Saturday 31 March 2012

Ayaat 204 - 210 (The Cow) Surah Al-Baqarah

2:204 
  وَمِنَ النَّاسِ مَن يُعْجِبُكَ قَوْلُهُ فِي الْحَيَاةِ الدُّنْيَا وَيُشْهِدُ اللَّـهَ عَلَىٰ مَا فِي قَلْبِهِ وَهُوَ أَلَدُّ الْخِصَامِ
Wa Mina An-Nāsi . Aur logon mein se
Man Yu`jibuka . Jo tumhein bari mal'oom hoti hai
Qawluhu . Uski baat
Al-Ĥayāati Ad-Dun. Duniya ki zindagi mein
Wa Yush/hidu Al-Laha . Aur woh gawa banata hai Allah Ta'lla ko
`Alá Mā Fī Qalbihi . Jo kuch hai uskey dil mein
Wa Huwa 'Aladdu Al-Khāmi . Aur woh sahkt jag'ra'lu hai

And of the people is he whose speech pleases you in worldly life, and he calls Allah to witness as to what is in his heart, yet he is the fiercest of opponents.
  
2:205 
 وَإِذَا تَوَلَّىٰ سَعَىٰ فِي الْأَرْ‌ضِ لِيُفْسِدَ فِيهَا وَيُهْلِكَ الْحَرْ‌ثَ وَالنَّسْلَ ۗ وَاللَّـهُ لَا يُحِبُّ الْفَسَادَ
 Wa 'Idhā Tawallá . Aur jab woh laut'ey
Sa`á . To dor'ta phiray
Al-'Arđi . Zameen mein
Liyufsida . Ta'key woh fisaad kare
Fīhā . Uss mein
Wa Yuhlika Al-Ĥartha .  Aur tab'ha kare khait'i ko
Wa An-Nasla . Aur nasl ko
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Lā Yuĥibbu Al-Fasāda . Nahin pasand karta fisaad ko

And when he goes away, he strives throughout the land to cause corruption therein and destroy crops and animals.  And Allah does not like corruption.

 2:206 
 وَإِذَا قِيلَ لَهُ اتَّقِ اللَّـهَ أَخَذَتْهُ الْعِزَّةُ بِالْإِثْمِ ۚ فَحَسْبُهُ جَهَنَّمُ ۚ وَلَبِئْسَ الْمِهَادُ
 Wa 'Idhā Qīla Lahu Attaqi Al-Laha . Aur jab kaha jaata hai usko ke d'rr Allah Ta'lla se
'Akhadhat/hu Al-`Izzatu . To us'se ama'da kare izaat
Bil-'Ithmi  ۚ  . Gunah par
Faĥasbuhu Jahannamu  ۚ  . So kaafi hai usko jahan'num
Wa Labi'sa Al-Mihādu . Aur woh bur'a tikana hai

And when it is said to him, "Fear Allah," pride in the sin takes hold of him.  Sufficient for him is Hellfire, and how wretched is the resting place.

 2:207 
 وَمِنَ النَّاسِ مَن يَشْرِ‌ي نَفْسَهُ ابْتِغَاءَ مَرْ‌ضَاتِ اللَّـهِ ۗ وَاللَّـهُ رَ‌ءُوفٌ بِالْعِبَادِ
Wa Mina An-Nāsi . Aur logon mein se
Man Yashrī . Jo baich dal'ta hai
Nafsahu Abtighā'a . Apni jaan ko hasil karte huwe
Marđāati Al-Lahi . Allah ki raza
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Ra'ūfun Bil-`Ibādi . Mehrbaan hai band'on par

And of the people is he who sells himself, seeking means to the approval of Allah.  And Allah is kind to (His) servants.

 2:208 
 يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا ادْخُلُوا فِي السِّلْمِ كَافَّةً وَلَا تَتَّبِعُوا خُطُوَاتِ الشَّيْطَانِ ۚ إِنَّهُ لَكُمْ عَدُوٌّ مُّبِينٌ
Yā 'Ayyuhā Al-Ladhīna 'Āmanū Adkhulū . Ay logon jo imaan laye ho, dahkil ho jao
As-Silmi  . Islam mein
Kāffatan . Poorey poorey
Wa Lā Tattabi`ū . Aur na tum pairvi karo
Khuţuwāti Ash-Shayţāni  ۚ  . Shatan ke kad'mon ki
'Innahu Lakum . Beshak woh tumhare liye
`Adūwun Mubīnun . Khulla dushman hai

O you who have believed, enter into Islam completely (and perfectly) and do not follow the footsteps of Satan.  Indeed, he is to you a clear enemy.

 2:209 
 فَإِن زَلَلْتُم مِّن بَعْدِ مَا جَاءَتْكُمُ الْبَيِّنَاتُ فَاعْلَمُوا أَنَّ اللَّـهَ عَزِيزٌ حَكِيمٌ
Fa'in Zalaltum . Phir agar tum phisal gaye
Min Ba`di . Iskey baad
Mā Jā'atkumu Al-Bayyinātu  .  Ke aye tumhare paas vasiye nishaaniyan
Fā`lamū . So jaan lo
'Anna Al-Laha . Ke beshak Allah Ta'lla
`Azīzun Ĥakīmun . Ghalib hikmat wala hai

But if you deviate after clear proofs have come to you, then know that Allah is Exalted and Might and Wise.

 2:210 
 هَلْ يَنظُرُ‌ونَ إِلَّا أَن يَأْتِيَهُمُ اللَّـهُ فِي ظُلَلٍ مِّنَ الْغَمَامِ وَالْمَلَائِكَةُ وَقُضِيَ الْأَمْرُ‌ ۚ وَإِلَى اللَّـهِ تُرْ‌جَعُ الْأُمُورُ‌
Hal Yanžurūna . Kya woh intezaar karte hain
'Illā 'An Ya'tiyahumu Al-Lahu . Magar yeh ke aye unke paas Allah Ta'lla
Fī Žulalin . Saibaan'o mein
Mina Al-Ghamāmi . Badal'on ke
Wa Al-Malā'ikatu . Aur farishtey
Wa Quđiya Al-'Amru  ۚ . Aur t'ayy ho jaye hissa
Wa 'Ilá Al-Lahi . Aur Allah ki taraf
Turja`u Al-'Umūru . Laut'iengey sab kaam

Do they await but that Allah should come to them in covers of clouds and angels (as well) and the matter is (then) decided?  And to Allah (all) mattered are returned. 

Thursday 29 March 2012

Surah Al-Baqarah. Ayaat 199 - 203 (The Cow)

2:199 
 ثُمَّ أَفِيضُوا مِنْ حَيْثُ أَفَاضَ النَّاسُ وَاسْتَغْفِرُ‌وا اللَّـهَ ۚ إِنَّ اللَّـهَ غَفُورٌ‌ رَّ‌حِيمٌ
Thumma 'Afīđū . Phir tum laut'o
Min Ĥaythu . Jahan se
'Afāđa An-Nāsu . Laut'tey log
Wa Astaghfirū Al-Laha  ۚ . Aur mughfirat maan'go Allah Ta'lla se
 'Inna Al-Laha Ghafūrun Raĥīmun . Beshak Allah Ta'lla bakshney wala mehrbaan hai

Then depart from the place from where (all) the people depart and ask forgiveness of Allah. Indeed, Allah is Forgiving and Merciful.

 2:200
  فَإِذَا قَضَيْتُم مَّنَاسِكَكُمْ فَاذْكُرُ‌وا اللَّـهَ كَذِكْرِ‌كُمْ آبَاءَكُمْ أَوْ أَشَدَّ ذِكْرً‌ا ۗ فَمِنَ النَّاسِ مَن يَقُولُ رَ‌بَّنَا آتِنَا فِي الدُّنْيَا وَمَا لَهُ فِي الْآخِرَ‌ةِ مِنْ خَلَاقٍ
 Fa'idhā . Pas jab
Qađaytum Manāsikakum . Atta kar chuko Hajj ke arkaan
dhkurū Al-Laha . To yaad karo Allah Ta'lla ko
Kadhikrikum . Jaise yaad karna tumhara
'Ābā'akum . Apney baad daad'a ko
'Aw 'Ashadda Dhikrāan  ۗ  . Yaan zayada yaad karna
Famina An-Nāsi . Pas logon mein se
Man Yaqūlu . Jo kehta hai
Rabbanā . Ay humarey Rabb
'Ātinā . Dey humko
Ad-Dun. Duniya mein
Wa Mā Lahu . Aur nahi hai uskey liye
 Fī Al-'Ākhirati . Akhirat mein
Min Khalāqin . Koi hissa

And when you have completed your rites, remember Allah like your (previous) remembrance of your fathers or with (much) greater remembrance.  And among the people is he who says, "Our Lord, give us in this world," and he will have the Hereafter no share.

 2:201 
  وَمِنْهُم مَّن يَقُولُ رَ‌بَّنَا آتِنَا فِي الدُّنْيَا حَسَنَةً وَفِي الْآخِرَ‌ةِ حَسَنَةً وَقِنَا عَذَابَ النَّارِ
Wa Minhum Man Yaqūlu . Aur unmein se jo kehta hai
Rabbanā . Ay hamarey Rabb
'Ātinā . Dy hum'mey
Ad-Dun. Duniya mein
Ĥasanatan . Bal'lai
Wa Fī Al-'Ākhirati . Aur ahkirat mein
Ĥasanatan . Bal'ai
Wa Qinā `Adhāba An-Nāri . Aur bach'a hum'mey aag se

But among them is he who says, "Our Lord, give us in this world (that which is) good and in the Hereafter (that which is) good and protects us from the punishment of the Fire."

 2:202 
 أُولَـٰئِكَ لَهُمْ نَصِيبٌ مِّمَّا كَسَبُوا ۚ وَاللَّـهُ سَرِ‌يعُ الْحِسَابِ
'Ūlā'ika Lahum . Wohi log hain ke unke liye
Naşībun Mimmā Kasabū . Hissa hai us'mein se jo unho ne kamaya
Wa  ۚ  Allāhu Sarī`u Al-Ĥisābi . Aur Allah Ta'lla jald hisaab lain'ney waley hain

Those will have a share of what they have earned, and Allah is swift in account.

 2:203 
 وَاذْكُرُ‌وا اللَّـهَ فِي أَيَّامٍ مَّعْدُودَاتٍ ۚ فَمَن تَعَجَّلَ فِي يَوْمَيْنِ فَلَا إِثْمَ عَلَيْهِ وَمَن تَأَخَّرَ‌ فَلَا إِثْمَ عَلَيْهِ ۚ لِمَنِ اتَّقَىٰ ۗ وَاتَّقُوا اللَّـهَ وَاعْلَمُوا أَنَّكُمْ إِلَيْهِ تُحْشَرُ‌ونَ
Wa Adhkurū Al-Laha . Aur yaad karo Allah Ta'lla ko
Fī 'Ayyāmin Ma`dūdātin . Ch'n din ginti ky ۚ  
Faman Ta`ajjala . So jo jaldi chala gaya
Fī Yawmayni . Do din mein
Falā 'Ithma `Alayhi . To nahi hai koi gunah uspar
Wa Man Ta'akhkhara . Aur jisney takheer ki
Falā 'Ithma `Alayhi . To nahi hai koi gunah uspar 
Limani Attaqá  ۗ . Uskey liye jo dar'ta raha
Wa Attaqū Al-Laha . Aur dar'o Allah Ta'lla se
Wa A`lamū . Aur jaan lo
'Annakum . Ke beshak tum
'Ilayhi Tuĥsharūna . Us'hi ki taraf jam'ma kiye jao'gey

And remember Allah during (specific) numbered days.  Then whoever hastens (his departure) in two days - there is no sin upon him; and whoever delays (until the third) - there is no sin upon him - for him who fears Allah.  And fear Allah and know they unto Him you will be gathered.

Tuesday 27 March 2012

Surah Al-Baqarah. 197-198 (The Cow)

2:197 
 الْحَجُّ أَشْهُرٌ‌ مَّعْلُومَاتٌ ۚ فَمَن فَرَ‌ضَ فِيهِنَّ الْحَجَّ فَلَا رَ‌فَثَ وَلَا فُسُوقَ وَلَا جِدَالَ فِي الْحَجِّ ۗ وَمَا تَفْعَلُوا مِنْ خَيْرٍ‌ يَعْلَمْهُ اللَّـهُ ۗ وَتَزَوَّدُوا فَإِنَّ خَيْرَ‌ الزَّادِ التَّقْوَىٰ ۚ وَاتَّقُونِ يَا أُولِي الْأَلْبَابِ

Al-Ĥajju . Aur Hajj
'Ash/hurun Ma`lūmātun . Hajj ke maheenay maloom hain
Faman Farađa . So jisney lazim kar liya
 Fīhinna Al-Ĥajja . Unmein hajj
Falā Rafatha . To na vo be-parda ho
Wa Lā Fusūqa . Aur na gaa'li dy
Wa Lā Jidāla . Aur na jag'ra kare
Al-Ĥajji  ۗ . Hajj mein
 Wa Mā Taf`alū . Aur jo karo gaye tum
Min Khayrin . Koi bal'ai
Ya`lamhu Al-Lahu  ۗ  . To jaanta hai usko Allah Ta'lla
Wa Tazawwadū . Aur tum zaaday rah le liya karo
Fa'inna Khayra Az-Zādi At-Taqwá  ۚ  . Beshak behtar zaadey rah phariaz-gaari hai
Wa Attaqūnī . Aur mujse daro
 Yā 'Ū Al-'Albābi . Ay aqal walo

Hajj is (during) well-known months, so whoever has made hajj obligatory upon himself therein (by entering the state of ihraam), there is (to be for him) no sexual relations and no disobedience and no disputing during hajj.  And whatever good you do - Allah knows it.  And take provisions, but indeed, the best provision is fear of Allah.  And fear Me, O you of understanding.

 2:198 
 لَيْسَ عَلَيْكُمْ جُنَاحٌ أَن تَبْتَغُوا فَضْلًا مِّن رَّ‌بِّكُمْ ۚ فَإِذَا أَفَضْتُم مِّنْ عَرَ‌فَاتٍ فَاذْكُرُ‌وا اللَّـهَ عِندَ الْمَشْعَرِ‌ الْحَرَ‌امِ ۖ وَاذْكُرُ‌وهُ كَمَا هَدَاكُمْ وَإِن كُنتُم مِّن قَبْلِهِ لَمِنَ الضَّالِّي

Laysa `Alaykum . Nahi hai tumpar
Junāĥun . Koi gunah
'An Tabtaghū . Ke tum talaash karo
Fađlāan Min Rabbikum . Apney Rabb ka fazl
Fa'idhā 'Afađtum . Phir jab tum laut'o
Min `Arafātin . Maidaan-e-arfaad se
dhkurū Al-Laha . To yaad karo Allah Ta'lla ko
`Inda Al-Mash`ari Al-Ĥarāmi  ۖ  . Masjid Al-Haram ke paas
Wa Adhkurūhu . Aur us'se yaad karo
Kamā Hadākum . Jaise usney tumhe hidayat di
Wa 'In Kuntum . Aur yeh ke te tum
Min Qablihi Lamina Ađ-Đāllīna . Is'se pehley, gumrah'hon mein

There is no blame upon you for seeking bounty from your Lord (during Hajj).  But when you depart from 'Arafat, remember Allah at Al-Mash'ar Al-Haram.  And remember Him, as He has guided you - for indeed, you were before that among those astray.

Monday 26 March 2012

Ayaat 194 - 196. The Cow. Surah Al-Baqarah.

2:194 
 الشَّهْرُ‌ الْحَرَ‌امُ بِالشَّهْرِ‌ الْحَرَ‌امِ وَالْحُرُ‌مَاتُ قِصَاصٌ ۚ فَمَنِ اعْتَدَىٰ عَلَيْكُمْ فَاعْتَدُوا عَلَيْهِ بِمِثْلِ مَا اعْتَدَىٰ عَلَيْكُمْ ۚ وَاتَّقُوا اللَّـهَ وَاعْلَمُوا أَنَّ اللَّـهَ مَعَ الْمُتَّقِينَ
Ash-Shahru Al-Ĥarāmu . Hurmat wala maheena
Bish-Shahri Al-Ĥarāmi . Badla hai hurmat waley maheeney ka
Wa Al-Ĥurumātu Qişāşun  ۚ  . Aur hurmat'on ka badla hai
Famani A`tadá . Pas jisney ziyad'ti ki
`Alaykum. Tum par
  Fā`tadū . To tum ziyad'ti karo
`Alayhi . Uss par
Bimithli Mā A`tadá `Alaykum  ۚ . Jaisi usne zidat'ti ki tumpar
 Wa Attaqū Al-Laha . Aur tum dar'o Allah Ta'lla se
Wa A`lamū . Aur jaan lo
'Anna Al-Laha . Ke Allah Ta'lla
Ma`a Al-Muttaqīna . Saath hai phairaz-gaaron ke

 (Fighting in) the sacred month is for (aggression committed in) the sacred month, and for (all) violations is legal retribution.  So whoever has assaulted you, then assault him in the same way that he has assaulted you.  And fear Allah and know that Allah is with those who fear Him.

 2:195 
 وَأَنفِقُوا فِي سَبِيلِ اللَّـهِ وَلَا تُلْقُوا بِأَيْدِيكُمْ إِلَى التَّهْلُكَةِ ۛ وَأَحْسِنُوا ۛ إِنَّ اللَّـهَ يُحِبُّ الْمُحْسِنِي
Wa 'Anfiqū . Aur tum harch karo
Fī Sabīli Al-Lahi . Allah Ta'lla ke raaste mein
Wa Lā . Aur na
Tulqū . Dalo
Bi'aydīkum . Apney haathon ko
'Ilá At-Tahlukati . Hilakat ki taraf
 Wa 'Aĥsinū  . Aur naiki karo
 'Inna Al-Laha . Beshak Allah Ta'lla
Yuĥibbu Al-Muĥsinīna . Dost rahkta hai naiki karney valon ko

And spend in the way of Allah and do not throw (yourselves) with your (own) hands into destruction (by refraining).  And do good; indeed, Allah loves the doers of good.

 2:196 
 وَأَتِمُّوا الْحَجَّ وَالْعُمْرَ‌ةَ لِلَّـهِ ۚ فَإِنْ أُحْصِرْ‌تُمْ فَمَا اسْتَيْسَرَ‌ مِنَ الْهَدْيِ ۖ وَلَا تَحْلِقُوا رُ‌ءُوسَكُمْ حَتَّىٰ يَبْلُغَ الْهَدْيُ مَحِلَّهُ ۚ فَمَن كَانَ مِنكُم مَّرِ‌يضًا أَوْ بِهِ أَذًى مِّن رَّ‌أْسِهِ فَفِدْيَةٌ مِّن صِيَامٍ أَوْ صَدَقَةٍ أَوْ نُسُكٍ ۚ فَإِذَا أَمِنتُمْ فَمَن تَمَتَّعَ بِالْعُمْرَ‌ةِ إِلَى الْحَجِّ فَمَا اسْتَيْسَرَ‌ مِنَ الْهَدْيِ ۚ فَمَن لَّمْ يَجِدْ فَصِيَامُ ثَلَاثَةِ أَيَّامٍ فِي الْحَجِّ وَسَبْعَةٍ إِذَا رَ‌جَعْتُمْ ۗ تِلْكَ عَشَرَ‌ةٌ كَامِلَةٌ ۗ ذَٰلِكَ لِمَن لَّمْ يَكُنْ أَهْلُهُ حَاضِرِ‌ي الْمَسْجِدِ الْحَرَ‌امِ ۚ وَاتَّقُوا اللَّـهَ وَاعْلَمُوا أَنَّ اللَّـهَ شَدِيدُ الْعِقَابِ
 Wa 'Atimmū Al-Ĥajja . Aur poora karo Hajj
 Wa Al-`Umrata Lillahi  ۚ . Aur Umrah, Allah Ta'lla ke liye
 Fa'in . Phir agar
'Uĥşirtum . Tum rok diye jao
Famā  Astaysara . To jo muyasar aye
Mina Al-Hadyi  ۖ .  Qurbaani se 
Wa Lā Taĥliqū . Aur na mundvao
Ru'ūsakum . Apney sarr
Ĥattá . Yahan tak ke
Yablugha . Pohanch jayien
Al-Hadyu . Qurbaani
Maĥillahu  ۚ . Apni jaga
 Faman Kāna . Phir jo koi ho
 Minkum . Tum mien se
Marīđāan . Bemaar
'Aw Bihi . Yaan
 'Adháan . Taqleef
 Min Ra'sihi . Uske sar mein
Fafidyatun . To badla de
Min Şiyāmin . Rozey se
'Aw . Yaan
 Şadaqatin . Sadqa
 'Aw Nusukin  ۚ . Yaan qurbaani se
Fa'idhā 'Amintum . Phir jab tum aman mein ho jao
 Faman Tamatta`a . To jo faia uttaye
 Bil-`Umrati . Umrahey ke saath
 'Ilá Al-Ĥajji . Hajj ko mila kar
Famā Astaysara Mina Al-Hadyi . To jo muyasar aye qurbaani se
Faman Lam Yajid . So jo na paye
Faşiyāmu Thalāthati . To rozey hain theen (3)
 'Ayyāmin . Din
Al-Ĥajji . Hajj mein
Wa Sab`atin . Aur saath (7)
 'Idhā Raja`tum  ۗ  . Jab tum vapas laut jao
Tilka `Asharatun Kāmilatun  ۗ  . Yeh 10 hain poorey
Dhālika Liman . Yeh uske liye hai
Lam Yakun . Ke na hon
 'Ahluhu . Uske ghar valey
Ĥāđirī Al-Masjidi Al-Ĥarāmi  ۚ  . Masjid a- Haram mein majood
Wa Attaqū Al-Laha . Aur tum daro Allah Ta'lla se
Wa A`lamū . Aur jaan lo
'Anna Al-Laha . Beshak Allah Ta'lla
Shadīdu Al-`Iqābi . Sahkt azaab dainey wala hai

And complete the Hajj and Umrah for Allah.  But if you prevented, then (offer) what can be obtained with ease of sacrificial animals.  And do not shave your heads until the sacrificial animal has reached its place of slaughter.  And whoever among you is ill or has an ailment of the head (making shaving necessary must offer) a ransom of fasting (three days) or charity or sacrifice.  And when you secure, then whoever preforms Umrah (during the Hajj months) followed by Hajj (offers) what can be obtained with ease of sacrificial animals.  And whoever cannot find (or afford such an animal) - then a fast of three days during Hajj and of seven when you have returned (home).  Those are ten complete (days). This is for those whose family is not in the area of al-Masjid al-Haraam.  And fear Allah and know that Allah is severe in penalty.

Sunday 25 March 2012

Surah Al-Baqarah. Ayaat 189 - 193

2:189 
  يَسْأَلُونَكَ عَنِ الْأَهِلَّةِ ۖ قُلْ هِيَ مَوَاقِيتُ لِلنَّاسِ وَالْحَجِّ ۗ وَلَيْسَ الْبِرُّ‌ بِأَن تَأْتُوا الْبُيُوتَ مِن ظُهُورِ‌هَا وَلَـٰكِنَّ الْبِرَّ‌ مَنِ اتَّقَىٰ ۗ وَأْتُوا الْبُيُوتَ مِنْ أَبْوَابِهَا ۚ وَاتَّقُوا اللَّـهَ لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ
Yas'alūnaka `Ani Al-'Ahillati  ۖ  .  Woh aapse poochte hain naye chand ke baare mein
Qul Hiya Mawāqītu Lilnnāsi Wa Al-Ĥajji  ۗ   . Aap keh dein ke yeh uqaad hai logon ke liye aur Hajj ka
Wa Laysa Al-Birru  . Aur nahi hai naiki
Bi'an Ta'tū Al-Buyūta . Yeh ke tum aao apney ghar'on mein
Min Žuhūrihā . Unki pusht se
Wa Lakinna Al-Birra . Aur laikin nahi hai
Mani Attaqá  ۗ  . Jo phairaz-gaari kare
Wa 'Tū Al-Buyūta . Aur aao apney ghar'on mein
Min 'Abwābihā  ۚ  . Darvaz'on se
Wa Attaqū Al-Laha . Aur tum dar'o Allah Ta'lla se
La`allakum . Ta key tum
Tufliĥūna . Qamyaabi hasil karo

They ask you, (O Mohammad), about the moons.  Say, They are measurements of time for the people and for hajj."  And it is not righteousness to enter houses from the back, but righteousness is (in) one who fears Allah.  And enter houses from their doors.  And fear Allah that you may succeed.


  2:190 
 وَقَاتِلُوا فِي سَبِيلِ اللَّـهِ الَّذِينَ يُقَاتِلُونَكُمْ وَلَا تَعْتَدُوا ۚ إِنَّ اللَّـهَ لَا يُحِبُّ الْمُعْتَدِينَ
 Wa Qātilū Fī Sabīli Al-Lahi . Aur lar'ro tum Allah ki rah mein
Al-Ladhīna . Un logon se
Yuqātilūnakum . Jo tumse lar'te hain
Wa Lā Ta`tadū  ۚ  . Aur na ziyad'ti karo
'Inna Al-Laha . Beshak Allah Ta'lla
Lā Yuĥibbu Al-Mu`tadīna . Nahi pasand kata ziyad'ti karney valon ko

Fight in the way of Allah those who fight you but do not transgress.  Indeed.  Allah does not like transgressors.

 2:191 
 وَاقْتُلُوهُمْ حَيْثُ ثَقِفْتُمُوهُمْ وَأَخْرِ‌جُوهُم مِّنْ حَيْثُ أَخْرَ‌جُوكُمْ ۚ وَالْفِتْنَةُ أَشَدُّ مِنَ الْقَتْلِ ۚ وَلَا تُقَاتِلُوهُمْ عِندَ الْمَسْجِدِ الْحَرَ‌امِ حَتَّىٰ يُقَاتِلُوكُمْ فِيهِ ۖ فَإِن قَاتَلُوكُمْ فَاقْتُلُوهُمْ ۗ كَذَٰلِكَ جَزَاءُ الْكَافِرِ‌ينَ
qtulūhum . Aur unhien maar dalo
Ĥaythu Thaqiftumūhum . Jahan tum inhien pao
Wa 'Akhrijūhum . Aur unhe nikaal do
Min Ĥaythu 'Akhrajūkum . Jahan se unho ne tumhe nikala
Wa  ۚ  Al-Fitnatu . Aur fitna
'Ashaddu . Zayada sahkt sangeen hai
Mina Al-Qatli  ۚ  . Qat'l se
Wa Lā Tuqātilūhum . Aur na lar'ro unse
`Inda Al-Masjidi Al-Ĥarāmi . Masjid Al-Haram ke paas
Ĥattá Yuqātilūkum Fīhi  ۖ  . Yahan tak key woh lar'ien tumse is'mein
Fa'in Qātalūkum . Pas agar woh tumse lar'ien
qtulūhum  ۗ  . To tum bhi unse lar'o
Kadhālika Jazā'u Al-Kāfirīna . Is'hi tarha saza hai kafir logon ke liye

And kill them wherever you overtake them and expel them from wherever they have expelled you, and fitnah is worse than killing.  And do not fight them at al-Masjid al-haram until they fight you there.  But if they fight you, then kill them.  Such is the recompense of the disbelievers. 

 2:192 
 فَإِنِ انتَهَوْا فَإِنَّ اللَّـهَ غَفُورٌ‌ رَّ‌حِيمٌ
Fa'ini Antahaw  . Phir agar woh baaz a jaye
Fa'inna Al-Laha . To beshak Allah Ta'lla
Ghafūrun Raĥīmun . Bakshney wala mehrbaan hai

And if they cease, then indeed, Allah is Forgiving and Merciful.

 2:193 
 وَقَاتِلُوهُمْ حَتَّىٰ لَا تَكُونَ فِتْنَةٌ وَيَكُونَ الدِّينُ لِلَّـهِ ۖ فَإِنِ انتَهَوْا فَلَا عُدْوَانَ إِلَّا عَلَى الظَّالِمِينَ
Wa Qātilūhum . Aur tum unse lar'o
Ĥattá Lā Takūna . Yahan tak ke na rahe
Fitnatun . Koi fitna
Wa Yakūna Ad-Dīnu Lillahi  ۖ   . Ke ho jaye deen Allah ke liye
Fa'ini Antahaw . Phir agar woh baaz a jaye
Falā `Udwāna . To nahi hai koi ziyad'ti
'Illā `Alá Až-Žālimīna . Sivaye zalim'on par

Fight them until there is no (more) fitnah and (until) worship is (acknowledged to be) for Allah.  But if they cease, then there is to be no aggression expect against the oppressors.

Tuesday 20 March 2012

The Sleepover.

*This is F and Z, hacking into Hallah Namma's blog*
Dear Hallu Aloo,

How are you doing at Pakistan?  Are you having fun?   We all miss you.  Will you buy us something?  How is life doing?  Do you like your old nickname (Hallu Aloo).  You're coming back in June?  Ewwwwww....

We want you to come back soon.
A told F, F told Z, and Z told MJ that you`re coming in December...don`t come then. 

Everyone is missing you in your house and our house.  
Making our own tortillas!

Ranch. Cucumbers. Cheese. Veggie patties. Corn. Lettuce.  Yummmmmmm!!!

Z - eating yummy tortillas on the stairs.

I can be alone with this.

Looking greaaattttt!!

Side swept french fish braid....awesome.

MashaAllah.

Basket Weave Hairstyle.  Took forever!!!!

MashaAllah.






Missed any angle?

BABY carrots and ranch.  Yayyy.