786
3:7
هُوَ الَّذِي أَنزَلَ عَلَيْكَ الْكِتَابَ مِنْهُ آيَاتٌ مُّحْكَمَاتٌ هُنَّ أُمُّ الْكِتَابِ وَأُخَرُ مُتَشَابِهَاتٌ ۖ فَأَمَّا الَّذِينَ فِي قُلُوبِهِمْ زَيْغٌ فَيَتَّبِعُونَ مَا تَشَابَهَ مِنْهُ ابْتِغَاءَ الْفِتْنَةِ وَابْتِغَاءَ تَأْوِيلِهِ ۗ وَمَا يَعْلَمُ تَأْوِيلَهُ إِلَّا اللَّـهُ ۗ وَالرَّاسِخُونَ فِي الْعِلْمِ يَقُولُونَ آمَنَّا بِهِ كُلٌّ مِّنْ عِندِ رَبِّنَا ۗ وَمَا يَذَّكَّرُ إِلَّا أُولُو الْأَلْبَابِ
Huwa Al-Ladhī
Woh'hi hai jisne
'Anzala `Alayka Al-Kitāba
Uttari Aap par kitaab
Minhu
Us'mein
'Āyātun Muĥkamātun
Ayaat'ien hain pukhta
Hunna 'Ummu Al-Kitābi
Woh'hi asl kitaab hai
Wa 'Ukharu Mutashābihātun ۖ
Aur doosri mutashabiha
Fa'ammā Al-Ladhīna Fī Qulūbihim
Pas jo log, jinke dilon mein
Zayghun
Tairapan hai
Fayattabi`ūna
So woh pairvi karte hain
Mā Tashābaha
Uski jo mutashabia hai
Minhu Abtighā'a Al-Fitnati
Talaash karte huwe
Wa Abtighā'a
Aur dhoond'tay huwe
Ta'wīlihi ۗ
Uska matlab
Wa Mā Ya`lamu Ta'wīlahu
Aur nahi koi jaanta uska matlab
'Illā Al-Lahu
Sivaye Allah ke
Wa ۗ Ar-Rāsikhūna
Aur mazboot kism ke log
Fī Al-`Ilmi
Ilm mein
Yaqūlūna
Woh kehte hain
'Āmannā Bihi
Hum imaan laye uspar
Kullun Min `Indi Rabbinā ۗ
Sab hamare Rabb ke paas se hai
Wa Mā Yadhdhakkaru 'Illā 'Ūlū Al-'Albābi
Aur nahi samajte magr aql waly
It is He who has sent down to you, (O Muhammad), the Book; in it are verses (that are) precise - they are the foundation of the Book - and others unspecific. As for those in whose hearts is deviation (from truth), they will follow that of it which is unspecific, seeking discord and seeking an interpretation (suitable to them). And no one knows its (true) interpretation except Allah. But those firm in knowledge say, "We believe in it. All (of it) is from our Lord." And no one will be reminded except those of understanding.
3:8
رَبَّنَا لَا تُزِغْ قُلُوبَنَا بَعْدَ إِذْ هَدَيْتَنَا وَهَبْ لَنَا مِن لَّدُنكَ رَحْمَةً ۚ إِنَّكَ أَنتَ الْوَهَّابُ
Ay hamare Rabb
Lā Tuzigh Qulūbanā
Na phair hamare dil'on ko
Ba`da 'Idh Hadaytanā
Jab tumne humko hidaayat de di
Wa Hab Lanā
Aur de humko
Min Ladunka
Apne paas se
Raĥmatan ۚ
Rehmat
'Innaka 'Anta Al-Wahhābu
Beshaq tu hi dainay wala hai
(Who say), "Our Lord, let not our hearts deviate after You have guided us and grant us from Yourself mercy. Indeed, You are the Bestow-er.
3:9
رَبَّنَا إِنَّكَ جَامِعُ النَّاسِ لِيَوْمٍ لَّا رَيْبَ فِيهِ ۚ إِنَّ اللَّـهَ لَا يُخْلِفُ الْمِيعَادَ
Rabbanā
Ay hamare Rabb
'Innaka
Beshaq
Jāmi`u An-Nāsi
Jamma karne wala hai logon ko
Liyawmin Lā Rayba Fīhi ۚ
Aise din, ke nahi hai koi shaq usmein
'Inna Al-Laha
Beshaq Allah Ta'lla
Lā Yukhlifu Al-Mī`āda
Nahi hilaaf karta vaada
Our Lord, surely You will gather the people for a Day about which there is no doubt. Indeed, Allah does not fail in His promise."
No comments:
Post a Comment