Sunday 30 December 2012

Surah Al-Baqarah 2:267 - 2:269

2:267 

  يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا أَنفِقُوا مِن طَيِّبَاتِ مَا كَسَبْتُمْ وَمِمَّا أَخْرَ‌جْنَا لَكُم مِّنَ الْأَرْ‌ضِ ۖ وَلَا تَيَمَّمُوا الْخَبِيثَ مِنْهُ تُنفِقُونَ وَلَسْتُم بِآخِذِيهِ إِلَّا أَن تُغْمِضُوا فِيهِ ۚ وَاعْلَمُوا أَنَّ اللَّـهَ غَنِيٌّ حَمِيدٌ
Yā 'Ayyuhā Al-Ladhīna 'Āmanū . Ay logon jo imaan laye ho
'Anfiqū . Harch karo
Min Ţayyibāti . Pakeeza maal 
Mā Kasabtum . Jo tumney kamaya
Wa Mimmā 'Akhraj. Aur us mein se jo nikaala humne
Lakum Mina Al-'Arđi  ۖ  . Tumhary liye zameen se
Wa Lā Tayammamū Al-Khabītha . Aur na irada karo tum napak cheez ka
Minhu . Us se
Tunfiqūna . Jo harch karte ho
Wa Lastum . Jab ke nahi ho tum
Bi'ākhidhīhi . Usko lainey walay
'Illā 'An Tughmiđū . Magar yeh ke tum chashm po'shi karo
Fīhi  ۚ . Us mein
Wa A`lamū . Aur jaan lo
'Anna Al-Laha . Ke beyshak Allah Ta'lla
Ghanīyun Ĥamīdun . Bayniyaaz hai, khoobiyon wala hai

 O you who have believed, spend from the good things which you have earned and from that which We have produced for you from the earth.  And do not aim toward the defective therefrom, spending (from that) while you would not take it (yourself) except with closed eyes.  And know that Allah is Free of need and Praiseworthy.



2:268 

 الشَّيْطَانُ يَعِدُكُمُ الْفَقْرَ‌ وَيَأْمُرُ‌كُم بِالْفَحْشَاءِ ۖ وَاللَّـهُ يَعِدُكُم مَّغْفِرَ‌ةً مِّنْهُ وَفَضْلًا ۗ وَاللَّـهُ وَاسِعٌ عَلِيمٌ
Ash-Shayţānu . Shaitaan
Ya`idukumu Al-Faqra . Tumko daraata hai fakeeri se
Wa Ya'murukum . Aur tumpe hukam karta hai
Bil-Faĥshā'i . Bayhaya kaamon ka
Wa  ۖ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Ya`idukum . Vaada karta hai
Maghfiratan . Bakshish ka
Minhu . Apni taraf se
Wa Fađlāan . Aur fazl ka
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Wāsi`un `Alīmun . Gust wala hai, jaaney wala hai

Satan threatens you with poverty and orders you to immorality, while Allah promised you forgiveness from Him and bounty.  And Allah is all-Encompassing and Knowing. 

2:269 

 يُؤْتِي الْحِكْمَةَ مَن يَشَاءُ ۚ وَمَن يُؤْتَ الْحِكْمَةَ فَقَدْ أُوتِيَ خَيْرً‌ا كَثِيرً‌ا ۗ وَمَا يَذَّكَّرُ‌ إِلَّا أُولُو الْأَلْبَابِ
Yu'utī Al-Ĥikmata . Daita hai woh hikmat
Man Yashā'u  ۚ . Jis'ko chahta hai 
Wa Man Yu'uta Al-Ĥikmata . Aur jisko di gayi hikmat
Faqad 'Ūtiya . Bayshak woh diya gaya
Khayrāan Kathīrāan  ۗ  . Bohat si balaai
Wa Mā Yadhdhakkaru . Aur nahi naseeyat hasil karte
'Illā 'Ū Al-'Albābi . Sivaye aqal walo ke

He gives wisdom to whom He wills, and whoever has been given wisdom has certainly been given much good.  And none will remember except those of understanding. 

No comments:

Post a Comment