Wednesday 22 February 2012

Ch 2. Surah Al-Baqarah. Ayaat 142-143

2:142 - 

Sayaqūlu As-Sufahā'u . Kahiengey bevakoof
Mina An-Nāsi . Logon mein se
Mā Wa Llāhum . Kis cheez ne phair diya hai unhien
`An Qiblatihimu Allatī . Unke uss Qibley se
Kānū `Alayhā . Vo te jis par
Qul Lillahi Al-Mashriqu Wa Al-Maghribu . Keh di jiye Allah ka hi hia mashriq aur mughrib
Yahdī . Hidayat daita hai
Man Yashā'u . Jis'sey chahey
'Ilá Şirāţin Mustaqīmin Seeh'day raaste ki

The fools among the people will say: "What hath turned them from the Qibla to which they were used?" Say: To Allah belong both east and West: He guideth whom He will to a Way that is straight.

2:143 -
Wa Kadhalika . Aur iss'si tarha
Ja`alnākum . Humney banaya tumko
'Ummatan .Ummat
Wasaţāan . Darmiyaani
Litakūnū . Takey tum ho jao
Shuhadā'a . Gawa
`Alá An-Nāsi . Logon par
Wa Yakūna Ar-Rasūlu . Aur ho jaye Rasool
`Alaykum . Tum par
Shahīdāan . Gawa
Wa Mā Ja`alnā Al-Qiblata Allatī . Aur nahin banaya ta humney vo Qibla
Kunta `Alayhā . Aap te jis par
'Illā . Magar
Lina`lama Takey hum maloom karien
Man Yattabi`u Ar-Rasūla . Ke kon pairvi karta hai Allah ke Rasool ki
Mimman Yanqalibu . Kon phir jata hai
`Alá `Aqibayhi . Apni ardiyon par 
Wa 'In Kānat Lakabīratan . Aur beshak yeh bohat barr'i baat hai
'Illā `Alá Al-Ladhīna Hadá Al-Lahu . Sivay unke jinko hidayaat di Allah Ta'lla ne
Wa Mā Kāna Al-Lahu Liyuđī`a 'Īmānakum .
Aur nahi hai Allah Ta'lla ke zaya kar de tumhare imaan ko
'Inna Al-Laha . Beshak vo
Bin-Nāsi . Logon par
Lara'ūfun Raĥīmun . Bara mehrbaan, nihayat rehem karney vala hai

Thus, have We made of you an Ummat justly balanced, that ye might be witnesses over the nations, and the Messenger a witness over yourselves; and We appointed the Qibla to which thou wast used, only to test those who followed the Messenger from those who would turn on their heels (From the Faith). Indeed it was (A change) momentous, except to those guided by Allah. And never would Allah Make your faith of no effect. For Allah is to all people Most surely full of kindness, Most Merciful.

No comments:

Post a Comment