Sunday 15 April 2012

Surah Al-Baqarah. Ayaat 230 - 231 (The Cow)

2:230 

فَإِن طَلَّقَهَا فَلَا تَحِلُّ لَهُ مِن بَعْدُ حَتَّىٰ تَنكِحَ زَوْجًا غَيْرَ‌هُ ۗ فَإِن طَلَّقَهَا فَلَا جُنَاحَ عَلَيْهِمَا أَن يَتَرَ‌اجَعَا إِن ظَنَّا أَن يُقِيمَا حُدُودَ اللَّـهِ ۗ وَتِلْكَ حُدُودُ اللَّـهِ يُبَيِّنُهَا لِقَوْمٍ يَعْلَمُونَ 

Fa'in Ţallaqahā . Pas agar tallaq di usko
Falā Taĥillu . To nahi hai jaiz
Lahu . Uske liye
Min Ba`du . Uskey baad
Ĥattá Tankiĥa . Yahan thak ke woh nikaah kar le
Zawjāan Ghayrahu . Havand se iskey ilava
ۗFa'in Ţallaqahā Falā Junāĥa . Pas agar woh talaaq dy de usko, to nahi hai koi gunah
`Alayhimā . Un dono par
 'An Yatarāja`ā . Agar woh ruju kar lien
'In Žannā . Shart hai ke woh khayal karey
'An Yuqīmā . Ke woh kaim kar sakiengey
Ĥudūda Al-Lahi  ۗ  . Allah ke hadood ko
Wa Tilka Ĥudūdu Al-Lahi . Yeh Allah ki had'ein hain
Yubayyinuhā . Inhien vaise karta hai
Liqawmin Ya`lamūna . Jaan'ney walon ke liye

And if he has divorced her (for the third time), then she is not lawful to him afterward until (after) she marries a husband other than him.  And if the latter husband divorces her (or dies), there is no blame upon the woman and her former husband for returning to each other if they think that they can keep (within) the limits of Allah.  These are the limits of Allah, which He makes clear to a people who know.



2:231 
وَإِذَا طَلَّقْتُمُ النِّسَاءَ فَبَلَغْنَ أَجَلَهُنَّ فَأَمْسِكُوهُنَّ بِمَعْرُ‌وفٍ أَوْ سَرِّ‌حُوهُنَّ بِمَعْرُ‌وفٍ ۚ وَلَا تُمْسِكُوهُنَّ ضِرَ‌ارً‌ا لِّتَعْتَدُوا ۚ وَمَن يَفْعَلْ ذَٰلِكَ فَقَدْ ظَلَمَ نَفْسَهُ ۚ وَلَا تَتَّخِذُوا آيَاتِ اللَّـهِ هُزُوًا ۚ وَاذْكُرُ‌وا نِعْمَتَ اللَّـهِ عَلَيْكُمْ وَمَا أَنزَلَ عَلَيْكُم مِّنَ الْكِتَابِ وَالْحِكْمَةِ يَعِظُكُم بِهِ ۚ وَاتَّقُوا اللَّـهَ وَاعْلَمُوا أَنَّ اللَّـهَ بِكُلِّ شَيْءٍ عَلِيمٌ
Wa 'Idhā Ţallaqtumu An-Nisā' . Aur jab tum tallaq de do aurt'on ko
Fabalaghna . To woh poori kar lien
'Ajalahunna . Apni id'dat
Fa'amsikūhunna . To rok'o unko
Bima`rūfin . Dastoor ke mutaabiq
'Aw Sarriĥūhunna . Yaan ruksat kar do
Bima`rūfin  ۚ  . Dastoor ke mutaabiq
Wa Lā Tumsikūhunna . Aur na tum roko unko
Đirārāan Lita`tadū  ۚ  . Ke tum inpar ziyaad'ti yaan nuksaan karney lago
Wa Man Yaf`al . Aur jo shaqs karega

Dhālika . Yeh baatien
Faqad Žalama . To beshak woh zalim hai
Nafsahu  ۚ  . Usne zulm kiya hai apni jaan par
Wa Lā Tattakhidhū . Aur na tehrao
'Āyāti Al-Lahi . Allah Ta'lla ki ayaat'on ko
Huzūan  ۚ  . Yeh mazaaq
Wa Adhkurū . Aur yaad karo
Ni`mata Al-Lahi . Allah ki nai'mat'on ko
`Alaykum . Jo tum par hain
Wa Mā 'Anzala . Aur jo nazl kiya gaya
`Alaykum . Tum par
Mina Al-Kitābi . Kitaab se
Wa Al-Ĥikmati . Aur hikmat se
Ya`ižukum Bihi  ۚ  . Tumhien naseehat karta hai Allah Ta'lla
Wa Attaqū Al-Laha . Aur daro Allah Ta'lla se
Wa A`lamū . Aur jaan lo
'Anna Al-Laha . Ke beshak Allah Ta'lla
Bikulli Shay'in `Alīmun . Har cheez ko jaan'ney wala hai


And when you divorce women and they have (nearly) fulfilled their term, either retain them according to acceptable terms of release them according to acceptable terms, and do not keep them, intending harm, to transgress (against them).  And whoever does that has certainly wronged himself.  And do no take the verses of Allah in jest.  And remember the favor of Allah upon you and what has been revealed to you of the Book and wisdom by which He instructs you.  And fear Allah and know that Allah is knowing of all things.

No comments:

Post a Comment