2:226
لِّلَّذِينَ يُؤْلُونَ مِن نِّسَائِهِمْ تَرَبُّصُ أَرْبَعَةِ أَشْهُرٍ ۖ فَإِن فَاءُوا فَإِنَّ اللَّـهَ غَفُورٌ رَّحِيمٌ
Lilladhīna Yu'ulūna . Un logon ke liye jo kasam ka'tey hain
Min Nisā'ihim . Apni aurt'on se
Tarabbuşu 'Arba`ati . To intezaar karien chaar
'Ash/hurin ۖ . Maheeney
Fa'in Fā'ū . Phir agar woh ra'ju karien
Fa'inna Al-Laha . To beshak Allah Ta'lla
Ghafūrun Raĥīmun . Bashkney wala, mehrbaan hai
For those who swear not to have sexual relations with their wives is a waiting time of four months, but if they return (to normal relations) - then indeed, Allah is Forgiving and Merciful.
2:227
وَإِنْ عَزَمُوا الطَّلَاقَ فَإِنَّ اللَّـهَ سَمِيعٌ عَلِيمٌ
Wa 'In `Azamū Aţ-Ţalāqa . Aur agar unho ne irada kiya tallaq ka
Fa'inna Al-Laha . To beshak Allah Ta'lla
Samī`un `Alīmun . Sun'ney wala, jaan'ney wala hai
And if they decide on divorce - then indeed, Allah is Hearing and Merciful.
2:228
وَالْمُطَلَّقَاتُ يَتَرَبَّصْنَ بِأَنفُسِهِنَّ ثَلَاثَةَ قُرُوءٍ ۚ
وَلَا يَحِلُّ لَهُنَّ أَن يَكْتُمْنَ مَا خَلَقَ اللَّـهُ فِي
أَرْحَامِهِنَّ إِن كُنَّ يُؤْمِنَّ بِاللَّـهِ وَالْيَوْمِ الْآخِرِ ۚ وَبُعُولَتُهُنَّ أَحَقُّ بِرَدِّهِنَّ فِي ذَٰلِكَ إِنْ أَرَادُوا إِصْلَاحًا ۚ وَلَهُنَّ مِثْلُ الَّذِي عَلَيْهِنَّ بِالْمَعْرُوفِ ۚ وَلِلرِّجَالِ عَلَيْهِنَّ دَرَجَةٌ ۗ وَاللَّـهُ عَزِيزٌ حَكِيمٌ
Wa Al-Muţallaqātu . Aur tallaq yafta aur'tein
Yatarabbaşna . Intezaar karien
Bi'anfusihinna . Apney liye
Thalāthata Qurū'in . Yeh theen (3) haiz
Wa Lā Yaĥillu Lahunna . Aur nahi jaiz unke liye
'An Yaktumna . Ke woh chup'pain
Mā Khalaqa Al-Lahu . Jo paida kiya Allah Ta'lla ne
Fī 'Arĥāmihinna . Unke pait mein
'In Kunna Yu'uminna . Agar hain woh imaan rahktey
Bil-Lahi . Allah Ta'lla par
Wa Al-Yawmi Al-'Ākhiri . Aur qayamat ke din par
Wa Bu`ūlatuhunna . Aur unke havand
'Aĥaqqu . Zayada haqq-daar hain
Biraddihinna . Unki vapsi ke
Fī Dhālika . Iss mein
'In 'Arādū ۚ . Agar woh chahiyen
'Işlāĥāan . Beht'tri
Wa Lahunna . Aur unke liye
Mithlu Al-Ladhī . Uss jaisa hi hai
`Alayhinna ۚ . Jo unpar hai
Bil-Ma`rūfi . Dastoor ke mutabiq
Wa Lilrrijāli . Aur mard'on ke liye
`Alayhinna ۗ . Un par
Darajatun . Aik darja hai
Wa Allāhu . Aur Allah Ta'lla
`Azīzun Ĥakīmun . Zabardast hikmat wala hai
Divorced women remain in waiting for three periods, and it is not lawful for then to conceal what Allah has created in their wombs if they believe in Allah and the Last Day. And their husbands have more right to take them back in this (period) if they want reconciliation. And due to the wives is similar to what is expected of them, according to what is reasonable. But the men have a degree over them (in responsibility and authority). And Allah is Exalted in Might and Wise.
2:229
الطَّلَاقُ مَرَّتَانِ ۖ فَإِمْسَاكٌ بِمَعْرُوفٍ أَوْ تَسْرِيحٌ بِإِحْسَانٍ ۗ وَلَا يَحِلُّ لَكُمْ أَن تَأْخُذُوا مِمَّا آتَيْتُمُوهُنَّ شَيْئًا إِلَّا أَن يَخَافَا أَلَّا يُقِيمَا حُدُودَ اللَّـهِ ۖ فَإِنْ خِفْتُمْ أَلَّا يُقِيمَا حُدُودَ اللَّـهِ فَلَا جُنَاحَ عَلَيْهِمَا فِيمَا افْتَدَتْ بِهِ ۗ تِلْكَ حُدُودُ اللَّـهِ فَلَا تَعْتَدُوهَا ۚ وَمَن يَتَعَدَّ حُدُودَ اللَّـهِ فَأُولَـٰئِكَ هُمُ الظَّالِمُونَ
Aţ-Ţalāqu Marratāni ۖ . Yeh tallaq do baar hai
Fa'imsākun . Phir rok laina
Bima`rūfin . Dastoor ke mutabiq
'Aw Tasrīĥun . Yaan ruhk'sat karna
Bi'iĥsānin ۗ . Husn-e-sakool se
Wa Lā Yaĥillu Lakum . Aur nahi hai jaiz tumhare liye
'An Ta'khudhū . Ke tum ley lo
Mimmā . Usmein se
'Ātaytumūhunna . Jo tum de chukey ho unko
Shay'āan . Koi cheez
'Illā 'An Yakhāfā . Magar yeh ke woh andaysha ho un dono ko
'Allā Yuqīmā . Ke na woh qaim rahk'iengey
Ĥudūda Al-Lahi ۖ . Allah ki had'dood ko
Fa'in Khiftum . Phir agar tum dar'o
'Allā Yuqīmā . Ke woh na qaim kar sakiengey
Ĥudūda Al-Lahi . Allah ki had'ood ko
Falā Junāĥa . To nahi hai koi gunah
`Alayhimā . Un dono par
Fīmā Aftadat Bihi ۗ . Iss mein jo aurat bad'la de uska
Tilka Ĥudūdu Al-Lahi . Yeh had'ien hain Allah Ta'lla ki
Falā Ta`tadūhā ۚ . So na tum bhar'o unse
Wa Man Yata`adda Ĥudūda Al-Lahi . Aur jo kayien hadd se bharta hai Allah ki had'ood se
Fa'ūlā'ika . So woh'hi log hain
Humu Až-Žālimūna . Ke woh'hi zalim hain
No comments:
Post a Comment