Monday, 11 February 2013

Al-E-Imran 3:1 - 3:6

786

3:

 الم
'Alif-Lām-Mīm
Yeh haroof-e-muqat'iyaat hain

Alif, Laam, Meem 


3:2  

 اللَّـهُ لَا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ الْحَيُّ الْقَيُّومُ

Al-Lahu Lā 'Ilāha 'Illā Huwa Al-Ĥayyu Al-Qayyūmu 
Allah Ta'lla nahi hai koi ma'bood, sivay uske,  woh'hi zinda hai aur sabko sambhalney wala hai

Allah - there is no deity except Him, the Ever-Living, the Sustainer of existence.

3:

 نَزَّلَ عَلَيْكَ الْكِتَابَ بِالْحَقِّ مُصَدِّقًا لِّمَا بَيْنَ يَدَيْهِ وَأَنزَلَ التَّوْرَ‌اةَ وَالْإِنجِ

Nazzala `Alayka Al-Kitāba .  نَزَّلَ عَلَيْكَ الْكِتَابَ
Us'ne uttari Aap par kitaab 

Bil-Ĥaqqi  بِالْحَقِّ   
Haqq ke saath

Muşaddiqāanمُصَدِّقًا
Tasteeq karti hai

Limā Bayna Yadayhi .  لِّمَا بَيْنَ يَدَيْهِ
Uski jo us'se pehlay hai 

Wa 'Anzala At-Tawrāata .  وَأَنزَلَ التَّوْرَ‌اةَ
Aur uttari us'ne tawraa

Wa Al-'Injīla .  وَالْإِنجِ
Aur injeel

He has sent down upon you, (O Muhammad), the Book in truth, confirming what was before it.  And He revealed the Torah and the Gospel.

3:4

 مِن قَبْلُ هُدًى لِّلنَّاسِ وَأَنزَلَ الْفُرْ‌قَانَ ۗ إِنَّ الَّذِينَ كَفَرُ‌وا بِآيَاتِ اللَّـهِ لَهُمْ عَذَابٌ شَدِيدٌ ۗ وَاللَّـهُ عَزِيزٌ ذُو انتِقَامٍ

Min Qablu 
Is'se pehlay 

Hudáan 
Hidaayat hai

Lilnnāsi 
Logon ke liye

Wa 'Anzala Al-Furqāna  ۗ  
Aur uttaray furqaan

'Inna Al-Ladhīna 
Beshaq woh log

Kafarū 
Jin'ho ne kufr kiya

Bi'āyāti Al-Lahi 
Allah Ta'lla ki ayaat'on ka

Lahum 
Unke liye 

`Adhābun 
Azaab hai


Shadīdun 
Sahkt

Wa  ۗ  Allāhu 
Aur Allah Ta'lla 

`Azīzun  
Zabardast hai

Dhū Antiqāmin 
Badla lainay wala

Before, as guidance for the people.  And He revealed the Criterion (i.e., the Quran). Indeed, those who disbelieve in the verses of Allah will have a severe punishment, and Allah is exalted in Might, the Owner of Retribution.

3: 

إِنَّ اللَّـهَ لَا يَخْفَىٰ عَلَيْهِ شَيْءٌ فِي الْأَرْ‌ضِ وَلَا فِي السَّمَاءِ

'Inna Al-Laha 
Beshaq Allah Ta'lla 

Lā Yakhfá 
Nahi koi chuppi huwi 
  
`Alayhi  
Uspar

Shay'un 
Koi cheez

Al-'Arđi 
Zameen mein

Wa Lā Fī As-Samā'
Aur na asmaan mein

Indeed, from Allah nothing is hidden in the earth nor in the heaven.

3:6  

هُوَ الَّذِي يُصَوِّرُ‌كُمْ فِي الْأَرْ‌حَامِ كَيْفَ يَشَاءُ ۚ لَا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ الْعَزِيزُ الْحَكِيمُ

Huwa Al-Ladhī 
Woh'hi hai

Yuşawwirukum 
Jo sur'at banata hai tumhari 

Al-'Arĥāmi 
Rehem mein

Kayfa Yashā'u  ۚ  
Jaise woh chahta hai

Lā 'Ilāha 'Illā 
Nahi hai koi ma'bood magr

Huwa Al-`Azīzu Al-Ĥakīm
Woh'hi zabardast hikmat wala hai

It is He who forms you in the wombs however He wills.  There is no deity except Him, the Exalted in Might, the Wise.

No comments:

Post a Comment