Tuesday 24 April 2012

Ayaat 232 - 233. Surah Al-Baqarah. The Cow.

2:232 
وَإِذَا طَلَّقْتُمُ النِّسَاءَ فَبَلَغْنَ أَجَلَهُنَّ فَلَا تَعْضُلُوهُنَّ أَن يَنكِحْنَ أَزْوَاجَهُنَّ إِذَا تَرَ‌اضَوْا بَيْنَهُم بِالْمَعْرُ‌وفِ ۗ ذَٰلِكَ يُوعَظُ بِهِ مَن كَانَ مِنكُمْ يُؤْمِنُ بِاللَّـهِ وَالْيَوْمِ الْآخِرِ‌ ۗ ذَٰلِكُمْ أَزْكَىٰ لَكُمْ وَأَطْهَرُ‌ ۗ وَاللَّـهُ يَعْلَمُ وَأَنتُمْ لَا تَعْلَمُونَ
Wa 'Idhā Ţallaqtumu An-Nisā' . Aur jab tum tallaq do aurt'on ko
Fabalaghna 'Ajalahunna . To phir woh poori kar lien apni id'dat
Falā Ta`đulūhunna . Aur na rok'o unhien
'An Yankiĥna . Ke woh nikah karien
'Azwājahunna . Apney havand se
'Idhā Tarāđaw . Jab woh raazi hon
Baynahum . Apis mein
Bil-Ma`rūfi  ۗ . Dastoor ke mutabiq
Dhālika Yū`ažu Bihi . Yeh naseehat ki jaati hai us'se
Man Kāna . Jo shaqs hai
Minkum . Tum mien se
Yu'uminu . Imaan rahkta
Bil-Lahi . Allah Ta'lla ke saath
Wa Al-Yawmi Al-'Ākhiri  ۗ . Aur ahkirat ke din par
Dhālikum 'Azká Lakum . Yeh zayada suht'tra hai tumhare liye
Wa 'Aţharu . Aur zayada pakeeza
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Ya`lamu . Jaanta hai
Wa 'Antum . Jo tum
Lā Ta`lamūna . Nahi jaantey

And when you divorce women and they have fulfilled their term, do not prevent them from remarrying their (former) husbands if they agree among themselves on an acceptable basis.  That is instructed to whoever of you believes in Allah and the Last Day.  That is better for you and purer, and Allah knows and you know not.

2:233 
وَالْوَالِدَاتُ يُرْ‌ضِعْنَ أَوْلَادَهُنَّ حَوْلَيْنِ كَامِلَيْنِ ۖ لِمَنْ أَرَ‌ادَ أَن يُتِمَّ الرَّ‌ضَاعَةَ ۚ وَعَلَى الْمَوْلُودِ لَهُ رِ‌زْقُهُنَّ وَكِسْوَتُهُنَّ بِالْمَعْرُ‌وفِ ۚ لَا تُكَلَّفُ نَفْسٌ إِلَّا وُسْعَهَا ۚ لَا تُضَارَّ‌ وَالِدَةٌ بِوَلَدِهَا وَلَا مَوْلُودٌ لَّهُ بِوَلَدِهِ ۚ وَعَلَى الْوَارِ‌ثِ مِثْلُ ذَٰلِكَ ۗ فَإِنْ أَرَ‌ادَا فِصَالًا عَن تَرَ‌اضٍ مِّنْهُمَا وَتَشَاوُرٍ‌ فَلَا جُنَاحَ عَلَيْهِمَا ۗ وَإِنْ أَرَ‌دتُّمْ أَن تَسْتَرْ‌ضِعُوا أَوْلَادَكُمْ فَلَا جُنَاحَ عَلَيْكُمْ إِذَا سَلَّمْتُم مَّا آتَيْتُم بِالْمَعْرُ‌وفِ ۗ وَاتَّقُوا اللَّـهَ وَاعْلَمُوا أَنَّ اللَّـهَ بِمَا تَعْمَلُونَ بَصِيرٌ
Wa Al-Wālidātu . Aur ma'ien
Yurđi`na . Dhood pilayien
'Awlādahunna . Apni ulaad ko
Ĥawlayni  ۖ  . Do (2) saal
Kāmilayni . Poorey
Liman 'Arāda . Jo shaqs koi chahey
'An Yutimma  ۚ  Ar-Rađā`ata . Ke woh poori karey dhood pilaaney ki mud'dat
Wa `Alá Al-Mawlūdi . Aur yeh zimme hai 
Lahu . Us'key liye
Rizquhunna . Is'ka kaana
Wa Kiswatuhunna  ۚ  . Aur is'ka libaas
Bil-Ma`rūfi . Dastoor ke mutabiq
Lā Tukallafu . Nahi takleef di jaati
Nafsun . Kisi shaqs ko
'Illā  ۚ  Wus`ahā . Magar uski taqat ke mutabiq
Lā Tuđārra . Na nuksaan pohachaya jaye
Wa A-Datun . Maa ko
Biwaladihā . Us bachey ki vaja se
Wa Lā Mawlūdun Lahu  ۚ  Biwaladihi . Aur na bachey ki vaja se, uskey baap ko
Wa `Alá Al-Wārithi . Aur waris par bhi
Mithlu  ۗ  Dhālika . Aisa hi haqq hai
Fa'in 'Arādā . So agar woh dono agar chahien
Fişālāan . Dhood churana
`An Tarāđin Minhumā . Raza mand'i se un dono ki
Wa Tashāwurin . Aur kaafi mashf'farey se
Falā Junāĥa  ۗ  . To nahi hai koi gunah
`Alayhimā . Un dono par
Wa 'In 'Aradtum . Aur agar tum chaho
'An Tastarđi`ū . Ke tum dhood pilao
'Awlādakum . Apni ulaad ko
Falā Junāĥa . To nahi hai koi gunah
`Alaykum . Tum par
'Idhā Sallamtum . Jab tum ha'vala kar do
Mā 'Ātaytum  ۗ  . Jo tum'ney daina ta
Bil-Ma`rūfi . Dastoor ke mutabiq
Wa Attaqū Al-Laha . Aur dar'o Allah Ta'lla se
Wa A`lamū . Aur jaan lo
'Anna Al-Laha . Ke beshak Allah Ta'lla
Bimā Ta`malūna Başīrun . Jo tum kaam karte ho, dehkney wala hai

Mothers may breastfeed their children two complete years for whoever wishes to complete the nursing (period).  Upon the father is the mothers' provision and their clothing according to what is acceptable.  No person is charged with more than his capacity.  No mother should be harmed through her child, and no father through his child.  And upon the (father's) heir is (a duty) like that (of the father).  And if they both desire weaning through mutual consent from both of them and consultation, there is no blame upon either of them.  And if you wish to have your children nursed by a substitute, there is no blame upon you as long as you give payment according to what is acceptable.  And fear Allah and know that Allah is Seeing of what you do.

No comments:

Post a Comment