Sunday 1 April 2012

Surah Al-Baqarah. Ayaat 211 - 212

2:211 
 سَلْ بَنِي إِسْرَ‌ائِيلَ كَمْ آتَيْنَاهُم مِّنْ آيَةٍ بَيِّنَةٍ ۗ وَمَن يُبَدِّلْ نِعْمَةَ اللَّـهِ مِن بَعْدِ مَا جَاءَتْهُ فَإِنَّ اللَّـهَ شَدِيدُ الْعِقَابِ

Sal Banī 'Isrā'īla . Poocho bani Israeel se
Kam 'Ātaynāhum . Ke kis kadr humne di unhe
Min 'Āyatin . Nishaaniyan
Bayyinatin  ۗ . Khulli
Wa Man Yubaddil . Aur jo badl daal'ey
Ni`mata Al-Lahi . Allah ki naim'at ko
Min Ba`di Mā . Uske baad
 Jā'at/hu . Ke a chukey uskey paas
Fa'inna Al-Laha . To beshak Allah Ta'lla
Shadīdu Al-`Iqābi . Sahkt saza dainey wala hai
 
Ask the Children of Israel how many a sign of evidence We have given them.  And whoever exchanges the favor of Allah (for disbelief) after it has come to him - then indeed, Allah is severe in penalty.
 2:212 
  زُيِّنَ لِلَّذِينَ كَفَرُ‌وا الْحَيَاةُ الدُّنْيَا وَيَسْخَرُ‌ونَ مِنَ الَّذِينَ آمَنُوا ۘ وَالَّذِينَ اتَّقَوْا فَوْقَهُمْ يَوْمَ الْقِيَامَةِ

Zuyyina Lilladhīna Kafarū Al-Ĥayāatu Ad-Dun. A rasta ki gayi hai un logon ke liye jinho ne kufr kiya duniya ki zindagi
Wa Yaskharūna . Aur woh mazak karte hain
Mina Al-Ladhīna . Un logon se
'Āmanū Wa . Jo imaan laye
Al-Ladhīna Attaqaw . Aur woh log jo phraiz-gaar huwe
Fawqahum . Unse balatar hain
Yawma Al-Qiyāmati . Qayamat ke din
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Yarzuqu . Rizk dait'ta hai
Man Yashā'u . Jisko chahta hai
Bighayri Ĥisābin . Beghair hisaab ke

Beautified for those who disbelieve is the life of this world, and they ridicule those who believe.  But those who fear Allah are above them on the Day of Resurrection.  And Allah gives provision to whom He wills without account. 

No comments:

Post a Comment