Thursday 1 March 2012

Surah Al-Baqarah (The Cow) Ayaat 158 - 163

2:158 
  إِنَّ الصَّفَا وَالْمَرْ‌وَةَ مِن شَعَائِرِ‌ اللَّـهِ ۖ فَمَنْ حَجَّ الْبَيْتَ أَوِ اعْتَمَرَ‌ فَلَا جُنَاحَ عَلَيْهِ أَن يَطَّوَّفَ بِهِمَا ۚ وَمَن تَطَوَّعَ خَيْرً‌ا فَإِنَّ اللَّـهَ شَاكِرٌ‌ عَلِيمٌ
'Inna Aş-Şafā Wa Al-Marwata . Beshak Safa aur Marwah
Min Sha`ā'iri Al-Lahi . Yeh Allah ke nishan'at mein se hain ۖ  
Faman Ĥajja Al-Bayta . So jisney Hajj kiya baytullah ki taraf
'Aw A`tamara . Yaan umrah kiya
Falā Junāĥa `Alayhi . So nahi hai koi gunah uspar
'An Yaţţawwafa Bihimā . Yeh ke tuwaaf karey un dono ka
Wa Man Taţawwa`a . Aur jisney khushi se ki
Khayrāan . Koi bal'ai
Fa'inna Al-Laha . To behshak Allah Ta'lla
Shākirun `Alīmun . K'dar-daan hai, jaan'ney wala hai

Indeed, as-Safa and al-Marwah are among the symbols of Allah.  So whoever makes hajj to the House or performs 'umrah - there is no blame upon him for walking between then.  And whoever volunteers good - then indeed, Allah is appreciative and Knowing. 

2:159 
إِنَّ الَّذِينَ يَكْتُمُونَ مَا أَنزَلْنَا مِنَ الْبَيِّنَاتِ وَالْهُدَىٰ مِن بَعْدِ مَا بَيَّنَّاهُ لِلنَّاسِ فِي الْكِتَابِ ۙ أُولَـٰئِكَ يَلْعَنُهُمُ اللَّـهُ وَيَلْعَنُهُمُ اللَّاعِنُونَ
'Inna Al-Ladhīna Yaktumūna . Beshak woh log jo chupa'tey hain
Mā 'Anzalnā Mina Al-Bayyināti . Jo naz'al kiya humney khuli nishaaniyon mein se
Wa Al-Hudá . Aur hidayat
Min Ba`di . Uske baad
Mā Bayyannāhu . Ke humney vasiye kar diya
Lilnnāsi . Logon ke liye
Al-Kitābi . Kitaab mein
'Ūlā'ika . Woh hi log hain
 Yal`anuhumu Al-Lahu . Ke unpar lan'at karta hai Allah Ta'lla
Wa Yal`anuhumu Al-Lā`inūna . Aur lan'at karte hain unpar, lan'at karney waley




Indeed, those who conceal what We send down of clear proofs and guidance after We make it clear for the people in the Scripture - those are cursed by Allah and cursed by those who curse,

2:160 
إِلَّا الَّذِينَ تَابُوا وَأَصْلَحُوا وَبَيَّنُوا فَأُولَـٰئِكَ أَتُوبُ عَلَيْهِمْ ۚ وَأَنَا التَّوَّابُ الرَّ‌حِيمُ
'Illā Al-Ladhīna . Sivay un logon ke
Tābū . Jinho ne tauba ki
Wa 'Aşlaĥū . Aur apni islaa ki
Wa Bayyanū . Aur vasiye kiya
Fa'ūlā'ika . To yeh hi woh log hain
'Atūbu `Alayhim . Ke main mauff karta hoon unko
Wa 'Anā At-Tawwābu Ar-Raĥīmu . Aur main mauff karney wala nihayaat rehem karney wala hoon

Except for those who repent and correct themselves and make evident (what they concealed).  Those - will accept their repentance, and I am the Accepting of repentance, the Merciful.

2:161 
إِنَّ الَّذِينَ كَفَرُ‌وا وَمَاتُوا وَهُمْ كُفَّارٌ‌ أُولَـٰئِكَ عَلَيْهِمْ لَعْنَةُ اللَّـهِ وَالْمَلَائِكَةِ وَالنَّاسِ أَجْمَعِينَ 
'Inna Al-Ladhīna Kafarū . Beshak woh log jinho ne kuf'r kiya
Wa Mātū . Aur vo m'rr gaye
Wa Hum Kuffārun . Aur woh kafar hi tey
'Ūlā'ika `Alayhim . Yeh hi log hain ke unpar
La`natu Al-Lahi . Allah Ta'lla ki lan'at hai
Wa Al-Malā'ikati . Aur Farisht'on ki
Wa An-Nāsi 'Ajma`īna . Aur sab logon ki

Indeed, those who disbelive and die while they are disbelievers - upon them will be cursed of Allah and of the angels and the people, all together,


2:162 
خَالِدِينَ فِيهَا ۖ لَا يُخَفَّفُ عَنْهُمُ الْعَذَابُ وَلَا هُمْ يُنظَرُ‌ونَ
Khālidīna Fīhā . Hamesha rahiengey usmein ۖ  
Lā Yukhaffafu . Na k'm hoga
`Anhumu Al-`Adhābu . Unse azaab
Wa Lā Hum Yunžarūna . Aur na hi unko mohol'at di jayegi

Abiding eternally therein.  The punishment will not be lightened for them, nor will they be reprieved.

2:163 
وَإِلَـٰهُكُمْ إِلَـٰهٌ وَاحِدٌ ۖ لَّا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ الرَّ‌حْمَـٰنُ الرَّ‌حِيمُ 

Wa 'Ilahukum . Aur ma'bood tumhara
'Ilahun Wāĥidun . Ma'bood hai aik hi ۖ  
Lā 'Ilāha 'Illā . Aur nahi hai koi ma'bood sivaye uske
Huwa Ar-Raĥmānu Ar-Raĥīmu . Jo nihayat mehrbaan aur reh'hem karney wala hai

And your God, is one God. There is no deity (worthy of worship) except Him, the Entirely Merciful, the Especially Merciful. 

No comments:

Post a Comment