Monday, 7 May 2012

Surah Al-Baqarah. Ayaat 247 - 248. The Cow

2:247


وَقَالَ لَهُمْ نَبِيُّهُمْ إِنَّ اللَّـهَ قَدْ بَعَثَ لَكُمْ طَالُوتَ مَلِكًا ۚ قَالُوا أَنَّىٰ يَكُونُ لَهُ الْمُلْكُ عَلَيْنَا وَنَحْنُ أَحَقُّ بِالْمُلْكِ مِنْهُ وَلَمْ يُؤْتَ سَعَةً مِّنَ الْمَالِ ۚ قَالَ إِنَّ اللَّـهَ اصْطَفَاهُ عَلَيْكُمْ وَزَادَهُ بَسْطَةً فِي الْعِلْمِ وَالْجِسْمِ ۖ وَاللَّـهُ يُؤْتِي مُلْكَهُ مَن يَشَاءُ ۚ وَاللَّـهُ وَاسِعٌ عَلِيمٌ

 Wa Qāla Lahum . Aur kaha unke liye
Nabīyuhum . Unke nabi ne
'Inna Al-Laha . Ke beshak Allah Ta'lla
Qad Ba`atha . Allah Ta'lla ne muqarar kar diya hai
Lakum . Tumhare liye
Ţālūta Malikāan  ۚ   Taloot ko badshah
Qālū . Kahan unho ne
'Anná Yakūnu . Ke kaise hogi
Lahu Al-Mulku . Uske liye badsha'hat
`Alaynā . Hum par
Wa Naĥnu 'Aĥaqqu . Aur hum zayada haqq-daar hain
Bil-Mulki . Badsha'hat ke
Minhu . Us'se
Wa Lam Yu'uta Sa`atan Mina Al-Māli  ۚ  . Aur nahi di gayi usko kasrat maal mein
Qāla . Kaha Allah Ta'lla ne
'Inna Al-Laha . Ke beshak Allah Ta'lla ne
Aşţafāhu . Chun liya usko
`Alaykum . Tumpar
Wa Zādahu . Aur us'se zayada di hai
Basţatan . Kasrat
Al-`Ilmi . Ilm mein
Wa Al-Jismi . Aur jism mein
Wa  ۖ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Yu'utī Mulkahu . Dait'ta hai badsha'hi
Man Yashā'u . Jisko chahta hai
Wa  ۚ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Wāsi`un `Alīmun . Kasrat wala aur jaan'ney wala hai

And their prophet said to them, "Indeed, Allah has sent to you Saul as a kind."  They said, "How can he have kingship over us while we are more worthy of kingship than him and he has not been given any measure of wealth?"  He said, "Indeed, Allah has chosen him over you and has increased him abundantly in knowledge and stature.  And Allah gives His sovereignty to whom He wills.  And Allah is all-Encompassing (in favor) and knowing."

2:248 

وَقَالَ لَهُمْ نَبِيُّهُمْ إِنَّ آيَةَ مُلْكِهِ أَن يَأْتِيَكُمُ التَّابُوتُ فِيهِ سَكِينَةٌ مِّن رَّ‌بِّكُمْ وَبَقِيَّةٌ مِّمَّا تَرَ‌كَ آلُ مُوسَىٰ وَآلُ هَارُ‌ونَ تَحْمِلُهُ الْمَلَائِكَةُ ۚ إِنَّ فِي ذَٰلِكَ لَآيَةً لَّكُمْ إِن كُنتُم مُّؤْمِنِي

Wa Qāla Lahum . Aur kaha unke liye
Nabīyuhum . Unke nabi ne
'Inna 'Āyata Mulkihi . Ke beshak nishani uski hakum'at ki
'An Ya'tiyakumu At-Tābūtu . Ke ayega tumhare paas aik sandook
Fīhi . Us mein
Sakīnatun . Saman-e-taskeen hoga
Min Rabbikum . Tumhare rab ki taraf se
Wa Baqīyatun . Bachi huwi
Mimmā . Us mein se cheezien
Taraka . Jo chora
'Ālu Mūsá . Aal-e-Musa ne
Wa 'Ālu Hārūna . Aur Aal-e-Haroon ne
Taĥmiluhu Al-Malā'ikatu  ۚ . Aur utta'iengy us'se farishtey
'Inna Fī Dhālika . Beshak is'mein
La'āyatan Lakum . Nishani hai tumhare liye
'In Kuntum Mu'uminīna. Agar ho tum imaan waley

And their prophet said to them, "Indeed, a sign of his kingship is that the chest will come to you which is assurance from your Lord and a remnant of what the family of Moses and the family of Aaron has left, carried by the angels.  Indeed in that is a sign for you, if you are believers."

No comments:

Post a Comment