Wednesday 27 February 2013

Al-e-Imraan 3:10 - 3:13

786

3:10 
إِنَّ الَّذِينَ كَفَرُ‌وا لَن تُغْنِيَ عَنْهُمْ أَمْوَالُهُمْ وَلَا أَوْلَادُهُم مِّنَ اللَّـهِ شَيْئًا ۖ وَأُولَـٰئِكَ هُمْ وَقُودُ النَّارِ
'Inna Al-Ladhīna Kafarū . Beshaq woh log jin'ho ne kufr kiya 
Lan Tughniya . Na kaam ayiengay
`Anhum . Unse
'Amwāluhum . Unky maal 
Wa Lā 'Awlāduhum . Aur na unki ulaad 
Mina Al-Lahi . Allah Ta'lla se
Shay'āan  ۖ  . Kuch bhi
Wa 'Ūlā'ika . Aur woh'hi log hain
 Hum Wa Qūdu An-Nāri . Jo endhen hain aag ke

Indeed, those who disbelieve - never will their wealth or their children avail them against Allah at all.  And it is they who are fuel for the Fire.

3:11 
 كَدَأْبِ آلِ فِرْ‌عَوْنَ وَالَّذِينَ مِن قَبْلِهِمْ ۚ كَذَّبُوا بِآيَاتِنَا فَأَخَذَهُمُ اللَّـهُ بِذُنُوبِهِمْ ۗ وَاللَّـهُ شَدِيدُ الْعِقَابِ
Kada'bi 'Āli Fir`awna . Jaise muamila Firaun walon ka
Wa Al-Ladhīna . Aur un logon ka 
Min Qablihim  ۚ  . Jo unse pehley te
Kadhdhabū Bi'āyātinā . Unho ne jutlaya humari ayaat'on ko
Fa'akhadhahumu Al-Lahu . So inhe parkra Allah Ta'lla ne 
Bidhunūbihim . Unki ghunah'hon ki vaja se
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla 
Shadīdu Al-`Iqābi . Sirf saza dainay wala hai

(Theirs is) like the custom of the people of Pharaoh and those before them.  They denied Our signs, so Allah seized them for their sins.  And Allah is severe in penalty.

3:12 
  قُل لِّلَّذِينَ كَفَرُ‌وا سَتُغْلَبُونَ وَتُحْشَرُ‌ونَ إِلَىٰ جَهَنَّمَ ۚ وَبِئْسَ الْمِهَادُ
Qul Lilladhīna Kafarū . Aap keh dein ke wo jo, jinho ne kufr kiya
Satughlabūna . Ke woh un-qarib maghloob hongay
Wa Tuĥsharūna . Aur tum akat'tay kiye jao'gy
'Ilá Jahannama  ۚ  . Jahanum ki taraf 
Wa Bi'sa Al-Mihādu . Aur woh bura tikana hai

Say to those who disbelieve, "You will be overcome and gathered together to Hell, and wretched is the resting place."

3:13 
  قَدْ كَانَ لَكُمْ آيَةٌ فِي فِئَتَيْنِ الْتَقَتَا ۖ فِئَةٌ تُقَاتِلُ فِي سَبِيلِ اللَّـهِ وَأُخْرَ‌ىٰ كَافِرَ‌ةٌ يَرَ‌وْنَهُم مِّثْلَيْهِمْ رَ‌أْيَ الْعَيْنِ ۚ وَاللَّـهُ يُؤَيِّدُ بِنَصْرِ‌هِ مَن يَشَاءُ ۗ إِنَّ فِي ذَٰلِكَ لَعِبْرَ‌ةً لِّأُولِي الْأَبْصَارِ
Qad Kāna Lakum . Tehkeeq hai tumhare liye
'Āyatun . Aik nishaani 
Fī Fi'atayni At-Taqatā  ۖ  . Do jamaat'on mein jo mad'ay muqaabil huwe
Fi'atun . Aik jamaat
Tuqātilu . Lar'ta ta 
Fī Sabīli Al-Lahi . Allah ki raah mein
Wa 'Ukh. Aur doosra
Kāfiratun . Jo kafir ta
Yarawnahum . Woh dehk'tay te inko
Mithlayhim . Apne do chan
Ra'ya Al-`Ayni . Khuli anhkon se
Wa  ۚ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla 
Yu'uayyidu . Mad'at karta hai
Binaşrihi . Apni mad'at se
Man Yashā'u  ۗ . Jis'se chahta hai
'Inna Fī Dhālika . Beshaq is'mein
La`ibratan Li'wlī Al-'Abşāri . Albata aik ib'rat hai dehkne walon ke liye

Already there has been for you a sign in two armies which met (in combat in Badr) - one fighting in the cause of Allah and another of disbelievers.  They saw them (to be) twice their (own) number by (their) eyesight.  But Allah supports with His victory whom He wills.  Indeed in that is a lesson for those of vision.

Monday 18 February 2013

Surah Al-E-Imran 3:7 - 3:9

 786

3:

  هُوَ الَّذِي أَنزَلَ عَلَيْكَ الْكِتَابَ مِنْهُ آيَاتٌ مُّحْكَمَاتٌ هُنَّ أُمُّ الْكِتَابِ وَأُخَرُ‌ مُتَشَابِهَاتٌ ۖ فَأَمَّا الَّذِينَ فِي قُلُوبِهِمْ زَيْغٌ فَيَتَّبِعُونَ مَا تَشَابَهَ مِنْهُ ابْتِغَاءَ الْفِتْنَةِ وَابْتِغَاءَ تَأْوِيلِهِ ۗ وَمَا يَعْلَمُ تَأْوِيلَهُ إِلَّا اللَّـهُ ۗ وَالرَّ‌اسِخُونَ فِي الْعِلْمِ يَقُولُونَ آمَنَّا بِهِ كُلٌّ مِّنْ عِندِ رَ‌بِّنَا ۗ وَمَا يَذَّكَّرُ‌ إِلَّا أُولُو الْأَلْبَابِ

Huwa Al-Ladhī 
Woh'hi hai jisne 

'Anzala `Alayka Al-Kitāba 
Uttari Aap par kitaab

Minhu 
Us'mein

'Āyātun Muĥkamātun 
Ayaat'ien hain pukhta 

Hunna 'Ummu Al-Kitābi 
Woh'hi asl kitaab hai

Wa 'Ukharu Mutashābihātun  ۖ  
Aur doosri mutashabiha

Fa'ammā Al-Ladhīna Fī Qulūbihim 
Pas jo log, jinke dilon mein

Zayghun 
Tairapan hai

Fayattabi`ūna 
So woh pairvi karte hain 

Mā Tashābaha 
Uski jo mutashabia hai

Minhu Abtighā'a Al-Fitnati 
Talaash karte huw

Wa Abtighā'a 
Aur dhoond'tay huwe

Ta'wīlihi  ۗ  
Uska matlab

Wa Mā Ya`lamu Ta'wīlahu 
Aur nahi koi jaanta uska matlab 

'Illā Al-Lahu 
Sivaye Allah ke

Wa  ۗ  Ar-Rāsikhūna 
Aur mazboot kism ke log

Al-`Ilmi 
Ilm mein 

Yaqūlūna 
Woh kehte hain

'Āmannā Bihi 
Hum imaan laye uspar 

Kullun Min `Indi Rabbinā  ۗ  
Sab hamare Rabb ke paas se hai

Wa Mā Yadhdhakkaru 'Illā 'Ū Al-'Albāb
Aur nahi samajte magr aql waly

It is He who has sent down to you, (O Muhammad), the Book; in it are verses (that are) precise - they are the foundation of the Book - and others unspecific.  As for those in whose hearts is deviation (from truth), they will follow that of it which is unspecific, seeking discord and seeking an interpretation (suitable to them).  And no one knows its (true) interpretation except Allah.  But those firm in knowledge say, "We believe in it.  All (of it) is from our Lord."  And no one will be reminded except those of understanding. 
 


3:

 رَ‌بَّنَا لَا تُزِغْ قُلُوبَنَا بَعْدَ إِذْ هَدَيْتَنَا وَهَبْ لَنَا مِن لَّدُنكَ رَ‌حْمَةً ۚ إِنَّكَ أَنتَ الْوَهَّابُ

Rabbanā 
Ay hamare Rabb

Lā Tuzigh Qulūbanā 
Na phair hamare dil'on ko

Ba`da 'Idh Hadaytanā 
Jab tumne humko hidaayat de di

Wa Hab Lanā 
Aur de humko 

Min Ladunka 
Apne paas se
  
Raĥmatan  ۚ  
Rehmat

'Innaka 'Anta Al-Wahhāb
Beshaq tu hi dainay wala hai

(Who say), "Our Lord, let not our hearts deviate after You have guided us and grant us from Yourself mercy.  Indeed, You are the Bestow-er.

  

3:9 

 رَ‌بَّنَا إِنَّكَ جَامِعُ النَّاسِ لِيَوْمٍ لَّا رَ‌يْبَ فِيهِ ۚ إِنَّ اللَّـهَ لَا يُخْلِفُ الْمِيعَادَ

Rabbanā 
Ay hamare Rabb
  
'Innaka 
Beshaq 
  
Jāmi`u An-Nāsi 
Jamma karne wala hai logon ko

Liyawmin Lā Rayba Fīhi  ۚ  
Aise din, ke nahi hai koi shaq usmein

'Inna Al-Laha 
Beshaq Allah Ta'lla 

Lā Yukhlifu Al-Mī`ād
Nahi hilaaf karta vaada


Our Lord, surely You will gather the people for a Day about which there is no doubt.  Indeed, Allah does not fail in His promise."

Monday 11 February 2013

Al-E-Imran 3:1 - 3:6

786

3:

 الم
'Alif-Lām-Mīm
Yeh haroof-e-muqat'iyaat hain

Alif, Laam, Meem 


3:2  

 اللَّـهُ لَا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ الْحَيُّ الْقَيُّومُ

Al-Lahu Lā 'Ilāha 'Illā Huwa Al-Ĥayyu Al-Qayyūmu 
Allah Ta'lla nahi hai koi ma'bood, sivay uske,  woh'hi zinda hai aur sabko sambhalney wala hai

Allah - there is no deity except Him, the Ever-Living, the Sustainer of existence.

3:

 نَزَّلَ عَلَيْكَ الْكِتَابَ بِالْحَقِّ مُصَدِّقًا لِّمَا بَيْنَ يَدَيْهِ وَأَنزَلَ التَّوْرَ‌اةَ وَالْإِنجِ

Nazzala `Alayka Al-Kitāba .  نَزَّلَ عَلَيْكَ الْكِتَابَ
Us'ne uttari Aap par kitaab 

Bil-Ĥaqqi  بِالْحَقِّ   
Haqq ke saath

Muşaddiqāanمُصَدِّقًا
Tasteeq karti hai

Limā Bayna Yadayhi .  لِّمَا بَيْنَ يَدَيْهِ
Uski jo us'se pehlay hai 

Wa 'Anzala At-Tawrāata .  وَأَنزَلَ التَّوْرَ‌اةَ
Aur uttari us'ne tawraa

Wa Al-'Injīla .  وَالْإِنجِ
Aur injeel

He has sent down upon you, (O Muhammad), the Book in truth, confirming what was before it.  And He revealed the Torah and the Gospel.

3:4

 مِن قَبْلُ هُدًى لِّلنَّاسِ وَأَنزَلَ الْفُرْ‌قَانَ ۗ إِنَّ الَّذِينَ كَفَرُ‌وا بِآيَاتِ اللَّـهِ لَهُمْ عَذَابٌ شَدِيدٌ ۗ وَاللَّـهُ عَزِيزٌ ذُو انتِقَامٍ

Min Qablu 
Is'se pehlay 

Hudáan 
Hidaayat hai

Lilnnāsi 
Logon ke liye

Wa 'Anzala Al-Furqāna  ۗ  
Aur uttaray furqaan

'Inna Al-Ladhīna 
Beshaq woh log

Kafarū 
Jin'ho ne kufr kiya

Bi'āyāti Al-Lahi 
Allah Ta'lla ki ayaat'on ka

Lahum 
Unke liye 

`Adhābun 
Azaab hai


Shadīdun 
Sahkt

Wa  ۗ  Allāhu 
Aur Allah Ta'lla 

`Azīzun  
Zabardast hai

Dhū Antiqāmin 
Badla lainay wala

Before, as guidance for the people.  And He revealed the Criterion (i.e., the Quran). Indeed, those who disbelieve in the verses of Allah will have a severe punishment, and Allah is exalted in Might, the Owner of Retribution.

3: 

إِنَّ اللَّـهَ لَا يَخْفَىٰ عَلَيْهِ شَيْءٌ فِي الْأَرْ‌ضِ وَلَا فِي السَّمَاءِ

'Inna Al-Laha 
Beshaq Allah Ta'lla 

Lā Yakhfá 
Nahi koi chuppi huwi 
  
`Alayhi  
Uspar

Shay'un 
Koi cheez

Al-'Arđi 
Zameen mein

Wa Lā Fī As-Samā'
Aur na asmaan mein

Indeed, from Allah nothing is hidden in the earth nor in the heaven.

3:6  

هُوَ الَّذِي يُصَوِّرُ‌كُمْ فِي الْأَرْ‌حَامِ كَيْفَ يَشَاءُ ۚ لَا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ الْعَزِيزُ الْحَكِيمُ

Huwa Al-Ladhī 
Woh'hi hai

Yuşawwirukum 
Jo sur'at banata hai tumhari 

Al-'Arĥāmi 
Rehem mein

Kayfa Yashā'u  ۚ  
Jaise woh chahta hai

Lā 'Ilāha 'Illā 
Nahi hai koi ma'bood magr

Huwa Al-`Azīzu Al-Ĥakīm
Woh'hi zabardast hikmat wala hai

It is He who forms you in the wombs however He wills.  There is no deity except Him, the Exalted in Might, the Wise.