Ar-Ribā . Sood se
'In Kuntum Mu'uminīna . Agar ho tum imaan waly
Oh you who have believed, fear Allah and give up what remains (due to you) of interest, if you should be believers.
2:279
فَإِن لَّمْ تَفْعَلُوا فَأْذَنُوا بِحَرْبٍ مِّنَ اللَّـهِ وَرَسُولِهِ ۖ وَإِن تُبْتُمْ فَلَكُمْ رُءُوسُ أَمْوَالِكُمْ لَا تَظْلِمُونَ وَلَا تُظْلَمُونَ
Fa'in Lam Taf`alū . So agar na tum chor'ogy
Fa'dhanū . To ilaan sun lo
Biĥarbin Mina Al-Lahi . Jang ke liye, Allah Ta'lla se
Wa Rasūlihi ۖ . Aur uske Rasool se
Wa 'In Tubtum . Aur agar tumne tauba kar li
Falakum Ru'ūsu 'Amwālikum . To tumhare liye asl z'r hain
Lā Tažlimūna . Aur na tum zulm karo
Wa Lā Tužlamūna . Aur na tumpar zulm kiya jayega
And if you do not, then be informed of a war (against you) from Allah and His Messenger. But if you repent, you may have your principal - (thus) you do no wrong, nor are you wronged.
2:280
وَإِن كَانَ ذُو عُسْرَةٍ فَنَظِرَةٌ إِلَىٰ مَيْسَرَةٍ ۚ وَأَن تَصَدَّقُوا خَيْرٌ لَّكُمْ ۖ إِن كُنتُمْ تَعْلَمُونَ
Wa 'In Kāna Dhū `Usratin . Aur agar hai tandast
Fanažiratun 'Ilá Maysaratin ۚ . To mohlat hai kashaadgi tak
Wa 'An Taşaddaqū . Aur agar tum bakshish do
Khayrun Lakum ۖ . To yeh behtar hai tumhare liye
'In Kuntum Ta`lamūna . Agar ho tum jaante
And if someone is in hardship, then (let there be) postponement until (a time of) ease. But if you give (from your right as) charity, then it is better for you, if you only knew.
2:280
وَاتَّقُوا يَوْمًا تُرْجَعُونَ فِيهِ إِلَى اللَّـهِ ۖ ثُمَّ تُوَفَّىٰ كُلُّ نَفْسٍ مَّا كَسَبَتْ وَهُمْ لَا يُظْلَمُونَ
Wa Attaqū Yawmāan Turja`ūna Fīhi . Aur daro us din se ke lauta'y jaogy tum, us mein
'Ilá Al-Lahi ۖ Allah ki taraf
Thumma Tuwaffá . Phir poora poora diya jayega
Kullu Nafsin . Har shaqs ko
Mā Kasabat . Jo usne kamaya
Wa Hum Lā Yužlamūna . Aur woh na zulm kiye ja'eingy
And fear a Day when you will be returned to Allah. Then every soul will be compensated for what it earned, and they will not be treated unjustly.
No comments:
Post a Comment