Tuesday 5 June 2012

(The Cow) Ayaat 255 - 256 of Surah Al-Baqarah

 2:255 

  اللَّـهُ لَا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ الْحَيُّ الْقَيُّومُ ۚ لَا تَأْخُذُهُ سِنَةٌ وَلَا نَوْمٌ ۚ لَّهُ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الْأَرْ‌ضِ ۗ مَن ذَا الَّذِي يَشْفَعُ عِندَهُ إِلَّا بِإِذْنِهِ ۚ يَعْلَمُ مَا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُمْ ۖ وَلَا يُحِيطُونَ بِشَيْءٍ مِّنْ عِلْمِهِ إِلَّا بِمَا شَاءَ ۚ وَسِعَ كُرْ‌سِيُّهُ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْ‌ضَ ۖ وَلَا يَئُودُهُ حِفْظُهُمَا ۚ وَهُوَ الْعَلِيُّ الْعَظِيمُ 
Al-Lahu Lā 'Ilāha 'Illā Huwa .  Allah Ta'lla, nahi hai koi ma'bood siwaye uske
 Al-Ĥayyu Al-Qayyūmu  ۚ  . Zinda hai thaam'ny wala hai
Lā Ta'khudhuhu . Na us'se aati hai
Sinatun . Oongh
Wa Lā Nawmun  ۚ . Aur na neend
Lahu Mā Fī As-Samāwāti . Us'si ke liye jo kuch hai asmaan'on mein
Wa Mā Fī Al-'Arđi  ۗ  . Aur jo kuch hai zameen mein
Man Dhā Al-Ladhī . Kon hai jo
Yashfa`u . Jo sifaarish kare
`Indahu . Us'ke paas
'Illā Bi'idhnihi  ۚ  . Siwaye uski ijaazat ke
Ya`lamu Mā Bayna 'Aydīhim . Woh jaan'ta hai jo kuch hai us'ke samine
Wa Mā Khalfahum  ۖ  . Aur jo hai unke peechey
Wa Lā Yuĥīţūna .  Aur nahi woh ehaata kar sakte
Bishay'in . Kisi cheez ka
Min `Ilmihi . Uske ilm se
'Illā Bimā Shā'a  ۚ  . Magar jithna woh chahey
Wasi`a Kursīyuhu As-Samāwāti . Aur uski kursi ki wusat ny, asmaano se
Wa Al-'Arđa  ۖ  . Aur zameen ke
Wa Lā Ya'ūduhu .  Aur nahi thaka'ti usko
Ĥifžuhumā  ۚ  . Uski hifaazat
Wa Huwa Al-`Alīyu Al-`Ažīmu . Aur woh buland martaba, azma't wala hai

Allah - there is no deity except Him, the Ever-Living, the Sustainer of (all)  existence.  Neither drowsiness overtakes Him nor sleep.  To Him belongs whatever is in the heavens and whatever is on the earth.  Who is it that can intercede with Him except by His permission?  He knows what is (presently) before them and what will be after them, and they encompass not a thing of His knowledge except for what He wills.  His Kursi extends over the heavens and the earth, and their preservation tires Him not.  And He is the Most High, the Most Great.

 2:256 

  لَا إِكْرَ‌اهَ فِي الدِّينِ ۖ قَد تَّبَيَّنَ الرُّ‌شْدُ مِنَ الْغَيِّ ۚ فَمَن يَكْفُرْ‌ بِالطَّاغُوتِ وَيُؤْمِن بِاللَّـهِ فَقَدِ اسْتَمْسَكَ بِالْعُرْ‌وَةِ الْوُثْقَىٰ لَا انفِصَامَ لَهَا ۗ وَاللَّـهُ سَمِيعٌ عَلِيمٌ

Lā 'Ikrāha . Nahi hai koi zabardasti
Ad-Dīni  ۖ  . Deen mein
Qad Tabayyana Ar-Rushdu .  Beshak judda ho gayi hidaayat se
Mina Al-Ghayyi  ۚ  . Aur gumraahi se
Faman Yakfur Biţ-Ţāghūti . So jo naa maan'y gumhrah karney waley ko
Wa Yu'umin . Aur imaan laye
Bil-Lahi . Allah Ta'lla ke saath
Faqadi Astamsaka .  To tehkeeq usney thaam liya
Bil-`Urwati Al-Wuth . Halka mazbooti se
Anfişāma . Nahi tootna
Lahā . Uske liye
Wa  ۗ  Allāhu  . Aur Allah Ta'lla
Samī`un `Alīmun . Sun'ney wala, jaan'ney wala hai

There shall be no compulsion in (acceptance of) the religion.  The right course has become clear from the wrong.  So whoever disbelieved in taghut and believes in Allah has grasped the most trustworthy handhold with no break in it.  And Allah is Hearing and Knowing.  

No comments:

Post a Comment