Monday 31 December 2012

Surah Al-Baqarah Ayaat 270 - 273

  2:270 

 وَمَا أَنفَقْتُم مِّن نَّفَقَةٍ أَوْ نَذَرْ‌تُم مِّن نَّذْرٍ‌ فَإِنَّ اللَّـهَ يَعْلَمُهُ ۗ وَمَا لِلظَّالِمِينَ مِنْ أَنصَارٍ
Wa Mā Anfaqtum Min Nafaqatin . Aur jo kuch tum harch karogay kisi maal se
'Aw ya Nadhartum Min Nadhrin . Tum nazar maanogay, koi nazar

Fa'inna Al-Laha . To beshak Allah Talla
Ya`lamuhu  ۗ  . Us'se janta hai
Wa Mā . Aur nahi hai
Lilžžālimīna  . Zalimon ke liye
Min 'Anşārin. Koi mad'atgaar

And whatever you spend of expenditures or make of vows - indeed, Allah knows of it.  And for wrongdoers there are no helpers.

 2:271 

 إِن تُبْدُوا الصَّدَقَاتِ فَنِعِمَّا هِيَ ۖ وَإِن تُخْفُوهَا وَتُؤْتُوهَا الْفُقَرَ‌اءَ فَهُوَ خَيْرٌ‌ لَّكُمْ ۚ وَيُكَفِّرُ‌ عَنكُم مِّن سَيِّئَاتِكُمْ ۗ وَاللَّـهُ بِمَا تَعْمَلُونَ خَبِيرٌ

'In Tub Aş-Şadaqāti . Agar tum zahir kar ke do sad'qaat
Fani`immā Hiya  ۖ  . To yeh bohat hi acha hai
Wa 'In Tukhfūhā . Aur agar tum usko chupa ke do'gay
Wa Tu'utūhā Al-Fuqarā'a . Aur us'se do'gay faqeer'on ko
Fahuwa Khayrun Lakum  ۚ  . So woh behtar hai tumhare liye 
Wa Yukaffiru `Ankum . Aur mitta day'ga tumse woh
Min Sayyi'ātikum . Tumhari bura'iyaan
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Bimā Ta`malūna Khabīrun . Jo tum kaam karte ho, us'se ba'khabr hai
 


 If you disclose your charitable expenditures, they are good; but if you conceal them and give them to the poor, it is better for you, and He will remove from you  some of your misdeeds (thereby).  And Allah, will what you do, is (fully) Acquainted.

 2:272 

 لَّيْسَ عَلَيْكَ هُدَاهُمْ وَلَـٰكِنَّ اللَّـهَ يَهْدِي مَن يَشَاءُ ۗ وَمَا تُنفِقُوا مِنْ خَيْرٍ‌ فَلِأَنفُسِكُمْ ۚ وَمَا تُنفِقُونَ إِلَّا ابْتِغَاءَ وَجْهِ اللَّـهِ ۚ وَمَا تُنفِقُوا مِنْ خَيْرٍ‌ يُوَفَّ إِلَيْكُمْ وَأَنتُمْ لَا تُظْلَمُونَ

Laysa `Alayka Hudāhum. Nahi hai Aapke zimm'ay unki hidaayat
Wa Lakinna Al-Laha .Aur laikin Allah Talla
Yahdī . Hidaayat daita hai
Man Yashā'u  ۗ . Jis'se chahta hai
Wa Mā Tunfiqū . Aur jo kuch tum harch karogay
Min Khayrin . Maal se
Fali'anfusikum  ۚ  . Apne liye
Wa Mā Tunfiqūna . Aur na harch karo tum
'Illā Abtighā'a . Magar hasil karte huwe
Wajhi Al-Lahi  . Allah ki raza
Wa Mā  ۚ Tunfiqū . Aur jo kuch tum harch karogey
Min Khayrin . Maal se
Yuwaffa  Woh poora poora diya jay'ga
'Ilaykum . Tumko
Wa 'Antum . Aur tum
Lā Tužlam . Na, zulm kiyay jaogay

Not upon you, (O Muhammad), is (responsibility for) their guidance, but Allah guides whom He wills. And whatever good you (believers) spend is for yourselves, and you do not spend except seeking the countenance of Allah. And whatever you spend of good - it will be fully repaid to you, and you will not be wronged.

 2:273 

  لِلْفُقَرَ‌اءِ الَّذِينَ أُحْصِرُ‌وا فِي سَبِيلِ اللَّـهِ لَا يَسْتَطِيعُونَ ضَرْ‌بًا فِي الْأَرْ‌ضِ يَحْسَبُهُمُ الْجَاهِلُ أَغْنِيَاءَ مِنَ التَّعَفُّفِ تَعْرِ‌فُهُم بِسِيمَاهُمْ لَا يَسْأَلُونَ النَّاسَ إِلْحَافًا ۗ وَمَا تُنفِقُوا مِنْ خَيْرٍ‌ فَإِنَّ اللَّـهَ بِهِ عَلِيمٌ

Lilfuqarā'i Al-Ladhīna . Vaaste muhktaa'jon ke liye woh jo
'Uĥşirū Ro'kay gaye
Fī Sabīli Al-Lahi . Allah ke raaste mein
Yastaţī`ūna . Nahi woh istita'at rahkte
Đarbāan . Chalney phirne ki
Al-'Arđi . Zameen mein
Yaĥsabuhumu Al-Jāhilu . Khayal karta hai unko jahil
 'Aghniyā'a . Ke woh do'latmand hain
Mina At-Ta`affufi . Sawal se bachnay ke liye
Ta`rifuhum Bisīmāhum . Tum pehchaano'gy unko, unke chehron se
Lā Yas'alūna An-Nāsa . Nahi, woh sawal karte logon se  
 'Ilĥāfāan . Lipat kar
  ۗ  Wa Mā Tunfiqū . Aur jo kuch tum harch karo'gy
Min Khayrin . Koi maal
Fa'inna Al-Laha . To beshak Allah Talla
Bihi `Alīmun . Usko jaaney wala hai  

(Charity is) for the poor who have been restricted for the cause of Allah, unable to move abut in the land. And ignorant (person) would think them self-sufficient because of their restraint, but you will know them by their (characteristic) sign. They do not ask people persistently (or at all).  And whatever you spend of good - indeed, Allah is Knowing of it.

No comments:

Post a Comment