Sunday 25 March 2012

Surah Al-Baqarah. Ayaat 189 - 193

2:189 
  يَسْأَلُونَكَ عَنِ الْأَهِلَّةِ ۖ قُلْ هِيَ مَوَاقِيتُ لِلنَّاسِ وَالْحَجِّ ۗ وَلَيْسَ الْبِرُّ‌ بِأَن تَأْتُوا الْبُيُوتَ مِن ظُهُورِ‌هَا وَلَـٰكِنَّ الْبِرَّ‌ مَنِ اتَّقَىٰ ۗ وَأْتُوا الْبُيُوتَ مِنْ أَبْوَابِهَا ۚ وَاتَّقُوا اللَّـهَ لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ
Yas'alūnaka `Ani Al-'Ahillati  ۖ  .  Woh aapse poochte hain naye chand ke baare mein
Qul Hiya Mawāqītu Lilnnāsi Wa Al-Ĥajji  ۗ   . Aap keh dein ke yeh uqaad hai logon ke liye aur Hajj ka
Wa Laysa Al-Birru  . Aur nahi hai naiki
Bi'an Ta'tū Al-Buyūta . Yeh ke tum aao apney ghar'on mein
Min Žuhūrihā . Unki pusht se
Wa Lakinna Al-Birra . Aur laikin nahi hai
Mani Attaqá  ۗ  . Jo phairaz-gaari kare
Wa 'Tū Al-Buyūta . Aur aao apney ghar'on mein
Min 'Abwābihā  ۚ  . Darvaz'on se
Wa Attaqū Al-Laha . Aur tum dar'o Allah Ta'lla se
La`allakum . Ta key tum
Tufliĥūna . Qamyaabi hasil karo

They ask you, (O Mohammad), about the moons.  Say, They are measurements of time for the people and for hajj."  And it is not righteousness to enter houses from the back, but righteousness is (in) one who fears Allah.  And enter houses from their doors.  And fear Allah that you may succeed.


  2:190 
 وَقَاتِلُوا فِي سَبِيلِ اللَّـهِ الَّذِينَ يُقَاتِلُونَكُمْ وَلَا تَعْتَدُوا ۚ إِنَّ اللَّـهَ لَا يُحِبُّ الْمُعْتَدِينَ
 Wa Qātilū Fī Sabīli Al-Lahi . Aur lar'ro tum Allah ki rah mein
Al-Ladhīna . Un logon se
Yuqātilūnakum . Jo tumse lar'te hain
Wa Lā Ta`tadū  ۚ  . Aur na ziyad'ti karo
'Inna Al-Laha . Beshak Allah Ta'lla
Lā Yuĥibbu Al-Mu`tadīna . Nahi pasand kata ziyad'ti karney valon ko

Fight in the way of Allah those who fight you but do not transgress.  Indeed.  Allah does not like transgressors.

 2:191 
 وَاقْتُلُوهُمْ حَيْثُ ثَقِفْتُمُوهُمْ وَأَخْرِ‌جُوهُم مِّنْ حَيْثُ أَخْرَ‌جُوكُمْ ۚ وَالْفِتْنَةُ أَشَدُّ مِنَ الْقَتْلِ ۚ وَلَا تُقَاتِلُوهُمْ عِندَ الْمَسْجِدِ الْحَرَ‌امِ حَتَّىٰ يُقَاتِلُوكُمْ فِيهِ ۖ فَإِن قَاتَلُوكُمْ فَاقْتُلُوهُمْ ۗ كَذَٰلِكَ جَزَاءُ الْكَافِرِ‌ينَ
qtulūhum . Aur unhien maar dalo
Ĥaythu Thaqiftumūhum . Jahan tum inhien pao
Wa 'Akhrijūhum . Aur unhe nikaal do
Min Ĥaythu 'Akhrajūkum . Jahan se unho ne tumhe nikala
Wa  ۚ  Al-Fitnatu . Aur fitna
'Ashaddu . Zayada sahkt sangeen hai
Mina Al-Qatli  ۚ  . Qat'l se
Wa Lā Tuqātilūhum . Aur na lar'ro unse
`Inda Al-Masjidi Al-Ĥarāmi . Masjid Al-Haram ke paas
Ĥattá Yuqātilūkum Fīhi  ۖ  . Yahan tak key woh lar'ien tumse is'mein
Fa'in Qātalūkum . Pas agar woh tumse lar'ien
qtulūhum  ۗ  . To tum bhi unse lar'o
Kadhālika Jazā'u Al-Kāfirīna . Is'hi tarha saza hai kafir logon ke liye

And kill them wherever you overtake them and expel them from wherever they have expelled you, and fitnah is worse than killing.  And do not fight them at al-Masjid al-haram until they fight you there.  But if they fight you, then kill them.  Such is the recompense of the disbelievers. 

 2:192 
 فَإِنِ انتَهَوْا فَإِنَّ اللَّـهَ غَفُورٌ‌ رَّ‌حِيمٌ
Fa'ini Antahaw  . Phir agar woh baaz a jaye
Fa'inna Al-Laha . To beshak Allah Ta'lla
Ghafūrun Raĥīmun . Bakshney wala mehrbaan hai

And if they cease, then indeed, Allah is Forgiving and Merciful.

 2:193 
 وَقَاتِلُوهُمْ حَتَّىٰ لَا تَكُونَ فِتْنَةٌ وَيَكُونَ الدِّينُ لِلَّـهِ ۖ فَإِنِ انتَهَوْا فَلَا عُدْوَانَ إِلَّا عَلَى الظَّالِمِينَ
Wa Qātilūhum . Aur tum unse lar'o
Ĥattá Lā Takūna . Yahan tak ke na rahe
Fitnatun . Koi fitna
Wa Yakūna Ad-Dīnu Lillahi  ۖ   . Ke ho jaye deen Allah ke liye
Fa'ini Antahaw . Phir agar woh baaz a jaye
Falā `Udwāna . To nahi hai koi ziyad'ti
'Illā `Alá Až-Žālimīna . Sivaye zalim'on par

Fight them until there is no (more) fitnah and (until) worship is (acknowledged to be) for Allah.  But if they cease, then there is to be no aggression expect against the oppressors.

No comments:

Post a Comment