Monday 22 April 2013

Surah-e-Imraan 3:15 - 3:18

786

قُلْ أَؤُنَبِّئُكُم بِخَيْرٍ‌ مِّن ذَٰلِكُمْ ۚ لِلَّذِينَ اتَّقَوْا عِندَ رَ‌بِّهِمْ جَنَّاتٌ تَجْرِ‌ي مِن
  تَحْتِهَا الْأَنْهَارُ‌ خَالِدِينَ فِيهَا وَأَزْوَاجٌ مُّطَهَّرَ‌ةٌ وَرِ‌ضْوَانٌ مِّنَ اللَّـهِ ۗ وَاللَّـهُ بَصِيرٌ‌ بِالْعِبَادِ

3:15

Qul 'A'uunabbi'ukum . Aap farma dein, ke kya main tumhe bataoon
Bikhayrin Min Dhālikum  ۚ . Jo behtar hai is'se
Lilladhīna Attaqaw . Un logon ke liye jo pharaiz-gaar hain
`Inda Rabbihim . Jo darte hain apne Rabb se
Jannātun . Bhaagha'at hain 
Tajrī . Chalti hain
Min Taĥtihā Al-'Anhāru  . Unke neechey se neh'rein
Khālidīna Fīhā . Hamaisha rahengay woh usmein
Wa 'Azwājun Muţahharatun . Aur biwi'an hongi unki pakeeza
Wa Riđwānun Mina Al-Lahi . Aur raza mandi Allah Ta'lla ki
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Başīrun Bil-`Ibādi . Dehkta hai apney band'on ko

Say, "Shall I inform you of (something) better then that?  For those who fear Allah will be gardens in the presence of their Lord beneath which rivers flow, wherein they abide eternally, and purified spouses and approval from Allah.  And Allah is Seeing (i.e. aware) of (His) servants - 



 الَّذِينَ يَقُولُونَ رَ‌بَّنَا إِنَّنَا آمَنَّا فَاغْفِرْ‌ لَنَا ذُنُوبَنَا وَقِنَا عَذَابَ النَّارِ


3:16 


Al-Ladhīna . Woh log
Yaqūlūna . Jo kehte hain
Rabbanā . Ay hamare Rabb
'Innanā . Beshaq
'Āmannā . Hum imaan laye
ghfir Lanā . Pas tu bashq de humko
Dhunūbanā . Hamare gunahon ko
Wa Qinā . Aur bacha humko
`Adhāba An-Nāri . Aag ke azaab se

Those who say, "Our Lord, indeed we have believed, so forgive us our sins and protect us from punishment of the Fire,"
 


  الصَّابِرِ‌ينَ وَالصَّادِقِينَ وَالْقَانِتِينَ وَالْمُنفِقِينَ وَالْمُسْتَغْفِرِ‌ينَ بِالْأَسْحَارِ 
3:17

Aş-Şābirīna . Woh sabr karney waley hain
Wa Aş-Şādiqīna . Aur sach bolney waley hain
Wa Al-Qānitīna . Aur farmabadari karney waley hain
Wa Al-Munfiqīna . Aur woh harch karney waley hain Allah ki rah mein
Wa Al-Mustaghfirīna . Aur baqshish maangnay wale hain
Bil-'Asĥāri . Sehri ke waqt

The patient, the true, the obedient, those who spend (in the way of Allah), and those who seek forgiveness before dawn.
 


  شَهِدَ اللَّـهُ أَنَّهُ لَا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ وَالْمَلَائِكَةُ وَأُولُو الْعِلْمِ قَائِمًا بِالْقِسْطِ ۚ لَا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ الْعَزِيزُ الْحَكِيمُ

3:18
 
Shahida Al-Lahu . Gawahi di Allah Ta'lla ne
'Annahu . Ke beshaq
Lā 'Ilāha 'Illā Huwa . Nahi hai koi ma'bood magr wohi 
Wa Al-Malā'ikatu . Aur farishton ne
Wa 'Ū Al-`Ilmi . Aur ilm walon ne bhi
Qā'imāan Bil-Qisţi  ۚ  . Qaim rehte huwe insaaf ke saath 
Lā 'Ilāha 'Illā Huwa . Nahi hai koi ma'bood magr wohi 
 Al-`Azīzu Al-Ĥakīmu . Ghalib hikmat wala

Allah witnesses that there is no deity except Him, and (so do) the angels and those of knowledge - (that He is) maintaining (creation) in justice.  There is no deity except Him, the Exalted in Might, the Wise. 

No comments:

Post a Comment