Wednesday 4 April 2012

Ayaat 215 - 218. Surah Al-Baqarah (The Cow)

2:215 
  يَسْأَلُونَكَ مَاذَا يُنفِقُونَ ۖ قُلْ مَا أَنفَقْتُم مِّنْ خَيْرٍ‌ فَلِلْوَالِدَيْنِ وَالْأَقْرَ‌بِينَ وَالْيَتَامَىٰ وَالْمَسَاكِينِ وَابْنِ السَّبِيلِ ۗ وَمَا تَفْعَلُوا مِنْ خَيْرٍ‌ فَإِنَّ اللَّـهَ بِهِ عَلِيمٌ
Yas'alūnaka . Woh poochtey hain Aap se
dhā Yunfiqūna  ۖ  . To kya kuch harch karien
Qul Mā 'Anfaqtum . Aap keh dein ke jo kuch tum harch karo
Min Khayrin . Maal se
Falilwālidayni  . So maa baap ke liye
Wa Al-'Aqrabīna . Aur qarabat'daron ke liye
Wa Al-Yatāmá . Aur yateem'on ke liye
Wa Al-Masākīni . Aur maskeen'o ke liye
Wa Abni As-Sabīli  ۗ  .  Aur musafir'on ke liye
Wa Mā Taf`alū . Aur jo tum karo'gy
Min Khayrin . Koi naik'i
Fa'inna Al-Laha . To beshak Allah Ta'lla
Bih . Us'se
`Alīmun . Jaan'ney wala hai

They ask you, (O Muhammad), what they should spend.  Say, "Whatever you spend of good is (to be) for parents and relatives and orphans and the needy and the traveler.  And whatever you do of good - indeed, Allah is knowing of it."


2:216 
 كُتِبَ عَلَيْكُمُ الْقِتَالُ وَهُوَ كُرْ‌هٌ لَّكُمْ ۖ وَعَسَىٰ أَن تَكْرَ‌هُوا شَيْئًا وَهُوَ خَيْرٌ‌ لَّكُمْ ۖ وَعَسَىٰ أَن تُحِبُّوا شَيْئًا وَهُوَ شَرٌّ‌ لَّكُمْ ۗ وَاللَّـهُ يَعْلَمُ وَأَنتُمْ لَا تَعْلَمُونَ
Kutiba `Alaykumu Al-Qitālu . Tum par farz ki gayi jang
Wa Huwa Kurhun Lakum  ۖ . Aur woh na'gavar hai tumhare liye
Wa `Asá . Aur mumkin hai
'An Takrahū . Yeh ke tum na pasand karo
Shay'āan . Aik cheez
Wa Huwa . Aur woh
Khayrun Lakum . Behtar ho tumhare liye ۖ  
Wa `Asá . Aur mumkin hai
'An Tuĥibbū . Yeh ke tum pasand karo 
Shay'āan . Aik cheez
Wa Huwa Sharrun Lakum . Aur woh bur'i ho tumhare liye
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Ya`lamu . Jaanta hai
Wa 'Antum . Aur tum
Lā Ta`lamūna . Nahi jaante

Fighting has been enjoined upon you while it is hateful to you.  But perhaps you hate a thing and it is good for you; and perhaps you love a thing and it is bad for you.  And Allah knows, while you know not.

 2:217 
  يَسْأَلُونَكَ عَنِ الشَّهْرِ‌ الْحَرَ‌امِ قِتَالٍ فِيهِ ۖ قُلْ قِتَالٌ فِيهِ كَبِيرٌ‌ ۖ وَصَدٌّ عَن سَبِيلِ اللَّـهِ وَكُفْرٌ‌ بِهِ وَالْمَسْجِدِ الْحَرَ‌امِ وَإِخْرَ‌اجُ أَهْلِهِ مِنْهُ أَكْبَرُ‌ عِندَ اللَّـهِ ۚ وَالْفِتْنَةُ أَكْبَرُ‌ مِنَ الْقَتْلِ ۗ وَلَا يَزَالُونَ يُقَاتِلُونَكُمْ حَتَّىٰ يَرُ‌دُّوكُمْ عَن دِينِكُمْ إِنِ اسْتَطَاعُوا ۚ وَمَن يَرْ‌تَدِدْ مِنكُمْ عَن دِينِهِ فَيَمُتْ وَهُوَ كَافِرٌ‌ فَأُولَـٰئِكَ حَبِطَتْ أَعْمَالُهُمْ فِي الدُّنْيَا وَالْآخِرَ‌ةِ ۖ وَأُولَـٰئِكَ أَصْحَابُ النَّارِ‌ ۖ هُمْ فِيهَا خَالِدُونَ
Yas'alūnaka . Woh poochte hain Aap se
`Ani Ash-Shahri Al-Ĥarāmi . Hurmatt waley maheeno ke baare mein
Qitālin Fīhi  ۖ. Ke jang karna unmein
Qul Qitālun . Aap keh dein ke jang karna
Fīhi . Us'mein
Kabīrun . Bar'ri baat hai ۖ  
Wa Şaddun . Aur rok'na
`An Sabīli Al-Lahi . Allah ke raaste se
Wa Kufrun . Aur na maan'na
Bihi . Usko
Wa Al-Masjidi Al-Ĥarāmi . Aur masjid al-haraam se
Wa 'Ikhrāju . Aur nikaal'na
'Ahlihi . Uskey rehney wal'on ko
Minhu . Us'se
'Akbaru . Bohat bar'a hai
`Inda Al-Lahi . Allah ke nazdeeq
Wa  ۚ  Al-Fitnatu . Aur fitnah
'Akbaru . Bohat bar'a hai
Mina Al-Qatli  ۗ  . Qatil se
Wa Lā Yazālūna . Aur woh hamesha raheingy
Yuqātilūnakum . Tumse lar'iengy
Ĥattá . Yahan tak ke
Yaruddūkum . Tumhien phair dein
 `An Dīnikum . Tumhare deen se
'Ini Astaţā`ū . Agar woh yeh kar sak'y ۚ  
Wa Man Yartadid . Aur jo phir jayega
Minkum . Tum'mein se
`An Dīnihi . Apney deen se
Fayamut . Aur phir woh mar jaye
Wa Huwa Kāfirun . Aur woh kafir ho
Fa'ūlā'ika . So woh'hi log hai
Ĥabiţat . Ke zaaya ho gaye
'A`māluhum . Unke a'maal
Ad-Dun . Duniya mein
Wa Al-'Ākhirati  ۖ  . Aur akhirat mein
Wa 'Ūlā'ika . Wohi log hain
'Aşĥābu An-Nāri  ۖ  . Jo aag mein rehney waley hain
Hum Fīhā Khālidūna . Woh us'mein hamesha rahiengey

They ask you about the sacred month - about fighting therein.  Say, "Fighting therein is great (sin). but averting (people) from the way of Allah and disbelief in Him and (preventing access to) al-Masjid al-Haraam and the expulsion of its people therefrom are greater (evil) in the sight of Allah.  And fitnah is greater than killing."  And they will continue to fight you until they turn you back from your religion if they are able.  And whoever of you reverts from him religion (to disbelief) and dies while he is a disbeliever - for those, their deeds have become worthless in this world and the Hereafter, and those are the companions of the Fire, they will abide therein eternally.
  
2:218 
  إِنَّ الَّذِينَ آمَنُوا وَالَّذِينَ هَاجَرُ‌وا وَجَاهَدُوا فِي سَبِيلِ اللَّـهِ أُولَـٰئِكَ يَرْ‌جُونَ رَ‌حْمَتَ اللَّـهِ ۚ وَاللَّـهُ غَفُورٌ‌ رَّ‌حِيمٌ
'Inna Al-Ladhīna 'Āmanū . Beshak woh log jo imaan laye
Wa Al-Ladhīna . Aur woh log
Hājarū . Jinho ne hij'rat ki
Wa Jāhadū . Aur unho ne jihaad kiya
Fī Sabīli Al-Lahi . Allah ke raaste mein
'Ūlā'ika . Yeh'hi log hain
Yarjūna . Ke umeed rahk'te hain
Raĥmata Al-Lahi . Allah ki rehmat ki
Wa  ۚ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Ghafūrun Raĥīmun . Bakshney wala mehrbaan hai

Indeed, those who have believed and those who have emigrated and fought in the cause of Allah - those expect the mercy of Allah.  And Allah is Forgiving and Merciful.

No comments:

Post a Comment