Wednesday, 25 April 2012

The Cow. Ayaat 234. Surah Al-Baqarah

2:234 
وَالَّذِينَ يُتَوَفَّوْنَ مِنكُمْ وَيَذَرُ‌ونَ أَزْوَاجًا يَتَرَ‌بَّصْنَ بِأَنفُسِهِنَّ أَرْ‌بَعَةَ أَشْهُرٍ‌ وَعَشْرً‌ا ۖ فَإِذَا بَلَغْنَ أَجَلَهُنَّ فَلَا جُنَاحَ عَلَيْكُمْ فِيمَا فَعَلْنَ فِي أَنفُسِهِنَّ بِالْمَعْرُ‌وفِ ۗ وَاللَّـهُ بِمَا تَعْمَلُونَ خَبِي
Wa Al-Ladhīna Yutawaffawna Minkum . Aur woh log jo wafat pa jayein tum mein se
Wa Yadharūna . Aur chor jayien
'Azwājāan . Biwi'yaan
Yatarabbaşna . Woh intezaar mein rahkien
Bi'anfusihinna . Apney aap ko
'Arba`ata . Chaar 4
'Ash/hurin  ۖ  . Maheenay
Wa `Ashrāan . Aur dus 10 din
Fa'idhā Balaghna . Phir jab woh pohanch jayien
'Ajalahunna . Apni mud'at ko
Falā Junāĥa . To nahi hai koi gunah
`Alaykum . Tum par
Fīmā Fa`alna . Us mein ke woh karien
Fī 'Anfusihinna  ۗ . Apni jaan'o ke haqq mein
Bil-Ma`rūfi . Dastoor ke mutaabiq
Wa Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Bimā Ta`malūna Khabīrun . Jo tum karte ho, ba'khabar hai

And those who are taken in death among you ad leave wives behind - they, (the wives, shall) wait four months and ten (days).  And when they have fulfilled their term, then there is no blame upon you for what they do with themselves in an acceptable manner.  And Allah is (fully) Acquainted with what you do.

No comments:

Post a Comment