Monday 5 March 2012

2 Surah. The Cow. Ayaat 168 - 172

2:168 
يَا أَيُّهَا النَّاسُ كُلُوا مِمَّا فِي الْأَرْضِ حَلَالًا طَيِّبًا وَلَا تَتَّبِعُوا خُطُوَاتِ الشَّيْطَانِ ۚ إِنَّهُ لَكُمْ عَدُوٌّ مُّبِينٌ
Yā 'Ayyuhā An-Nāsu . Ay logon
Kulū Mimmā Fī Al-'Arđi . Kao us'mein se jo zameen mein hai
Ĥalālāan Ţayyibāan . Halaal aur pak
Wa Lā Tattabi`ū . Aur na tum pairvi karo
Khuţuwāti Ash-Shayţāni ۚ  . Shaitan ke kadmo'n ki
'Innahu . Beshak vo
Lakum . Tumhare liye
`Adūwun . Dushman hain
Mubīn . Khulla

O Mankind, eat from whatever is on earth (that is) lawful and good and do not follow the footsteps of Satan.  Indeed, he is to you a clear enemy.

2:169 
إِنَّمَا يَأْمُرُكُم بِالسُّوءِ وَالْفَحْشَاءِ وَأَن تَقُولُوا عَلَى اللَّـهِ مَا لَا تَعْلَمُونَ
'Innamā Ya'murukum . Beshak woh tum'hey hukam dait'ta hai
Bis-Sū'i . Burai ka
Wa Al-Faĥshā'i . Aur bay-haya baat'on ka
Wa 'An Taqūlū . Aur jo ke tum kaho
`Alá Al-Lahi . Allah par
Mā Lā Ta`lamūna . Jo nahi tum jaan'te

He only orders you to evil and immorality and to say about Allah what you do not know.

2:170 
وَإِذَا قِيلَ لَهُمُ اتَّبِعُوا مَا أَنزَلَ اللَّـهُ قَالُوا بَلْ نَتَّبِعُ مَا أَلْفَيْنَا عَلَيْهِ آبَاءَنَا ۗ أَوَلَوْ كَانَ آبَاؤُهُمْ لَا يَعْقِلُونَ شَيْئًا وَلَا يَهْتَدُونَ
Wa 'Idhā Qīla Lahum Attabi`ū . Aur jab kaha jat'ta hai unke liye ke pairvi karo
Mā 'Anzala Al-Lahu . Jo uttara Allah Ta'lla ne
Qālū . Woh kehte hain
Bal Nattabi`u . Balkey hum pairvi kariengey
Mā 'Alfaynā . Jis par paa'ya humney
`Alayhi . Us'par
'Ābā'anā . Apney baap da'dda ko
'Awalaw Kāna 'Ābā'uuhum . Aur agarchay hon baab dad'da unke
Lā Ya`qilūna Shay'āan . Aur agar na aq'l rahk'te kuch
Wa Lā Yahtadūna . Aur na hon woh hidayat yaafta

And when it is said to them, "Follow what Allah has revealed," they say, "Rather, we will follow that which we found out fathers doing."  Even though their fathers understood nothing, nor were they guided?

2:171 
وَمَثَلُ الَّذِينَ كَفَرُوا كَمَثَلِ الَّذِي يَنْعِقُ بِمَا لَا يَسْمَعُ إِلَّا دُعَاءً وَنِدَاءً ۚ صُمٌّ بُكْمٌ عُمْيٌ فَهُمْ لَا يَعْقِلُونَ
Wa Mathalu Al-Ladhīna . Aur masaal un logon ki
Kafarū . Jinho ne ku'fr kiya
Kamathali Al-Ladhī . Misaal us shaqs ki
Yan`iqu . Jo pukaar'ta hai
Bimā Lā Yasma`u . Usko jo nahi sun'ta
'Illā Du`ā'an Wa Nidā'an . Siyaye pukaarna aur chilana
Şummun . Behray hain
Bukmun . Ghoong'ay hain
`Umyun . Andhay hain
Fahum Lā Ya`qilūna . Pas woh nahi samajtey

The example of those who disbelieve is like that of one who shouts at what hears nothing but calls and cries cattle or sheep - deaf, dumb and blind, so they do not understand. 

2:172 
يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا كُلُوا مِن طَيِّبَاتِ مَا رَزَقْنَاكُمْ وَاشْكُرُوا لِلَّـهِ إِن كُنتُمْ إِيَّاهُ تَعْبُدُونَ  
Yā 'Ayyuhā Al-Ladhīna 'Āmanū . Ay logon jo imaan laye ho
Kulū Min Ţayyibāti . Khao tum paakiza cheez'on se
Mā Razaqnākum . Jo rizq humney tum'hey diya
Wa Ashkurū Lillahi . Aur shukar ada karo Allah Ta'lla ka
'In Kuntum . Agar ho tum
'Īyāhu . Sirf us'hi ki
Ta`budūna . Bandagi kartey

O you who have believed, eat from the good things which We have provided for you and be grateful to Allah if it is (indeed) Him that you worship.

No comments:

Post a Comment