Wednesday 22 February 2012

Surah Al-Baqarah. Ayaat 144-145

2:144
Qad Nará Taqalluba Wajhika . Beshak hum dehk'te hain bar bar phirna aap ka muhn
As-Samā'i . Asmaan ki taraf
Falanuwalliyannaka . To hum zaroor phair deingey aapko
Qiblatan Tarđāhā . Uss Qibley par, jis'se aap pasand karte hain
Fawalli Wajhaka Shaţra Al-Masjidi Al-Ĥarāmi . So phair lein apna muhn Masjid-al-Haraam ki taraf
Wa Ĥaythu Mā Kuntum . Aur jahan kahien ho tum
Fawallū . So phair lo
Wujūhakum Shaţrahu . Apney chehro'n ko us'si ki taraf
Wa 'Inna Al-Ladhīna . Aur beshak vo log
'Ū Al-Kitāba . Jinko de gayi kitaab
Laya`lamūna . Albatta vo jaan'te hain
'Annahu Al-Ĥaqqu . Ke beshak vo haqq hai
Min Rabbihim . Unkey Rabb ki taraf se
Wa Mā Al-Lahu . Aur nahi hai Allah Ta'lla 
Bighāfilin . Bey'khabar
`Ammā . Us'sey
Ya`malūna . Jo vo karte hain

We observe you turning your face, several times towards heaven (O dear Prophet Mohammed - peace and blessings be upon him); so We will definitely make you turn (for prayer) towards a qiblah which pleases you; therefore now turn your face towards the Sacred Mosque (in Mecca); and O Muslims, wherever you may be, turn your faces (for prayer) towards it only; and those who have received the Book surely know that this is the truth from their Lord; and Allah is not unaware of their deeds. (Allah seeks to please the Holy Prophet - peace and blessings be upon him.)

2:145Wa La'in 'Atayta Al-Ladhīna . Aur agar aap layien un logon ko
'Ū Al-Kitāba . Jinko di gayi kitaab
Bikulli 'Āyatin . Har nishaani
Mā Tabi`ū . Nahi vo pairvi kariengey
Qiblataka . Aap ke Qibley ki
Wa Mā 'Anta Bitābi`in . Aur nahi aap pairvi karney valey hain
Qiblatahum . Unkey Qibley ki
Wa Mā Ba`đuhum Bitābi`in Qiblata Ba`đin . Aur na hi unse koi pairvi karney wala dosare kQibley ki
Wa La'ini Attaba`ta . Aur albatta agar aap ne pairvi ki
'Ahwā'ahum . Unkey khwaishaat ki
Min Ba`di . Uske baad
Mā Jā'aka . Ke aa chuka aap ke paas
Mina Al-`Ilmi . Ilm
'Innaka 'Idhāan Lamina Až-Žālimīna . To beshak aap us waqt zalimo'n mein se ho jayiengey
And even if you were to bring all the signs to the People given the Book(s), they would not follow your qiblah; nor should you follow their qiblah; nor do they follow each others qiblah; and were you (the followers of this Prophet) to follow their desires after having received knowledge, you would then surely be unjust.

No comments:

Post a Comment