Friday 8 June 2012

The Cow. Surah Al-Baqarah 2:257 - 258

  2:257


اللَّـهُ وَلِيُّ الَّذِينَ آمَنُوا يُخْرِ‌جُهُم مِّنَ الظُّلُمَاتِ إِلَى النُّورِ‌ ۖ وَالَّذِينَ كَفَرُ‌وا أَوْلِيَاؤُهُمُ الطَّاغُوتُ يُخْرِ‌جُونَهُم مِّنَ النُّورِ‌ إِلَى الظُّلُمَاتِ ۗ أُولَـٰئِكَ أَصْحَابُ النَّارِ‌ ۖ هُمْ فِيهَا خَالِدُونَ

Al-Lahu Wa Līyu Al-Ladhīna 'Āmanū . Allah Ta'lla madat-gaar hai un logon ke liye, jo imaan laye
Yukhrijuhum Mina Až-Žulumāti . Woh nikaalta hai andhair'on se
'Ilá An-Nūr . Aur roshni ki taraf
Wa  ۖ  Al-Ladhīna Kafarū . Aur woh log jin'ho ne kuf'r kiya
'Awliyā'uuhumu Aţ-Ţāghūtu . Unke saathi hain gumrah karney waley
Yukhrijūnahum Mina An-Nūr . Woh unko nikaal'te hain roshni se
'Ilá Až-Žulumāti  ۗ  . Andhair'on ki taraf
'Ūlā'ika . Woh hi log hain
'Aşĥābu An-Nāri  ۖ  . Jo rehney waley hain aag dauzak mein
Hum Fīhā Khālidūna . Aur woh us'mein hamesha rahiengey

Allah is the ally of those who believe.  He brings them out from darkness into the light.  And those who disbelieve - their allies are taghut.  They take them out of the light into darkness.  Those are the companions of the Fire; they will abide eternally therein. 

2:258 


أَلَمْ تَرَ‌ إِلَى الَّذِي حَاجَّ إِبْرَ‌اهِيمَ فِي رَ‌بِّهِ أَنْ آتَاهُ اللَّـهُ الْمُلْكَ إِذْ قَالَ إِبْرَ‌اهِيمُ رَ‌بِّيَ الَّذِي يُحْيِي وَيُمِيتُ قَالَ أَنَا أُحْيِي وَأُمِيتُ ۖ قَالَ إِبْرَ‌اهِيمُ فَإِنَّ اللَّـهَ يَأْتِي بِالشَّمْسِ مِنَ الْمَشْرِ‌قِ فَأْتِ بِهَا مِنَ الْمَغْرِ‌بِ فَبُهِتَ الَّذِي كَفَرَ‌ ۗ وَاللَّـهُ لَا يَهْدِي الْقَوْمَ الظَّالِمِي

'Alam Tara 'Ilá Al-Ladhī . Kya nahi dehka aapne uss shaqs ko
Ĥājja . Jisne jag'ra kiya
'Ibrāhīma . Ibraheem E.S. se
Fī Rabbihi . Uske Rabb ke baare mein
'An 'Ātāhu Al-Lahu Al-Mulka . Yeh ke di usko Allah Ta'lla ne badsha'hi
'Idh Qāla 'Ibrāhīmu . Jab kaha Ibraheem E.S. ne
Rabbī Al-Ladhī . Mera Rabb woh hai
Yuĥyī Wa Yumītu . Jo zinda karta hai, aur jo maar'ta hai
Qāla 'Anā . Us'ne kaha ke main
'Uĥyī Wa . Khud hi zinda karta hoon
'Umītu  ۖ  . Aur maar'ta hoon
Qāla 'Ibrāhīmu . Kaha Ibraheem E.S. ne
Fa'inna Al-Laha . Beshak Allah Ta'lla
Ya'tī Bish-Shamsi . Le aata suraj ko
Mina Al-Mashriqi . Mashriq se
Fa'ti Bihā . So to le aao usko
Mina Al-Maghribi . Maghirb se
Fabuhita Al-Ladhī Kafara . To woh khairaan reh gaya, jisne kuf'r kiya
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Lā Yahdī Al-Qawma Až-Žālimīna . Nahi hidaayat dait'ta zalim qawm'on ko 

Have you not considered the one who argued with Abraham about his Lord (merely) because Allah had given him kingship?  When Abraham said, "My Lord is the one who gives life and causes death,"  he said, "I give life and cause death."  Abraham said, "Indeed, Allah brings up the sun from the east, so bring it up from the west."  So the disbeliever was overwhelmed (by astonishment), and Allah does not guide the wrongdoing people. 

No comments:

Post a Comment