Tuesday 28 February 2012

Surah Al-Baqarah. Ayaat 151 - 157

2:151 
  كَمَا أَرْ‌سَلْنَا فِيكُمْ رَ‌سُولًا مِّنكُمْ يَتْلُو عَلَيْكُمْ آيَاتِنَا وَيُزَكِّيكُمْ وَيُعَلِّمُكُمُ الْكِتَابَ وَالْحِكْمَةَ وَيُعَلِّمُكُم مَّا لَمْ تَكُونُوا تَعْلَمُونَ

Kamā 'Arsalnā . Jaisa ke humney behja
Fīkum . Tum'mein
Rasūlāan . Aik Rasool
Minkum . Tum'hi mein se
Yatlū `Alaykum . Jo parh'ta hai tumpar
'Āyātinā . Hamari ayaatien
Wa Yuzakkīkum . Aur tumhein pak karte hain
Wa Yu`allimukumu Al-Kitāba . Aur tumhein siklaat'ey hain kitaab
Wa Al-Ĥikmata . Aur hikmat
Wa Yu`allimukum . Aur seehka'tey hain tumein
Mā Lam Takūnū . Na tey tum
Ta`lamūna . Jaantey


Just as if we have sent among you a messenger from yourselves reciting to you Our verses and purifying you and teaching you the book and wisdom and teaching you that which you do not know.

 2:152  
فَاذْكُرُ‌ونِي أَذْكُرْ‌كُمْ وَاشْكُرُ‌وا لِي وَلَا تَكْفُرُ‌ونِ       
 dhkurūnī . So yaad karo mujhey
'Adhkurkum . Main yaad rahkoonga tumhey
Wa Ashkurū Lī . Aur tum mera shukar ada karo
Wa Lā Takfurūni . Aur meri na shukari na karo

So remember me; I will remember you. And be grateful to Me and do not deny Me. 

 2:153 
  يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا اسْتَعِينُوا بِالصَّبْرِ‌ وَالصَّلَاةِ ۚ إِنَّ اللَّـهَ مَعَ الصَّابِرِ‌ينَ
Yā 'Ayyuhā Al-Ladhīna 'Āmanū Asta`īnū . Ay logon jo imaan lay ho, tum madat ma'ngo
Biş-Şabri . Sabar ke saath
Wa Aş-Şalāati . Aur namaz ke saath
'Inna Al-Laha . Beshak Allah Ta'lla
Ma`a Aş-Şābirīna . Saath hai sabar karney valon ke

Oh you who have believed, seek help through patience and prayer. Indeed Allah is with the patient.

 2:154 
 وَلَا تَقُولُوا لِمَن يُقْتَلُ فِي سَبِيلِ اللَّـهِ أَمْوَاتٌ ۚ بَلْ أَحْيَاءٌ وَلَـٰكِن لَّا تَشْعُرُ‌ونَ
Wa Lā Taqūlū . Aur na ho kaho tum
Liman Yuqtalu . Us shaqs ke liye jo maar'ey jaien
Fī Sabīli Al-Lahi . Allah ki rah mein
'Amwātun . Murday
Bal 'Aĥyā'un . Balkey jo zinda hain
Wa Lakin Lā Tash`urūna . Aur laikin, tum shu'ur nahi rahk'tey

And do not say about those who are killed in the way of Allah, "They are dead" Rather they are alive, but you perceive (it) not.


2:155 
  وَلَنَبْلُوَنَّكُم بِشَيْءٍ مِّنَ الْخَوْفِ وَالْجُوعِ وَنَقْصٍ مِّنَ الْأَمْوَالِ وَالْأَنفُسِ وَالثَّمَرَ‌اتِ ۗ وَبَشِّرِ‌ الصَّابِرِ‌ينَ
Wa Lanabluwannakum . Aur hum zaroor tum'mein azmaingey
Bishay'in . Kisi cheez se
Mina Al-Khawfi . Khauf se
Wa Al-Jū`i . Aur bhook se
Wa Naqşin Mina Al-'Amwli . Aur maal ke nuksaan se
Wa Al-'Anfusi . Aur jaan'o se nuksaan se
Wa Ath-Thamarāti . Aur phal'on ke nuksaan se
Wa Bashshiri Aş-Şābirīna . Aur khush-khabari hai sabar karney valon ke liye


And We will surley test you with something you fear and hunger and a loss of wealth and lives and fruits, but give good tidings to the patient. 

 2:156 
 الَّذِينَ إِذَا أَصَابَتْهُم مُّصِيبَةٌ قَالُوا إِنَّا لِلَّـهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ رَ‌اجِعُونَ
Al-Ladhīna . Woh log
'Idhā . Jab
'Aşābat/hum . Pohanchey in'hein
Muşībatun . Koi musibat
Qālū . Woh kahien
'Innā Lillahi . Beshak hum Allah ke liye hain
Wa 'Innā 'Ilayhi Rāji`ūna . Aur beshak hum us'hi ki taraf laut'ney valey hain

...who when disaister sticks them, say, Indeed we belong to Allah, and Indeed we will return to him 

 2:157 
  أُولَـٰئِكَ عَلَيْهِمْ صَلَوَاتٌ مِّن رَّ‌بِّهِمْ وَرَ‌حْمَةٌ ۖ وَأُولَـٰئِكَ هُمُ الْمُهْتَدُونَ
'Ūlā'ika . Woh hi log hain
`Alayhim . Ke un par
Şalawātun . Ana'it'ien hain
Min Rabbihim . Unke Rabb ki taraf se
Wa Raĥmatun . Aur rehmat
Wa 'Ūlā'ika . Aur woh hi log hain
Humu Al-Muhtadūna . Jo hidayat paan'ey valey hain

Those are the one upon whom are blessing from their Lord and mercy.  And it it those who are the (rightly) guided. 

No comments:

Post a Comment