Monday 2 April 2012

The Cow. Surah Al-Baqarah. Ayaat 213 - 214

2:213 
  كَانَ النَّاسُ أُمَّةً وَاحِدَةً فَبَعَثَ اللَّـهُ النَّبِيِّينَ مُبَشِّرِ‌ينَ وَمُنذِرِ‌ينَ وَأَنزَلَ مَعَهُمُ الْكِتَابَ بِالْحَقِّ لِيَحْكُمَ بَيْنَ النَّاسِ فِيمَا اخْتَلَفُوا فِيهِ ۚ وَمَا اخْتَلَفَ فِيهِ إِلَّا الَّذِينَ أُوتُوهُ مِن بَعْدِ مَا جَاءَتْهُمُ الْبَيِّنَاتُ بَغْيًا بَيْنَهُمْ ۖ فَهَدَى اللَّـهُ الَّذِينَ آمَنُوا لِمَا اخْتَلَفُوا فِيهِ مِنَ الْحَقِّ بِإِذْنِهِ ۗ وَاللَّـهُ يَهْدِي مَن يَشَاءُ إِلَىٰ صِرَ‌اطٍ مُّسْتَقِيمٍ

Kāna An-Nāsu . Te log
'Ummatan Wāĥidatan . Aik ummat
Faba`atha Al-Lahu An-Nabīyīna . So behjey Allah Ta'lla ne nabi
Mubashshirīna . Khush-khabri dainey waley
Wa Mundhirīna . Aur dar'aney waley
Wa 'Anzala Ma`ahumu Al-Kitāba . Aur uttari unke saath kitaab
Bil-Ĥaqqi . Haqq ke saath
Liyaĥkuma . Ta'key faisla kare
Bayna An-Nāsi . Logon ke darmiyaan
Fīmā Akhtalafū . Usmein jismein unho ne ihtilaaf kiya
Fīhi  ۚ. Iss mein
Wa Mā Akhtalafa Fīhi . Aur nahi ihtilaaf kiya uss mein
'Illā Al-Ladhīna . Magar un logon ne
'Ūtūhu . Jo key di gayi unko
Min Ba`di . Baad uskey
Mā Jā'at/humu Al-Bayyinātu . Jo aa chuki unke paas vaziye nishaaniyaan
Baghyāan . Zidd ki vaja se
Baynahum  ۖ  . Ap'as ki
Fahadá Al-Lahu . Aur hidaayat di Allah Ta'lla ne
Al-Ladhīna . Un logon ko
'Āmanū . Jo imaan laye
Limā Akhtalafū . Uskey liye jismein unho ne ihtilaaf kiya
Fīhi . Uss mein
Mina Al-Ĥaqqi . Haqq se
Bi'idhnihi . Apney izl se
Wa  ۗ  Allāhu . Aur Allah Ta'lla
Yahdī . Hidaayat dait'ta hai
Man Yashā'u . Jisko chahta hai
'Ilá Şirāţin Mustaqīmin . Seehd'y raaste ki taraf

Mankind was (of) one religion (before their deviation); then Allah sent the prophets as bringers of good tiding and warners and sent down with them the Scripture in truth to judge between the people concerning that in which they differed.  And none differed over the Scripture except those who were given it - after the clear proofs came to them - out of jealous animosity among themselves.  And Allah guided those who believed to the truth concerning that over which they had differed, by His permission.  And Allah guides whom He wills to a straight path.

2:214 
أَمْ حَسِبْتُمْ أَن تَدْخُلُوا الْجَنَّةَ وَلَمَّا يَأْتِكُم مَّثَلُ الَّذِينَ خَلَوْا مِن قَبْلِكُم ۖ مَّسَّتْهُمُ الْبَأْسَاءُ وَالضَّرَّ‌اءُ وَزُلْزِلُوا حَتَّىٰ يَقُولَ الرَّ‌سُولُ وَالَّذِينَ آمَنُوا مَعَهُ مَتَىٰ نَصْرُ‌ اللَّـهِ ۗ أَلَا إِنَّ نَصْرَ‌ اللَّـهِ قَرِ‌يبٌ

'Am Ĥasibtum . Kya tum khayal karte ho
'An Tadkhulū Al-Jannata . Yeh ke tum daahkil hojao'gy jannat mein
Wa Lammā Ya'tikum . Aur jab ke nahi ayi tumpar
Mathalu Al-Ladhīna . Misaal un logon ki
Khalaw . Jo guzrey
Min Qablikum  ۖ  . Tum se pehley
Massat/humu Al-Ba'sā'u . Pohanchi unhein sahkti
Wa Ađ-Đarrā'u . Aur takleef
Wa Zulzilū . Aur woh hila diye gaye
Ĥattá Yaqūla Ar-Rasūlu . Yahan tak ke kehney lag'ey Rasool
Wa Al-Ladhīna 'Āmanū . Aur woh log jo imaan laye
Ma`ahu . Uske saath
Matá Naşru Al-Lahi  ۗ . Ke kab hogi Allah Ta'lla ki mad'at
'Alā 'Inna Naşra Al-Lahi Qarībun . Beshak mad'at Allah Ta'lla ki qareeb hi hai

Or do you think that you will enter Paradise while such (trail) has not yet come to you as came to those who passed on before you?  They were touched by poverty and hardship and were shaken until (even their) messenger and those who believed with him said, "When is the help of Allah?"  Unquestionably, the help of Allah is near.

No comments:

Post a Comment