Thursday 29 March 2012

Surah Al-Baqarah. Ayaat 199 - 203 (The Cow)

2:199 
 ثُمَّ أَفِيضُوا مِنْ حَيْثُ أَفَاضَ النَّاسُ وَاسْتَغْفِرُ‌وا اللَّـهَ ۚ إِنَّ اللَّـهَ غَفُورٌ‌ رَّ‌حِيمٌ
Thumma 'Afīđū . Phir tum laut'o
Min Ĥaythu . Jahan se
'Afāđa An-Nāsu . Laut'tey log
Wa Astaghfirū Al-Laha  ۚ . Aur mughfirat maan'go Allah Ta'lla se
 'Inna Al-Laha Ghafūrun Raĥīmun . Beshak Allah Ta'lla bakshney wala mehrbaan hai

Then depart from the place from where (all) the people depart and ask forgiveness of Allah. Indeed, Allah is Forgiving and Merciful.

 2:200
  فَإِذَا قَضَيْتُم مَّنَاسِكَكُمْ فَاذْكُرُ‌وا اللَّـهَ كَذِكْرِ‌كُمْ آبَاءَكُمْ أَوْ أَشَدَّ ذِكْرً‌ا ۗ فَمِنَ النَّاسِ مَن يَقُولُ رَ‌بَّنَا آتِنَا فِي الدُّنْيَا وَمَا لَهُ فِي الْآخِرَ‌ةِ مِنْ خَلَاقٍ
 Fa'idhā . Pas jab
Qađaytum Manāsikakum . Atta kar chuko Hajj ke arkaan
dhkurū Al-Laha . To yaad karo Allah Ta'lla ko
Kadhikrikum . Jaise yaad karna tumhara
'Ābā'akum . Apney baad daad'a ko
'Aw 'Ashadda Dhikrāan  ۗ  . Yaan zayada yaad karna
Famina An-Nāsi . Pas logon mein se
Man Yaqūlu . Jo kehta hai
Rabbanā . Ay humarey Rabb
'Ātinā . Dey humko
Ad-Dun. Duniya mein
Wa Mā Lahu . Aur nahi hai uskey liye
 Fī Al-'Ākhirati . Akhirat mein
Min Khalāqin . Koi hissa

And when you have completed your rites, remember Allah like your (previous) remembrance of your fathers or with (much) greater remembrance.  And among the people is he who says, "Our Lord, give us in this world," and he will have the Hereafter no share.

 2:201 
  وَمِنْهُم مَّن يَقُولُ رَ‌بَّنَا آتِنَا فِي الدُّنْيَا حَسَنَةً وَفِي الْآخِرَ‌ةِ حَسَنَةً وَقِنَا عَذَابَ النَّارِ
Wa Minhum Man Yaqūlu . Aur unmein se jo kehta hai
Rabbanā . Ay hamarey Rabb
'Ātinā . Dy hum'mey
Ad-Dun. Duniya mein
Ĥasanatan . Bal'lai
Wa Fī Al-'Ākhirati . Aur ahkirat mein
Ĥasanatan . Bal'ai
Wa Qinā `Adhāba An-Nāri . Aur bach'a hum'mey aag se

But among them is he who says, "Our Lord, give us in this world (that which is) good and in the Hereafter (that which is) good and protects us from the punishment of the Fire."

 2:202 
 أُولَـٰئِكَ لَهُمْ نَصِيبٌ مِّمَّا كَسَبُوا ۚ وَاللَّـهُ سَرِ‌يعُ الْحِسَابِ
'Ūlā'ika Lahum . Wohi log hain ke unke liye
Naşībun Mimmā Kasabū . Hissa hai us'mein se jo unho ne kamaya
Wa  ۚ  Allāhu Sarī`u Al-Ĥisābi . Aur Allah Ta'lla jald hisaab lain'ney waley hain

Those will have a share of what they have earned, and Allah is swift in account.

 2:203 
 وَاذْكُرُ‌وا اللَّـهَ فِي أَيَّامٍ مَّعْدُودَاتٍ ۚ فَمَن تَعَجَّلَ فِي يَوْمَيْنِ فَلَا إِثْمَ عَلَيْهِ وَمَن تَأَخَّرَ‌ فَلَا إِثْمَ عَلَيْهِ ۚ لِمَنِ اتَّقَىٰ ۗ وَاتَّقُوا اللَّـهَ وَاعْلَمُوا أَنَّكُمْ إِلَيْهِ تُحْشَرُ‌ونَ
Wa Adhkurū Al-Laha . Aur yaad karo Allah Ta'lla ko
Fī 'Ayyāmin Ma`dūdātin . Ch'n din ginti ky ۚ  
Faman Ta`ajjala . So jo jaldi chala gaya
Fī Yawmayni . Do din mein
Falā 'Ithma `Alayhi . To nahi hai koi gunah uspar
Wa Man Ta'akhkhara . Aur jisney takheer ki
Falā 'Ithma `Alayhi . To nahi hai koi gunah uspar 
Limani Attaqá  ۗ . Uskey liye jo dar'ta raha
Wa Attaqū Al-Laha . Aur dar'o Allah Ta'lla se
Wa A`lamū . Aur jaan lo
'Annakum . Ke beshak tum
'Ilayhi Tuĥsharūna . Us'hi ki taraf jam'ma kiye jao'gey

And remember Allah during (specific) numbered days.  Then whoever hastens (his departure) in two days - there is no sin upon him; and whoever delays (until the third) - there is no sin upon him - for him who fears Allah.  And fear Allah and know they unto Him you will be gathered.

No comments:

Post a Comment