Wednesday 2 January 2013

Surah Al-Baqarah 2:274 - 2:277

 

 2:274 

  الَّذِينَ يُنفِقُونَ أَمْوَالَهُم بِاللَّيْلِ وَالنَّهَارِ‌ سِرًّ‌ا وَعَلَانِيَةً فَلَهُمْ أَجْرُ‌هُمْ عِندَ رَ‌بِّهِمْ وَلَا خَوْفٌ عَلَيْهِمْ وَلَا هُمْ يَحْزَنُونَ
Al-Ladhīna Yunfiqūna . Woh log jo harch karte hain
'Amwālahum . Apna maal
Bil-Layli Wa An-Nahāri . Raat ko aur din ko
Sirrāan . Posh'eeda
Wa `Alāniyatan . Zahir
Falahum . So unke liye
'Ajruhum . Unka aj'r hai
`Inda Rabbihim . Unke Rabb ke paas
Wa Lā Khawfun . Aur nahi hoga koi khauf
`Alayhim . Unpar
Wa Lā Hum . Aur na'hi woh
Yaĥzanūna . Gham'gheen hongay

 Those who spend their wealth (in Allah's way) by night and by day, secretly and publicly - they will have their reward with their Lord.  And no fear will there be concerning them, nor will they grieve.


 2:275 

 الَّذِينَ يَأْكُلُونَ الرِّ‌بَا لَا يَقُومُونَ إِلَّا كَمَا يَقُومُ الَّذِي يَتَخَبَّطُهُ الشَّيْطَانُ مِنَ الْمَسِّ ۚ ذَٰلِكَ بِأَنَّهُمْ قَالُوا إِنَّمَا الْبَيْعُ مِثْلُ الرِّ‌بَا ۗ وَأَحَلَّ اللَّـهُ الْبَيْعَ وَحَرَّ‌مَ الرِّ‌بَا ۚ فَمَن جَاءَهُ مَوْعِظَةٌ مِّن رَّ‌بِّهِ فَانتَهَىٰ فَلَهُ مَا سَلَفَ وَأَمْرُ‌هُ إِلَى اللَّـهِ ۖ وَمَنْ عَادَ فَأُولَـٰئِكَ أَصْحَابُ النَّارِ‌ ۖ هُمْ فِيهَا خَالِدُونَ
Al-Ladhīna Ya'kulūna Ar-Ribā . Woh log jo kaa'tay hain sood
Lā Yaqūmūna  . Na ka'rray hongey woh
'Illā Kamā Yaqūmu Al-Ladhī . Jaise woh shaqs jo kar'ra hota hai
Yatakhabbaţuhu Ash-Shayţānu . Ke us'ko khabti bana diya shaitaan ne
Mina Al-Massi  ۚ  . Chu kar
Dhālika Bi'annahum . Yeh iss vaja se hai ke beshak
Qālū . Unho ne kaha 
'Innamā Al-Bay`u . Ke beshak tijarat 
Mithlu Ar-Ribā . Sood jaisi hai
 ۗ  Wa 'Aĥalla Al-Lahu Al-Bay`a . Aur halaal kiya Allah Ta'lla ne tijaarat ko
Wa Ĥarrama Ar-Ribā . Aur haraam kiya sood ko
 ۚ  Faman Jā'ahu . So woh shaqs ko pohanchay
Maw`ižatun . Naseehat
Min Rabbihi . Us'ke Rabb ki taraf se
ntahá . So agar woh baaz a gaya
Falahu Mā Salafa . Woh uske liye jo ho chukka
Wa 'Amruhu 'Ilá Al-Lahi  ۖ  . Aur hu'km uska Allah ki taraf se hai
Wa Man `Āda . Aur jo shaqs phir laut'ay
Fa'ūlā'ika . To yeh woh'hi log hain
'Aşĥābu An-Nāri  ۖ  . Jo rehney walay hain aag mein
Hum Fīhā Khālidūna . Aur woh usmein hamaisha rahiengey


 Those who consume interest cannot stand (on the Day of Resurrection) except as one stands who is being beaten by Satan into insanity.  That is because they say, "Trade is (just) like interest."  But Allah has permitted trade and has forbidden interest.  So whoever has received an admonition from his Lord and desists may have what is past, and his affair rests with Allah.  But whoever returns to (dealing in interest or usury) - those are the companions of the Fire; they will abide eternally therein.

2:276 

 يَمْحَقُ اللَّـهُ الرِّ‌بَا وَيُرْ‌بِي الصَّدَقَاتِ ۗ وَاللَّـهُ لَا يُحِبُّ كُلَّ كَفَّارٍ‌ أَثِيمٍ
Yamĥaqu Al-Lahu Ar-Ribā . Mittata hai Allah Ta'lla sood
Wa Yurbī Aş-Şadaqāti . Aur barhata hai khai'raat
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Lā Yuĥibbu Kulla Kaffārin 'Athīmin . Nahi pasand karta har aik na'shukri gunah-gaar ko

Allah destroys interest and gives for charities.  And Allah does not like every sinning disbeliever.

 2:277 

  إِنَّ الَّذِينَ آمَنُوا وَعَمِلُوا الصَّالِحَاتِ وَأَقَامُوا الصَّلَاةَ وَآتَوُا الزَّكَاةَ لَهُمْ أَجْرُ‌هُمْ عِندَ رَ‌بِّهِمْ وَلَا خَوْفٌ عَلَيْهِمْ وَلَا هُمْ يَحْزَنُونَ
'Inna Al-Ladhīna 'Āmanū . Beshak woh log jo imaan laye
Wa `Amilū Aş-Şāliĥāti . Aur am'l kiye unho ne naik
Wa 'Aqāmū Aş-Şalāata . Aur qaim ki unho ne namaaz
Wa 'Ātaw Az-Zakāata . Aur ada karte hain woh zakaat
Lahum 'Ajruhum . Unke liye hai ajr unka
`Inda Rabbihim  . Unke Rabb ke paas
Wa Lā Khawfun `Alayhim . Na koi khauf hoga unpar
Wa Lā Hum Yaĥzanūna . Aur na'hi woh gham'geen hongay

Indeed, those who believe and do righteous deeds and establish prayer and give zakah will have their reward with their Lord, and there will be no fear concerning them, nor will they grieve.

No comments:

Post a Comment