Tuesday 15 January 2013

End of Surah Al-Baqarah Ayaat 2:284 - 2:286

 2:284 

  لِّلَّـهِ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الْأَرْ‌ضِ ۗ وَإِن تُبْدُوا مَا فِي أَنفُسِكُمْ أَوْ تُخْفُوهُ يُحَاسِبْكُم بِهِ اللَّـهُ ۖ فَيَغْفِرُ‌ لِمَن يَشَاءُ وَيُعَذِّبُ مَن يَشَاءُ ۗ وَاللَّـهُ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
Lillahi Mā Fī As-Samāwāti . Allah ke liye hai jo kuch hai asmaan'on mein
Wa Mā Fī Al-'Arđi  ۗ . Aur jo kuch hai zameen mein
Wa 'In Tub. Aur agar tum zahir karo
Mā Fī 'Anfusikum . Jo kuch hai tumhare dil mein
 'Aw Tukhfūhu . Yaan tum chupao usko
Yuĥāsibkum . To woh hisaab lega tumse
Bihi Al-Lahu  ۖ  . Allah Ta'lla
Fayaghfiru Liman Yashā'u . Phir woh bakshayga jisko chahay'ga
Wa Yu`adhdhibu Man Yashā'u . Aur azaab dai'ta hai jisko chahta hai
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
`Alá Kulli Shay'in Qadīrun . Har cheez par qudrat rahknay walay hain

 To Allah belongs whatever is in the heavens and whatever is in the earth. Whether you show what is within yourselves or conceal it, Allah will bring you to account for it.  Then He will forgive whom He wills and punish whom He wills, and Allah is over all things competent.

2:285 

 آمَنَ الرَّ‌سُولُ بِمَا أُنزِلَ إِلَيْهِ مِن رَّ‌بِّهِ وَالْمُؤْمِنُونَ ۚ كُلٌّ آمَنَ بِاللَّـهِ وَمَلَائِكَتِهِ وَكُتُبِهِ وَرُ‌سُلِهِ لَا نُفَرِّ‌قُ بَيْنَ أَحَدٍ مِّن رُّ‌سُلِهِ ۚ وَقَالُوا سَمِعْنَا وَأَطَعْنَا ۖ غُفْرَ‌انَكَ رَ‌بَّنَا وَإِلَيْكَ الْمَصِيرُ‌

'Āmana Ar-Rasūlu . Imaan laye Rasool
Bimā 'Unzila 'Ilayhi . Uspar jo uttara gaya uski taraf
Min Rabbihi . Uske Rabb ke taraf se
Wa Al-Mu'uminūna  ۚ . Aur imaan waly bhi
Kullun 'Āmana . Sab imaan laye
Bil-Lahi . Allah Ta'lla par
Wa Malā'ikatihi . Aur uske farishton kar
Wa Kutubihi . Aur uski kitaab'on par
Wa Rusulihi . Aur uske Rasool'on par
Lā Nufarriqu . Nahi hum tafreek daal'te
Bayna 'Aĥadin . Darmiyaan kisi aik ke bhi
Min Rusulihi  ۚ  . Rasool'on mein se
Wa Qālū . Aur woh kehte hain
Sami`nā . Sun liya humne
Wa 'Aţa`nā  ۖ  . Aur i'taat ki humne
Ghufrānaka . Bakshish teri taraf hai
Rabbanā . Ay hamaray Rabb
Wa 'Ilayka Al-Maşīru . Aur teri taraf laut kar jana hai


The Messenger has believed in what was revealed to him from his Lord, and (so have) the believers.  All of them have believed in Allah and His angels and His books and His messenger, (saying), "We make no distinction between any of His messengers.And they say, "We hear and we obey. (We seek) Your forgiveness, our Lord, and to You is the (Final) destination."

2:286 

  لَا يُكَلِّفُ اللَّـهُ نَفْسًا إِلَّا وُسْعَهَا ۚ لَهَا مَا كَسَبَتْ وَعَلَيْهَا مَا اكْتَسَبَتْ ۗ رَ‌بَّنَا لَا تُؤَاخِذْنَا إِن نَّسِينَا أَوْ أَخْطَأْنَا ۚ رَ‌بَّنَا وَلَا تَحْمِلْ عَلَيْنَا إِصْرً‌ا كَمَا حَمَلْتَهُ عَلَى الَّذِينَ مِن قَبْلِنَا ۚ رَ‌بَّنَا وَلَا تُحَمِّلْنَا مَا لَا طَاقَةَ لَنَا بِهِ ۖ وَاعْفُ عَنَّا وَاغْفِرْ‌ لَنَا وَارْ‌حَمْنَا ۚ أَنتَ مَوْلَانَا فَانصُرْ‌نَا عَلَى الْقَوْمِ الْكَافِرِ‌ينَ

Lā Yukallifu Al-Lahu . Nahi taq'reeq dai'ta Allah Ta'lla
Nafsāan . Kisi ko
'Illā Wus`ahā  ۚ  . Magar uski gun'jaish ke mutaabiq
Lahā . Uske liye
Mā Kasabat . Jo unse kamaya
Wa `Alayhā . Us'hi ke zimmay hai
Aktasabat  ۗ  . Jo is'ne kamaya
Rabbanā . Ay hamare Rabb
Lā Tu'uākhidhnā . Na hum'may pakray
'In Nasīnā . Agar hum bhool jayien
'Aw 'Akhţa'nā  ۚ . Yaan hum khata kar dein
Rabbanā . Ay hamare Rabb
Wa Lā Taĥmil . Na daal 
`Alaynā . Hum par
'Işrāan . Bh'oj
Kamā Ĥamaltahu . Jaise tumne dala
`Alá Al-Ladhīna . Un logon par
Min Qablinā  ۚ . Jo humse pehley te
Rabbanā . Ay hamare Rabb
Wa Lā Tuĥammilnā . Aur na humse uttva
Mā Lā Ţāqata Lanā  ۖ. Jiski nahi hai ta'qat hamare liye
Bihi . Uski

Wa A`fu `Annā . Dar'guzr kar tu humse
Wa Aghfir Lanā . Aur baksh de hum'may
Wa Arĥamnā  ۚ. Aur humpar rehem kar
'Anta Mawlānā . Tuhi hamara karsaaz hai (aaka hai)
nşurnā . So madat kar hamari
`Alá Al-Qawmi Al-Kāfirīna . Qawm qafir par

Allah does not charge a soul except (with that within) its capacity.  It will have (the consequence of) what (good) it has gained, and it will bear (the consequence of) what (evil) it has earned. "Our Lord, do not impose blame upon us if we have forgotten or erred.  Our Lord, and lay not upon us a burden like that which You laid upon those before us.  Our Lord, and burden us not with that which we have no ability to bear.  And pardon us; forgive us; and have mercy upon us.  You are our protector, so give us victory over the disbelieving people."

No comments:

Post a Comment