Tuesday 6 March 2012

Surah Al-Baqarah. The Cow. Ayaat 173-176

2:173 
إِنَّمَا حَرَّمَ عَلَيْكُمُ الْمَيْتَةَ وَالدَّمَ وَلَحْمَ الْخِنزِيرِ وَمَا أُهِلَّ بِهِ لِغَيْرِ اللَّـهِ ۖ فَمَنِ اضْطُرَّ غَيْرَ بَاغٍ وَلَا عَادٍ فَلَا إِثْمَ عَلَيْهِ ۚ إِنَّ اللَّـهَ غَفُورٌ رَّحِيمٌ
'Innamā Ĥarrama . Beshak haraam kiya gaya
`Alaykumu Al-Maytata . Tum par murdaar
Wa Ad-Dama . Aur khoon
Wa Laĥma Al-Khinzīri . Aur gosht hinzeer ka
Wa Mā 'Uhilla Bihi Lighayri Al-Lahi . Aur jo pukara gaya usparAllah ke siva
Famani Ađţurra . So jo shaqs la'charr ho jaye
Ghayra Bāghin . Na vo sarkashi karney wala ho
Wa Lā `Ādin . Aur na khud se bharney wala ho
Falā 'Ithma `Alayhi . To iss par koi gunah nahi
'Inna Al-Laha . Beshak Allah Ta'lla
Ghafūrun Raĥīmun . Baksh'ney wala mehrbaan hai

 He has only forbidden to you dead animals, blood, the flesh of swine, and that which has been dedicated to other than Allah.  But whoever is forced (by necessity), neither desiring (it) nor transgressing (its limit), there is no sin upon him, Allah is Forgiving and Merciful.

2:174 
إِنَّ الَّذِينَ يَكْتُمُونَ مَا أَنزَلَ اللَّـهُ مِنَ الْكِتَابِ وَيَشْتَرُونَ بِهِ ثَمَنًا قَلِيلًا ۙ أُولَـٰئِكَ مَا يَأْكُلُونَ فِي بُطُونِهِمْ إِلَّا النَّارَ وَلَا يُكَلِّمُهُمُ اللَّـهُ يَوْمَ الْقِيَامَةِ وَلَا يُزَكِّيهِمْ وَلَهُمْ عَذَابٌ أَلِيمٌ'Inna Al-Ladhīna Yaktumūna . Beshak woh log jo chupaatey hain
Mā 'Anzala Al-Lahu . Jo naz'l kiya Allah Ta'lla ne
Mina Al-Kitābi . Kitaab se
Wa Yashtarūna . Aur woh vasool karte hain
Bihi . Us'se

Thamanāan Qalīlāan . Keemat thori ۙ  
'Ūlā'ika Mā Ya'kulūna . Woh hi log hain ke nahi kaa'tey woh
Fī Buţūnihim . Apney bait'on mein
'Illā An-Nāra . Magar aag
Wa Lā Yukallimuhumu Al-Lahu . Na un'se baat karega Allah Ta'lla
Yawma Al-Qiyāmati . Qayamat ke din
Wa Lā Yuzakkīhim . Aur na unko gunah'hon se pak karega
Wa Lahum . Aur unke liye
`Adhābun 'Alīmun . Dard'naak azaab hai

Indeed, they who conceal what Allah has sent down of the Book and exchange it for a small price - those consume not into their bellies except the Fire.  And Allah will not speak to them on the Day of Resurrection nor will He purify them.  And they will have a painful punishment.

2:175 
أُولَـٰئِكَ الَّذِينَ اشْتَرَوُا الضَّلَالَةَ بِالْهُدَىٰ وَالْعَذَابَ بِالْمَغْفِرَةِ ۚ فَمَا أَصْبَرَهُمْ عَلَى النَّارِ 'Ūlā'ika Al-Ladhīna . Woh'hi log hain
Ashtaraw Ađ-Đalālata . Jinho ne khareed li gumra'hi
Bil-Hudá . Hidayat ke badley
Wa Al-`Adhāba . Aur azaab
Bil-Maghfirati . Magh'firat ke badley
Famā 'Aşbarahum `Alá An-Nāri .To kis qad'r woh sabr karney waley hain aag par

Those are the ones who have exchanged guidance for error and forgiveness for punishment.  How patient they are in pursuit of the Fire!

2:176
ذَٰلِكَ بِأَنَّ اللَّـهَ نَزَّلَ الْكِتَابَ بِالْحَقِّ ۗ وَإِنَّ الَّذِينَ اخْتَلَفُوا فِي الْكِتَابِ لَفِي شِقَاقٍ بَعِيدٍDhālika Bi'anna Al-Laha . Yeh iss vaja se ke Allah Ta'lla ne
Nazzala Al-Kitāba . Uttar'i kitaab
Bil-Ĥaqqi . Haqq ke saath
Wa 'Inna Al-Ladhīna Akhtalafū . Aur beshak jin logon ne ikh'tilaaf kiya
Al-Kitābi . Kitaab mein
Lafī Shiqāqin Ba`īdin . Albatta door ki zidd mein hain

That is (deserved by them) because Allah has sent down the Book in truth.  And indeed, those who differ over the Book are in extreme dissension.

No comments:

Post a Comment