Monday 11 June 2012

Ayaat 2:260 - 262 The Cow Surah Al-Baqarah

  2:260 

وَإِذْ قَالَ إِبْرَ‌اهِيمُ رَ‌بِّ أَرِ‌نِي كَيْفَ تُحْيِي الْمَوْتَىٰ ۖ قَالَ أَوَلَمْ تُؤْمِن ۖ قَالَ بَلَىٰ وَلَـٰكِن لِّيَطْمَئِنَّ قَلْبِي ۖ قَالَ فَخُذْ أَرْ‌بَعَةً مِّنَ الطَّيْرِ‌ فَصُرْ‌هُنَّ إِلَيْكَ ثُمَّ اجْعَلْ عَلَىٰ كُلِّ جَبَلٍ مِّنْهُنَّ جُزْءًا ثُمَّ ادْعُهُنَّ يَأْتِينَكَ سَعْيًا ۚ وَاعْلَمْ أَنَّ اللَّـهَ عَزِيزٌ حَكِيمٌ
 
Wa 'Idh Qāla . Aur jab kaha
'Ibrāhīmu . Ibraheem E.S. ne
Rabbi 'Arinī . Ay mere Rabb dehka mujko
Kayfa . Ke kaise woh
Tuĥyī Al-Mawtá  ۖ  . Zinda karta hai murd'on ko
Qāla 'Awalam . Farmaya Allah Ta'lla ne, kya aur nahi
Tu'umin  ۖ . Tu'ny yakeen kiya
Qāla Balá . Kaha Ibraheem E.S. ne
Wa Lakin Liyaţma'inna . Aur laikin, ta key itminaan ho jaye
Qalbī  ۖ  . Mere dil ko
Qāla Fakhudh . Farmaya Allah Ta'lla ne ke pakar le
'Arba`atan . Yeh chaar (4)
Mina Aţ-Ţayri . Parindey
Faşurhunna . Phir unko hilla
'Ilayka . Apney saath
Thumma Aj`al . Phir rahk de
`Alá Kulli . Har
Jabalin . Pah'ar par
Minhunna . Unke
Juz'āan . Tuk'ray
Thumma Ad`uhunn . Phir bula un'hien
Ya'tīnaka Sa`yāan  ۚ  . Ayiengey woh tere paas dor'ty huwe
Wa A`lam . Aur jaan le
'Anna Al-Laha . Ke beshak Allah Ta'lla
`Azīzun Ĥakīmun . Ghalib hikmat wala hai

And (mention) when Abraham said, "My Lord, show me how You give life to the dead."  (Allah) said, "Have you not believed?"  He said, "Yes, but (I ask) only that my heart may be satisfied."  (Allah) said, "Take four birds and commit them to yourself. Then (after slaughtering them) put them on each hill a portion of them; then call them - they will come (flying) to you in haste.  And know that Allah is Exalted and Might and Wise."

2:261 

مَّثَلُ الَّذِينَ يُنفِقُونَ أَمْوَالَهُمْ فِي سَبِيلِ اللَّـهِ كَمَثَلِ حَبَّةٍ أَنبَتَتْ سَبْعَ سَنَابِلَ فِي كُلِّ سُنبُلَةٍ مِّائَةُ حَبَّةٍ ۗ وَاللَّـهُ يُضَاعِفُ لِمَن يَشَاءُ ۗ وَاللَّـهُ وَاسِعٌ عَلِيمٌ  
 

Mathalu Al-Ladhīna . Misaal un logon ki
Yunfiqūna . Jo harch karte hain
'Amwālahum . Apney maal
Fī Sabīli Al-Lahi . Allah ki rah mein
Kamathali Ĥabbatin . Jaise misaal aik dana ki
'Anbatat . Yeh ug'ien
Sab`a . Saath (7)
Sanābila . Baal'ien
Fī Kulli Sunbulatin . Har baal mein
Miā'atu Ĥabbatin . So (100) dana
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Yuđā`ifu . Yeh bhar'ata hai
Liman Yashā'u . Jiske liye chahta hai
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Wāsi`un `Alīmun . Kasrat wala aur jaan'te wala hai

The example of those who spend their wealth in the way of Allah is like a seed (of grain) which grows seven spikes; in each spike is a hundred grains.  And Allah multiplies (His reward) for whom He wills.  And Allah is all-Encompassing and Knowing.


2:262 

لَّذِينَ يُنفِقُونَ أَمْوَالَهُمْ فِي سَبِيلِ اللَّـهِ ثُمَّ لَا يُتْبِعُونَ مَا أَنفَقُوا مَنًّا وَلَا أَذًى ۙ لَّهُمْ أَجْرُ‌هُمْ عِندَ رَ‌بِّهِمْ وَلَا خَوْفٌ عَلَيْهِمْ وَلَا هُمْ يَحْزَنُونَ 

Al-Ladhīna . Woh log
Yunfiqūna . Jo harch karte hain
'Amwālahum . Apney maal
Fī Sabīli Al-Lahi . Allah ki rah mein
Thumma Lā Yutbi`ūna . Phir baad mein nahi rahkte
Mā 'Anfaqū . Jo unho ne harch kiya
Mannāan . Koi ehsaan
Wa Lā 'Adháan  ۙ. Aur na koi taqleef
Lahum . Unke liye
'Ajruhum . Unka aj'r
`Inda Rabbihim . Unke Rabb ke paas
Wa Lā Khawfun . Aur na koi hoga khaauf
`Alayhim . Un par
Wa Lā Hum . Aur na hi woh
Yaĥzanūna . Ghum-geen hongey

Those who spend their wealth in the way of Allah and then do not follow up what they have spent with reminders (of it) or (other) injury will have their reward with their Lord, and there will be no fear concerning them, nor will they grieve.  

No comments:

Post a Comment