Tuesday, 27 March 2012

Surah Al-Baqarah. 197-198 (The Cow)

2:197 
 الْحَجُّ أَشْهُرٌ‌ مَّعْلُومَاتٌ ۚ فَمَن فَرَ‌ضَ فِيهِنَّ الْحَجَّ فَلَا رَ‌فَثَ وَلَا فُسُوقَ وَلَا جِدَالَ فِي الْحَجِّ ۗ وَمَا تَفْعَلُوا مِنْ خَيْرٍ‌ يَعْلَمْهُ اللَّـهُ ۗ وَتَزَوَّدُوا فَإِنَّ خَيْرَ‌ الزَّادِ التَّقْوَىٰ ۚ وَاتَّقُونِ يَا أُولِي الْأَلْبَابِ

Al-Ĥajju . Aur Hajj
'Ash/hurun Ma`lūmātun . Hajj ke maheenay maloom hain
Faman Farađa . So jisney lazim kar liya
 Fīhinna Al-Ĥajja . Unmein hajj
Falā Rafatha . To na vo be-parda ho
Wa Lā Fusūqa . Aur na gaa'li dy
Wa Lā Jidāla . Aur na jag'ra kare
Al-Ĥajji  ۗ . Hajj mein
 Wa Mā Taf`alū . Aur jo karo gaye tum
Min Khayrin . Koi bal'ai
Ya`lamhu Al-Lahu  ۗ  . To jaanta hai usko Allah Ta'lla
Wa Tazawwadū . Aur tum zaaday rah le liya karo
Fa'inna Khayra Az-Zādi At-Taqwá  ۚ  . Beshak behtar zaadey rah phariaz-gaari hai
Wa Attaqūnī . Aur mujse daro
 Yā 'Ū Al-'Albābi . Ay aqal walo

Hajj is (during) well-known months, so whoever has made hajj obligatory upon himself therein (by entering the state of ihraam), there is (to be for him) no sexual relations and no disobedience and no disputing during hajj.  And whatever good you do - Allah knows it.  And take provisions, but indeed, the best provision is fear of Allah.  And fear Me, O you of understanding.

 2:198 
 لَيْسَ عَلَيْكُمْ جُنَاحٌ أَن تَبْتَغُوا فَضْلًا مِّن رَّ‌بِّكُمْ ۚ فَإِذَا أَفَضْتُم مِّنْ عَرَ‌فَاتٍ فَاذْكُرُ‌وا اللَّـهَ عِندَ الْمَشْعَرِ‌ الْحَرَ‌امِ ۖ وَاذْكُرُ‌وهُ كَمَا هَدَاكُمْ وَإِن كُنتُم مِّن قَبْلِهِ لَمِنَ الضَّالِّي

Laysa `Alaykum . Nahi hai tumpar
Junāĥun . Koi gunah
'An Tabtaghū . Ke tum talaash karo
Fađlāan Min Rabbikum . Apney Rabb ka fazl
Fa'idhā 'Afađtum . Phir jab tum laut'o
Min `Arafātin . Maidaan-e-arfaad se
dhkurū Al-Laha . To yaad karo Allah Ta'lla ko
`Inda Al-Mash`ari Al-Ĥarāmi  ۖ  . Masjid Al-Haram ke paas
Wa Adhkurūhu . Aur us'se yaad karo
Kamā Hadākum . Jaise usney tumhe hidayat di
Wa 'In Kuntum . Aur yeh ke te tum
Min Qablihi Lamina Ađ-Đāllīna . Is'se pehley, gumrah'hon mein

There is no blame upon you for seeking bounty from your Lord (during Hajj).  But when you depart from 'Arafat, remember Allah at Al-Mash'ar Al-Haram.  And remember Him, as He has guided you - for indeed, you were before that among those astray.

No comments:

Post a Comment