Saturday 3 March 2012

Surah Al-Baqarah (The Cow) Ayaat 164 - 167

2:164 
إِنَّ فِي خَلْقِ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ وَاخْتِلَافِ اللَّيْلِ وَالنَّهَارِ وَالْفُلْكِ الَّتِي تَجْرِي فِي الْبَحْرِ بِمَا يَنفَعُ النَّاسَ وَمَا أَنزَلَ اللَّـهُ مِنَ السَّمَاءِ مِن مَّاءٍ فَأَحْيَا بِهِ الْأَرْضَ بَعْدَ مَوْتِهَا وَبَثَّ فِيهَا مِن كُلِّ دَابَّةٍ وَتَصْرِيفِ الرِّيَاحِ وَالسَّحَابِ الْمُسَخَّرِ بَيْنَ السَّمَاءِ وَالْأَرْضِ لَآيَاتٍ لِّقَوْمٍ يَعْقِلُونَ
'Inna Fī Khalqi As-Samāwāti Wa Al-'Arđi . Beshak paidaish asmaan'o aur zameen ke
Wa Akhtilāfi Al-Layli . Aur badaltey rehna raat ka
Wa An-Nahāri . Aur din ka
Wa Al-Fulki Allatī . Aur kashti, jo key
Tajrī . Chalti hai
Al-Baĥri . Darya mein
Bimā Yanfa`u An-Nāsa . Saath uskey jo naf'a dait'ti hai logon ko
Wa Mā 'Anzala Al-Lahu . Aur jo uttara Allah Ta'lla ne
Mina As-Samā'i . Asmaan se
Min Mā'in . Paani
Fa'aĥyā Bihi Al-'Arđa . To zinda kiya uskey saath zameen ko
Ba`da Mawtihā . Uskey marney ke baad
Wa Baththa Fīhā . Aur pehlaye usmein
Min Kulli Dābbatin . Har kisam ke jaanw'r
Wa Taşrīfi Ar-Riyāĥi . Aur badal'na hawa'on ka
Wa As-Saĥābi Al-Musakhkhari . Aur badal
Bayna As-Samā'i Wa Al-'Arđi . Darmiyaan asmaan'o aur zameen ke
La'āyātin . Albatta nishaaniyaan hain
Liqawmin Ya`qilūna . Un logon ke liye jo aq'l rahktey hain

Indeed, in the creation of the heavens and the earth, and the alternation of the night and the day, and the (great) ships which sail through the sea with that which benefits people, and what Allah has sent down from the heavens of the rain, giving life thereby to the earth after its lifelessness and dispersing therein every (kind of) moving creature, and (His) directing of the winds and the clouds controlled between the heaven and the earth are signs for a people who use reason. 

2:165 
وَمِنَ النَّاسِ مَن يَتَّخِذُ مِن دُونِ اللَّـهِ أَندَادًا يُحِبُّونَهُمْ كَحُبِّ اللَّـهِ ۖ وَالَّذِينَ آمَنُوا أَشَدُّ حُبًّا لِّلَّـهِ ۗ وَلَوْ يَرَى الَّذِينَ ظَلَمُوا إِذْ يَرَوْنَ الْعَذَابَ أَنَّ الْقُوَّةَ لِلَّـهِ جَمِيعًا وَأَنَّ اللَّـهَ شَدِيدُ الْعَذَابِ
Wa Mina An-Nāsi  . Aur logon mein se
Man Yattakhidhu . Baaz hain jo bana'tey hain
Min Dūni Al-Lahi . Allah Ta'lla ke siva
'Andādāan . Shareeq
Yuĥibbūnahum . Vo mohabbat karte hain unse
Kaĥubbi Al-Lahi . Jaise mohabbat Allah Ta'lla ki
Wa Al-Ladhīna . Aur vo log
'Āmanū . Jo imaan laye
'Ashaddu . Sab se zayada sahkt hain
Ĥubbāan Lillahi . Mohabbat mein, Allah ke liye
Wa Law Yará Al-Ladhīna . Aur agar dehk lein vo log
Žalamū . Jinho ne zulm kiya
'Idh Yarawna Al-`Adhāba . Jab vo dehkiengey azaab
'Anna Al-Qūwata . Beshak qu'vat Allah Ta'lla ke liye hai
Lillahi Jamī`āan . Tamaam
Wa 'Anna Al-Laha . Aur beshak Allah Ta'lla
Shadīdu Al-`Adhābi . Sahkt azaab dainey wala hai

And (yet), among the people are those who take other than Allah as equals (to Him). They love them as they (should) love Allah. But those who believe are stronger in love for Allah.  And if only they who have wronged would consider (that) when they see the punishment, (they will be certain) that all power belongs to Allah and that Allah is severe in punishment.

2:166 
إِذْ تَبَرَّأَ الَّذِينَ اتُّبِعُوا مِنَ الَّذِينَ اتَّبَعُوا وَرَأَوُا الْعَذَابَ وَتَقَطَّعَتْ بِهِمُ الْأَسْبَابُ
'Idh Tabarra'a Al-Ladhīna . Jab bezaar ho jayiengey woh log
Attubi`ū . Jinki pairvi ki gayi
Mina Al-Ladhīna Attaba`ū . Un logon se jinho ne pairvi ki
Wa Ra'aw Al-`Adhāba . Aur woh jab dehkeingey azaab
Wa Taqaţţa`at . Aur katt jayiengey
Bihimu Al-'Asbābu . Unse vasail

(And they should consider that) when those who have been followed disassociate themselves from those who follow (them), and they (all) see the punishment, and cut off from them are the ties (of relationship),
  
2:167 
وَقَالَ الَّذِينَ اتَّبَعُوا لَوْ أَنَّ لَنَا كَرَّةً فَنَتَبَرَّأَ مِنْهُمْ كَمَا تَبَرَّءُوا مِنَّا ۗ كَذَٰلِكَ يُرِيهِمُ اللَّـهُ أَعْمَالَهُمْ حَسَرَاتٍ عَلَيْهِمْ ۖ وَمَا هُم بِخَارِجِينَ مِنَ النَّارِ
Wa Qāla Al-Ladhīna Attaba`ū . Aur kahiengey woh log jinho ne pairvi ki
Law 'Anna Lanā . Agar hota hamarey liye
Karratan . Laut'na
Fanatabarra'a Minhu. To hum bezaari karte unse
Kamā Tabarra'ū Minnā . Jaise unho ne bezaari ki humse
Kadhālika . Is'hi tarha
Yurīhimu Al-Lahu . Dehkaye'ga Allah Ta'lla
'A`mālahum . Unke amaal
Ĥasarātin . Hasra'tien hain
`Alayhim . Unpar
Wa Mā Hum . Aur nahi hain woh
Bikhārijīna . Nikalney waley
Mina An-Nāri . Aag se

Those who followed will say, "If only we had another turn (at worldly life) so we could disassociate ourselves from them as they have disassociated themselves from us."  Thus will Allah show them their deeds as regrets upon them.  And they are never to emerge from the Fire.

No comments:

Post a Comment